jo jhaank paati tum meri aankho ki gehraiyo me
to shayad jaan jaati meri razaa kya thi
tumne mujhe udaas to har baar dekha
par tab shayad jaan jaati mere na muskurane ki wajah kya thi
bas ek baar anmane hi poochh liya hota
ki anand kya tum jee paoge mere bina
mai aansu chhupakar muskurakar
tujhe keh hi deta ki haa
jaa tu kisi aur ki bagiya sajaa
mera kya hai hum dilfek hai
bahut hume chahne wale mil jayenge
nam hogi jo aankhe to bhi
bahut hume hasane wale mil jayenge
jo bhari hoga dil kabhi to baith lenge hum bhi mehfil me
lakho shayar dil bahlane wale mil jayenge
tu baith jaa khusi khusi kisi ki doli me
rachne de apne hatho me uski mehandi
hum to ab bhi tere hi hai
bas tu hai ki chahat ki chita fere leke
ajnabee ke sang tu chal di
`mujhse meri marji to puchhi hoti
mai mar hi jaata tere gair hone se pahle
ek raat ki hi khaatir tujhe apna bna lete
kisi gair ke sang sone se pahle
ek lamhaa to hota tere jehan me
jisko tu umra bhar na bhul pati
kaash tu meri aankho ki gehraiyo me jhaank paati
to shayad sab jaan jaati,,,,,,,....
par tu fikra na kar