Mere Dil Pe Badal Ki Trah (Dec.21.2006) Dedicated To Roja ji

by FAREE on December 20, 2006, 11:02:30 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 7283 times)
Roja
Guest
«Reply #60 on: January 21, 2007, 02:49:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "salaam2all"
good work faree and roja.....salaam


So nice of you Salaams... Thanks for reading us dear.
Yu hii aate rahiyega
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
....~~kuch iss trah chaa gaye~~.... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Hum Tu Deewanoon Ki Trah by fakharenaveed in Ghazals
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Badal de zaaecha pandit mere taqdeer badle ge by khalidrawat in Shairy-E-Watan
Aankho.n me ho aansu to kis trah muskuraya jye.. by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
Roja
Guest
«Reply #61 on: January 21, 2007, 02:52:25 AM »
Reply with quote
Hey KHUDA tune ye mohabbat banayee kyu hai?
Khair banayee toh ismain judayee kyu hai?

Kya diya pyar mujhe, Iski zarurat kya thi?
Meri barbadi main shamil teri hikmat kya thi?

Meri raahon main toh khushboo ka safar rahthi thi
Dil main aabaad gulabon ka nagar rehta tha

Zindagi khaar bhari raah main layee kyu hai?
Aye KHUDA tune Ye Mohabbat Banayee Kyu Hai?Huh??? sad5
Logged
FAREE
Guest
«Reply #62 on: January 21, 2007, 11:12:13 PM »
Reply with quote






itni mohabath kar baithe hai unse,

ki khone laga hai suroor ahista ahista,

woh bedardi se sar kaaten,

aur hum kahen unse huzoor ahista ahista







Logged
Roja
Guest
«Reply #63 on: January 23, 2007, 05:28:07 PM »
Reply with quote
Rishta ulfat ka yu nibhaya jata hai
Ashq peekar bi muskuraya jata hai
Aisa bi mod aata hai mohabbat main
Kisii ki kathir khud ko mitaya jata hai
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #64 on: January 23, 2007, 07:08:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Rishta ulfat ka yu nibhaya jata hai
Ashq peekar bi muskuraya jata hai
Aisa bi mod aata hai mohabbat main
Kisii ki kathir khud ko mitaya jata hai
[/color]








Arzoo Hai Tumhe Dur Se Dekhne Ki,
Karib Aana Bhi Nahin Chahte,
Tamana Nahin Tumhe Pane Ki,
Magar Khona Bhi Nahi Chahte.





Logged
Roja
Guest
«Reply #65 on: January 24, 2007, 03:02:44 PM »
Reply with quote
Ruswa is tarah na ye kahani hoti
Baath agar tumne hamari mani hoti
Sapne bhi hote poore, zindagi bhi saj jaati
Aapke hoton per agar wafa ki kahani hoti
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #66 on: January 24, 2007, 07:10:01 PM »
Reply with quote







Dil ki dhadkan ko dikhaya nahi jata,
Mohabbat mein lagi aag ko bujaya nahi jata,
Lakh judai ho pyaar mein fir bhi,
Jindagi ka pehla pyaar bhulaya nahi jata.






Logged
Roja
Guest
«Reply #67 on: January 25, 2007, 05:05:37 PM »
Reply with quote
Dhadkan tez ho rahi hai
Shayad unka paigaam aaya hai
Hona chahte hai wo juda humse
Isliye aakhri paigaam aaya hai
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #68 on: January 25, 2007, 09:51:21 PM »
Reply with quote




























Logged
FAREE
Guest
«Reply #69 on: January 25, 2007, 09:52:11 PM »
Reply with quote
















Unse door bhala hum kaise reh paate,
Dil se unhe kaise bhula paate,
Kaash ki woh sanso ke illava aayine mein bhi hote,
Khud ko bhi dekhte to woh nazar aate...











Logged
Roja
Guest
«Reply #70 on: January 26, 2007, 04:40:51 AM »
Reply with quote
Jalte hai charag ye deep shamme shehar
Hum bi yahan dil jalakar baite hai
Shamma jalthi hai wo kaam jalna hai
Hum bi yahan dil jalakar baite hai..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #71 on: January 26, 2007, 07:20:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Jalte hai charag ye deep shamme shehar
Hum bi yahan dil jalakar baite hai
Shamma jalthi hai wo kaam jalna hai
Hum bi yahan dil jalakar baite hai..
[/color]







do qadam saath chalna kisi ka manzil sa laga mujko,
pathron ki ibadat karnay wala saksh pagal sa laga mujhko...

phoolon ka bistar bhee raat bhar chubta raha mujhay gair ka,
mere yaar ka kanto bhara bistar bhee makhmal sa laga mujko...

tere diye zakhmo pay marham laganay wala masheea,
musifo ki bheer main bhee wo akela qatil sa laga mujhko.......

dunia ki roonko main khokar khud ko bhool janay kay baad,
na janay tere ghar ka sanata kiyon mehfil sa laga mujhko......

jab tak door thaa tujhsay bhut khush thaa teri hasi ko dekh kay,
tere dil main jhanka to tera bhee hall apnay dil sa laga mujhko...

umar bhar doobnay dar say sagar ka naam bhee na liya humne,
na janay teri aankho ka majhdhar kiyon sahil sa laga mujhko.....

tere saath guzray lamho ki khamoshi yu khamosh kar gai mujhy,
tanhai main sanato ka chalna bhee hulchal sa laga mujhko....

koi to rishta zaroor hoga 'Faree' ka tujhsay o ajnabee,
jo tere naam kay saath apna nam mukamal sa laga mujhko....






Logged
Roja
Guest
«Reply #72 on: January 26, 2007, 10:59:51 PM »
Reply with quote
Hasrate-dil ka khoon kaise kar du?
Wo hai saason main shamil, juda kaise kar du?

Wo khilauna toh nahi hai, ki bas chahiye mujhe
Baath betuki bekaar, behuda kaise kar du?

Laga rahe hai mehendi, wo mere khoone jigar ki
Ab jane-jigar mehboob ko, ikraar kaise kar du?

Base hai meri nas-nas mere rom rom main
Aaj kisii gair ke hawale kaise kar du?Huh?

[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #73 on: January 26, 2007, 11:10:14 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Hasrate-dil ka khoon kaise kar du?
Wo hai saason main shamil, juda kaise kar du?

Wo khilauna toh nahi hai, ki bas chahiye mujhe
Baath betuki bekaar, behuda kaise kar du?

Laga rahe hai mehendi, wo mere khoone jigar ki
Ab jane-jigar mehboob ko, ikraar kaise kar du?

Base hai meri nas-nas mere rom rom main
Aaj kisii gair ke hawale kaise kar du?Huh?

[/color]







Dil lelo humein dhadkan ki fikar nahi,
chain lelo humein tadpan ki fikar nahi,
aap ki nashili aankhon ne yun paagal kiya
rooh lelo humein tan ki fikar nahi,

Roop lelo humein husn ki fikar nahi,
zindagi lelo humein jatan ki fikar nahi,
aap ki kaheen baaton ne deewana banaa diya
beshumaar pyaar lelo humein paagalpan ki fikar nahi,

Lahoo-e-phool lelo humein dil-e-gulshan ki fikar nahi,
khushboo-e-jigar lelo humein tan, man ki fikar nahi,
yeh haseen raaton ne yun aap ka pataa diya  
sare rishtey lelo humein ab kisi aur bandhan ki fikar nahi!






Logged
Roja
Guest
«Reply #74 on: January 26, 2007, 11:44:55 PM »
Reply with quote
Seene main dil nahi pattar rakhte hai
Jahan katam ho her saans aisa mukaddar rakhte hai
Jahan katam hoti hai haddein chahaton ki
Aisi ser zameen pe hum apna mukaddar rakhte hai
[/color]
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:58:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer