Mera pyaar

by thycreator on May 16, 2008, 07:00:52 PM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 4116 times)
thycreator
Guest
«Reply #15 on: May 16, 2008, 07:41:33 PM »
Reply with quote
ha ha ha

Wo roshni kaisi jo uske dil ko andhera kare,
Ek tarfa pyar ko saamne laana nahi accha...sad5
Logged
Talat
Guest
«Reply #16 on: May 16, 2008, 07:44:54 PM »
Reply with quote
Ishq ke ujaale to bhar dete hain khushian,
Izhaar-e-Ishq se yoon ghabrana nahin achcha
Logged
syednaami
Guest
«Reply #17 on: May 16, 2008, 07:46:02 PM »
Reply with quote
Wonderful creation Amit Saahib, bade dinon baad aapka darshan aur kavita ka aamantran hua hai.
Excellent work, Bravo!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #18 on: May 16, 2008, 07:54:21 PM »
Reply with quote
Thanks a lot Syednaami ji......bahut bahut shukriya.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #19 on: May 16, 2008, 09:44:06 PM »
Reply with quote
Ishq ke ujaale to bhar dete hain khushian,
Izhaar-e-Ishq se yoon ghabrana nahin achcha

Sahi kaha......lekin
Ishq ka mansuba hai bas khusiyon ko sath le,
Kissi ki dil ko chot pahunchana nahi accha...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: May 16, 2008, 09:46:01 PM »
Reply with quote
bin izhaar ke, han ya na pata chalti nahi
payar ke izhaar se, dil ko chot lagati nahi
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: May 16, 2008, 09:51:29 PM »
Reply with quote
Sookhe phoolon main khushbu hua nahin karti,
Dil main chupa ke rakhne se tauheen-e-ishq hoti hai
Logged
thycreator
Guest
«Reply #22 on: May 16, 2008, 09:58:22 PM »
Reply with quote
bin izhaar ke, han ya na pata chalti nahi
payar ke izhaar se, dil ko chot lagati nahi

Pooja ji....

Wo jawab ka kare bhi kya jo dil ko tod de,
Bharam mein jee lene ka khayal accha hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #23 on: May 16, 2008, 10:00:56 PM »
Reply with quote
Sookhe phoolon main khushbu hua nahin karti,
Dil main chupa ke rakhne se tauheen-e-ishq hoti hai

ye nahi ho sakta......

Ishq ek paak jajjba hai, dil mein ho jo kissi ke,
Isko mehfil-e-aam mein laana kabhi accha nahi hota...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: May 16, 2008, 10:07:09 PM »
Reply with quote
khud ke sawal ka, khud hi jawab dete ho
doosro ke jawab ko, chura lena, nahi acha
Logged
thycreator
Guest
«Reply #25 on: May 16, 2008, 10:17:56 PM »
Reply with quote
Uffffff.........always confused ur....

Humne jo kaha wo tum bhi nahi samjhe,
Ek patthar dil ko phir hum samjhaye kaise??
Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: May 16, 2008, 10:25:48 PM »
Reply with quote
humari baat apko kabhi samjh aai hi nahi
ab hum apko yah batlaaye kaise
Logged
thycreator
Guest
«Reply #27 on: May 16, 2008, 10:35:17 PM »
Reply with quote
tongue3

Gar hum nahi samjhe toh bhala kaun samjhega,
Ye bat hum tumhe ab batayen kaise...tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: May 16, 2008, 11:05:35 PM »
Reply with quote
kisi ko bhi na batane ki kaya kasam khai hai apne
jahan dekhaon wahin, ek baat ki ratt hai, bataye kaise
Logged
thycreator
Guest
«Reply #29 on: May 17, 2008, 01:48:07 AM »
Reply with quote
ha ha ha.........

Kuch bat bina kahe bhi samjha karo aye dost,
Har fasane sar-e-aam sunaye nahi jaate....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:34:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer