Mere Dil Pe Badal Ki Trah (Dec.21.2006) Dedicated To Roja ji

by FAREE on December 20, 2006, 11:02:30 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Author  (Read 7198 times)
Roja
Guest
«Reply #15 on: December 21, 2006, 02:13:08 PM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"
Quote from: "Roja"
Nice reply Faree ji.. Keep Up..

Dekh kar unko rukha ho jaise
Chand raah bhool gaya ho jaise

Maine es tarah unhe yaad kiya
Wo mujhe bhool gaya ho jaise

Mere dil main tera sau shakle hai
Aaina toot gaya ho jaise

Itna pehchana sa hai unka chehra
Wo mera jism raha ho jaise

Mai toh kuch bhool rahii hu, lekin,
Woh bhi kuch soch raha ho jaise..
Roja Ji

Congratulation On Your This First 100th Post

Aap Nay Is Main Sach keh Diya Hai Sab kuch

Jo zakhm tumne diye hain woh kabhi bhar nahin paayenge
Sochte hain in zakhmon ko lekar hum kaise jee paayenge

Had se zyada chaha hai tumhe o jaan-e-wafaa
Ab kisi par bhi kabhi bharosa na hum kar paayenge

Nahin koi ummeed baaqi baaqi tumse tum kya kisi ko chahoge
Tum aql wale hokar kal nahin samjhe to aaj kaise samajh paaoge

Khuda kare tum sadaa khush raho Roja Umr-e-taweel paao
Apna kya hai chand lamhe hain zindagi ke jaise guzrenge guzar jaayenge

Faree ji hamme pata hii nahi chala k hum 100 mails kardiya...
Ye sab aapka kamaal hai. All credit goes to you dear.
Thanks

Raat kali hai bahut deep jalane bhi bahut hai
Yahan parichith bhi bahut aur ajane bhi bahut hai

Aag hii aag hai her oor safar jalta hua
Pyar ki chav main rukhne ke tikane bhi bahut hai

Yu toh bimaar si dharthi, ye bikharin si lage hai
Phir bhi mamta hai bahut dil ke kajane bhi bahut hai

Jahan per aankh se nafrat ka zaher zartha hai
Wahan toh ek hii muskaan ke mane bhi bahut hai

Zindagi tujhko toh her haal main jeena hai yahan "Roja"
Ghamon ki bheed main jeene ke bahane bhi bahut hai..
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
....~~kuch iss trah chaa gaye~~.... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Hum Tu Deewanoon Ki Trah by fakharenaveed in Ghazals
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Badal de zaaecha pandit mere taqdeer badle ge by khalidrawat in Shairy-E-Watan
Aankho.n me ho aansu to kis trah muskuraya jye.. by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
salaam2all
Guest
«Reply #16 on: December 21, 2006, 03:40:37 PM »
Reply with quote
thanks fr the shayari roja....salaam..... and thats for both of you

itney kareeb aakey koi gair kaisey ho
ehsaas dou dilo k begair kaisey ho
ye aag jal rahi hay dono taraf agar
sukoo ye bin jalaey begair kaisey ho
Logged
FAREE
Guest
«Reply #17 on: December 21, 2006, 07:39:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "salaam2all"
thanks fr the shayari roja....salaam..... and thats for both of you

itney kareeb aakey koi gair kaisey ho
ehsaas dou dilo k begair kaisey ho
ye aag jal rahi hay dono taraf agar
sukoo ye bin jalaey begair kaisey ho
Thank You  Salaam
Logged
FAREE
Guest
«Reply #18 on: December 21, 2006, 07:43:56 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Quote from: "FAREE"
Quote from: "Roja"
Nice reply Faree ji.. Keep Up..

Dekh kar unko rukha ho jaise
Chand raah bhool gaya ho jaise

Maine es tarah unhe yaad kiya
Wo mujhe bhool gaya ho jaise

Mere dil main tera sau shakle hai
Aaina toot gaya ho jaise

Itna pehchana sa hai unka chehra
Wo mera jism raha ho jaise

Mai toh kuch bhool rahii hu, lekin,
Woh bhi kuch soch raha ho jaise..
Roja Ji

Congratulation On Your This First 100th Post

Aap Nay Is Main Sach keh Diya Hai Sab kuch

Jo zakhm tumne diye hain woh kabhi bhar nahin paayenge
Sochte hain in zakhmon ko lekar hum kaise jee paayenge

Had se zyada chaha hai tumhe o jaan-e-wafaa
Ab kisi par bhi kabhi bharosa na hum kar paayenge

Nahin koi ummeed baaqi baaqi tumse tum kya kisi ko chahoge
Tum aql wale hokar kal nahin samjhe to aaj kaise samajh paaoge

Khuda kare tum sadaa khush raho Roja Umr-e-taweel paao
Apna kya hai chand lamhe hain zindagi ke jaise guzrenge guzar jaayenge

Faree ji hamme pata hii nahi chala k hum 100 mails kardiya...
Ye sab aapka kamaal hai. All credit goes to you dear.
Thanks

Raat kali hai bahut deep jalane bhi bahut hai
Yahan parichith bhi bahut aur ajane bhi bahut hai

Aag hii aag hai her oor safar jalta hua
Pyar ki chav main rukhne ke tikane bhi bahut hai

Yu toh bimaar si dharthi, ye bikharin si lage hai
Phir bhi mamta hai bahut dil ke kajane bhi bahut hai

Jahan per aankh se nafrat ka zaher zartha hai
Wahan toh ek hii muskaan ke mane bhi bahut hai

Zindagi tujhko toh her haal main jeena hai yahan "Roja"
Ghamon ki bheed main jeene ke bahane bhi bahut hai..
[/color]

You Always WelCome

Thodi-si ikraar ki baatien...

Thodi -si inkaar ki baatien..

Aao betho pass hummare...

Kuchh pal karlo pyaar ki baatien..

Kuch lamho ka sath hai bas...

Na karna takrar ki baatien..

Tum bas yu hi rutho humsse...

Hum chede manuhaar ki baatien..

Duniya wale kya sochegge...

Yeh sab hai bekaar ki baatien...

Baat karro bas aapni mere..

Chodo jaag sansar ki baatie
Logged
FAREE
Guest
«Reply #19 on: December 21, 2006, 07:44:21 PM »

«Reply #20 on: December 21, 2006, 07:44:42 PM »

«Reply #21 on: December 21, 2006, 07:45:16 PM »

«Reply #22 on: December 21, 2006, 11:39:33 PM »
Reply with quote
Apni dil main chupalo toh koyee baat bane
Mujhko tum apna bana lo toh koyee baat bane

Rehthi hu her ghadi bechaini main tumhare liye
Thaam kar haath mere tum apna bana lo toh koyee baat bane

Mere dil ki hai dua tum ho jao mere
Tum bhi dua ke liye haath utao toh koyee baath bane

Is dil main basaya hai sirf tumhe sanam
Tum bhi apne Dil main basa lo mujhe  toh koyee baath bane..
[/color]
 :lol:
Logged
FAREE
Guest
«Reply #23 on: December 21, 2006, 11:46:03 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Apni dil main chupalo toh koyee baat bane
Mujhko tum apna bana lo toh koyee baat bane

Rehthi hu her ghadi bechaini main tumhare liye
Thaam kar haath mere tum apna bana lo toh koyee baat bane

Mere dil ki hai dua tum ho jao mere
Tum bhi dua ke liye haath utao toh koyee baath bane

Is dil main basaya hai sirf tumhe sanam
Tum bhi apne Dil main basa lo mujhe  toh koyee baath bane..
[/color]
 :lol:
Yu hi hum khud se khafa hote hai
Kisi aur ke kiye ki khud ko saaza dete hai

Nazre dundti hai usko jinka intezaar uhne hai
Talashti usko ki dil bekaar uske liye hai
Aansu behete hai ki loat aao tum
Ek baar aur mud kar dekh lete...
Ki hame buut na batlao tum

Yu hi hum khud se khafa hote hai
Kisi aur ke kiye ki khud ko saaza dete hai

Naam uska labo pe aata hai
Wo jo hame bewafa naam de gaya
Hame chirti nazaro se pathar hone ka ilzaam de gaya
Wo jo yu gujar gaya kareeb se..tham kisi aur ka haath
Jaise hum ajnabee...phele kabhi na mile ho..

Yu hi hum khud se khafa hote hai
Kisi aur ke kiye ki khud ko saaza dete hai

Ae chand sikhyat hai tujhse ki aaj ki raat tu roshni laya hai
Mera dil tuta hai..dard se bhara hai ankh mein pani
Aur tu hai ki muskurahat ki chandni laya hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: December 22, 2006, 01:09:17 AM »
Reply with quote
Mujhse apna pyar kabi wapis math lena
Kayaal ko kisii ki aahat ki aas rehthi hai
Nigah ko kisii ki surat ki pyas rehthi hai
Aapke bin kisii cheez ki kami toh nahi
Magar Aapke bin tabiyat kuch udaas si rehthi hai..

Mujhse apna pyar kabi wapis math lena...
Logged
FAREE
Guest
«Reply #25 on: December 22, 2006, 02:06:45 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Mujhse apna pyar kabi wapis math lena
Kayaal ko kisii ki aahat ki aas rehthi hai
Nigah ko kisii ki surat ki pyas rehthi hai
Aapke bin kisii cheez ki kami toh nahi
Magar Aapke bin tabiyat kuch udaas si rehthi hai..

Mujhse apna pyar kabi wapis math lena...
Jab meri haqeekat ja ja kar, unko jo sunayee logon nay,
Kuch sach bhi kaha kuch jooth kaha, kuch baat banayee logon nay !

Dayain hain hamesha zulm-o-sitam, duniya nay mohabaat waalon par,
Do dil ko kabhi milnay na diya, deewaar uthayee logon nay !

Aankhon say na aansoo poch sakey, hothon pay khushi dekhi na gayee,
Aabaad jo dekha ghar mera, to aag lagayee logon nay !

Tanhayee ka saathi mil na saka, rusvai mein shaamil shaher hua,
Pehlay to mera dil tod diya, phir Eid manayee logon nay !

Is daur mein jeena mushkil hai, ae `Roja' koi aasaan nahin,
Har ik kadam par marnay ki, ab rasam chalayee logon nay !
Logged
Roja
Guest
«Reply #26 on: December 22, 2006, 02:20:45 AM »
Reply with quote
Wooooow... Faree ji.. Bahut badiya likhte hai aap...

Dharwaja jo khula toh nazar aaye khade wo,
Hairat hai mujhe aaj kider bhool pade wo;

Bhule nahi dil hijra ke lamhat khade wo,
Raat toh badi thi hii, magar din bhi bade wo;

Kyu jaan pe ban aayee hai, bigada hai agar wo,
Unki toh ye aadat hai ki, hawaon se lade wo;

Alfaaz they unke ki, baharon ke payamaath,
Kushboo-si barasne lagi, yu phool jhade wo;

Her shakhs mujhe ... tujhe, judha kerne ka swaish
Sunn paye agar ek toh das jaake jade wo;

Bacche ki tarah chand ko, chune ki tamanna
Dil ko koyee shah dede, toh kya kya na ude wo;

Tufaan hai toh kya gam, mujhe awaaz toh dijiye
Kya bhool gaye aap ke  mere Pyara Dost Hai wo...
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #27 on: December 22, 2006, 02:26:17 AM »

Tu Roja Ji Aap ka Kalaam Bhi Tu Kuch Kam Nahi Hai

Har Har Lafz Dil Ko Chu Leta Hai

Har shama bhuji rafta rafta, har khwab luta dheeray dheeray,
Sheesha na sahi pathar bhi na tha, dil toot gaya dheeray dheeray !

Barson mein marasim bantay hain, lamhon mein bala kya tootaingay,
Tu mujh say bichadna chahey to, deewar utha dheeray dheeray !

Ehsaas hua barbaadi ka, jab saaray ghar mein dhool udi,
Aayee hai hamaray aangan mein, patjhad ki hawa dheeray dheeray !

Dil kaisay jala kis waqt jala, humko bhi pata aakhir mein chala,
Phaila hain dhuan chupkay chupkay, sulgi hai chita dheeray dheeray !

Woh haath paray ho bhi gayey, ab dhoor ka rishta hai ~`Roja'~,
Aati hai meri tanhayee mein, khushboo-e-hina dheeray dheeray !

Har shama bhuji rafta rafta, har khwab luta dheeray dheeray,
Sheesha na sahi pathar bhi na tha, dil toot gaya dheeray dheeray !
Logged
FAREE
Guest
«Reply #28 on: December 22, 2006, 02:26:39 AM »

paani
Guest
«Reply #29 on: December 22, 2006, 04:09:31 AM »
Reply with quote
Mashaa allah.... wah Faare & Roja
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:14:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer