mehekate khat !

by ranjana on June 03, 2006, 12:30:10 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3345 times)
nirbhay
Guest
«Reply #15 on: June 03, 2006, 01:19:37 PM »
Reply with quote
Quote from: "Gourav"
Hum yeh Dunia tumpar Nazar karte hai.....
Tum TAZMEHEL ki kya baat karte ho.....

Pyar mein dil khud-b-khud ek tajmahal hota hai
aagosh ke liye to Dil chahiye, Mahal kya hota hai ?

Ye Khudgarzi ki baatein to hum-nakash ek dhoka hai
Fhir ye Jahan bhi to pyar pe chalta hai bebaak..
IsaQ ke jazzbaat ko kyun kisi tajmahal ne roka hai
Pyar ke iss sansar mein tajmahal to ek jharonka hai :wink:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khat by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
khat by jh in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Khat!!! by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
khat by tabassum shakeel in Shairi - E - Zindagi « 1 2 ... 6 7 »
Khat...... by ~princess~ in Shairi - E - Zindagi
ranjana
Guest
«Reply #16 on: June 03, 2006, 01:22:29 PM »
Reply with quote
bahut sundar Neer , Gaurav and Hum tum ji......................

sabne bahut hi accha likha......... Usual Smile
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #17 on: June 03, 2006, 01:25:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Gourav"
Hum yeh Dunia tumpar Nazar karte hai.....
Tum TAZMEHEL ki kya baat karte ho.....

Pyar mein dil khud-b-khud ek tajmahal hota hai
aagosh ke liye to Dil chahiye, Mahal kya hota hai ?

Ye Khudgarzi ki baatein to hum-nakash ek dhoka hai
Fhir ye Jahan bhi to pyar pe chalta hai bebaak..
IsaQ ke jazzbaat ko kyun kisi tajmahal ne roka hai
Pyar ke iss sansar mein tajmahal to ek jharonka hai :wink:

Aaghosh me meri unka Gulistaan saja hai......
Mahobbat ki hai humne isme khuda ki bhi Razza hai.......

Taz mehel se toh humne apna Pyar dikhaya hai......
Dunia ke saamne na hue hum bebas isliye mehez Sirr Uthaya hai........!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #18 on: June 03, 2006, 01:30:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"

Wah =D>

Wo kya jazzbaat hein jisne tera itna housla badaya hai
dil ke andar likha tah jo wo kalam se bahaya hai

Imaaraton mein kya rakha hai IsaQ to ehsaas se bayaan karo
K tajmahal bhi to kisii k ehsaas-e-suroor ne banaya hai!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: June 03, 2006, 01:33:04 PM »
Reply with quote
yeh kaht hain mohabbat ke yun hi mehka karnge
dilo ke ashiyaane yun hi cheka kerange................

mere gesyoon ki chawan mein sona hai tujhko
mere dil ke har kone ko bheegona hai tujhko

tammam safar yun hi umar ka kat jaaeyga
jab tere khat ke lafazo se mere khat ka lafaz mil jaayega
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #20 on: June 03, 2006, 01:34:13 PM »
Reply with quote
Yha Tajmahal ki nilaami ho rahi hai :D

woh sirTAJ hai mera uska dil ik MAHAL sa lage
Khilta hua mujhey to woh ik kamal sa lage
Kar du qurbaaN sare jahaaN ki nehmaate uspe
Jo dekha tha khawab kabhi ab woh asal sa lage !!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #21 on: June 03, 2006, 01:39:28 PM »
Reply with quote
Tera khat jo sirhane rakha hai kamre ko mehkata hai
Har alfaaz iska mere dil mein ik jadu sa calata hai
JaaN se azeez hai mujhey yeh tera ik khat ke isko
Jab khota hoon,  tere paas hone ka ehsaas karwata hai !!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: June 03, 2006, 01:46:52 PM »
Reply with quote
bahut khub ji...........kaun nilaam kar  raha hai Tajmehal ............. Usual Smile

mere kahto mein teri wafao ki khusbu hai
yeh kaht hi toh ab meri jindagi hai..........
teri pyari  baate mujh tak de jaate hai
mere payar ek gulistaan ko aur meheka jaate hain
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #23 on: June 03, 2006, 01:52:15 PM »
Reply with quote
Tere khat tere lams ki khusbu ko sath late hai
Mera rom rom mera tan-badan mehka jate hai
Tu paas nahi mere khair yeh khat hi sahi jo
Tere narm labooN ka meeta ehsaas karwa jate hai !

( aur ab hum nahane jate hai ... break ke baad aate hai ... Usual Smile   )
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: June 03, 2006, 01:58:57 PM »
Reply with quote
:D itna waise hi mehek rahe hain ab aur kya nahaooge aap........... :D

 tere khato ke aane se mera dil khil jaata hai
tera payar paane ko mera dil machal jaata hai
rehta hai roohe -ehasas per ek nasha sa .....
kya mera khat ka tujh tak aana bhi yahi ehasas karta hai?
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #25 on: June 03, 2006, 03:48:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Gourav"
Hum yeh Dunia tumpar Nazar karte hai.....
Tum TAZMEHEL ki kya baat karte ho.....

Pyar mein dil khud-b-khud ek tajmahal hota hai
aagosh ke liye to Dil chahiye, Mahal kya hota hai ?

Ye Khudgarzi ki baatein to hum-nakash ek dhoka hai
Fhir ye Jahan bhi to pyar pe chalta hai bebaak..
IsaQ ke jazzbaat ko kyun kisi tajmahal ne roka hai
Pyar ke iss sansar mein tajmahal to ek jharonka hai :wink:

Aaghosh me meri unka Gulistaan saja hai......
Mahobbat ki hai humne isme khuda ki bhi Razza hai.......

Taz mehel se toh humne apna Pyar dikhaya hai......
Dunia ke saamne na hue hum bebas isliye mehez Sirr Uthaya hai........!!!

Wah =D>

Wo kya jazzbaat hein jisne tera itna housla badaya hai
dil ke andar likha tah jo wo kalam se bahaya hai

Imaaraton mein kya rakha hai IsaQ to ehsaas se bayaan karo
K tajmahal bhi to kisii k ehsaas-e-suroor ne banaya hai!!

Wah kya baat hai Neer superb Dada......

Hausla mera Ek khushi ne badaya hai......
Ehsaas tha jo ab talak woh haqiqat bakne saamne aya hai......

Jee karta hai choom loon kadam uss khushi ke......
Aaj mera Pyar meri Sanam mere darr pe aya hai.......

Imaarat nah uskpar yeh Jahan Nisaar kar doon......
Humne toh Sirf Pyar ki Nishaani me ek Dusra TAZMEHEL banaya hai.....!!!!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #26 on: June 03, 2006, 04:12:07 PM »
Reply with quote
nice reply Gaurav.................
Logged
phoenix
Guest
«Reply #27 on: June 03, 2006, 05:40:33 PM »
Reply with quote
nice goin every one keep it up
Logged
ranjana
Guest
«Reply #28 on: June 04, 2006, 03:32:14 AM »
Reply with quote
shukriya Nitiesh.................. Usual Smile likha nahi aapne  kuch yahan .......
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #29 on: June 04, 2006, 06:20:05 AM »
Reply with quote
Apne khoon se likha hai yeh Khat.....
Ise sada Seene se lagaye rakhna......

Door na karna hai ise kabhi khud se......
Ho sake toh Mandir ya Shivale me chupaye rakhna.......!!!!!!!!
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:35:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer