Mere Dil Pe Badal Ki Trah (Dec.21.2006) Dedicated To Roja ji

by FAREE on December 20, 2006, 11:02:30 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 7280 times)
Roja
Guest
«Reply #75 on: January 28, 2007, 04:46:04 PM »
Reply with quote
Tha wada tumhara wo sangdil
Do kadam bhi na saath nibaya tumne
Buja kar deep mohabbat ka meri
Dost... Bewafaye ka saath nibaya tumne
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
....~~kuch iss trah chaa gaye~~.... by HumTum in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Hum Tu Deewanoon Ki Trah by fakharenaveed in Ghazals
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon... by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Badal de zaaecha pandit mere taqdeer badle ge by khalidrawat in Shairy-E-Watan
Aankho.n me ho aansu to kis trah muskuraya jye.. by Asif samani jaunpuri in Shairi - E - Zindagi
FAREE
Guest
«Reply #76 on: January 28, 2007, 07:19:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Tha wada tumhara wo sangdil
Do kadam bhi na saath nibaya tumne
Buja kar deep mohabbat ka meri
Dost... Bewafaye ka saath nibaya tumne
[/color]







khwaboN ke gulistaan me khwahisheN har dam mehke,
aansuoN ki lakiroN meiN kahiN aaj mera gam mehke....

lam-h-dood hai uska pyaar ziNdagii me mere liye,
aarzoo yehi hai uske pyaar se mera har janam mehke..

lam-h-dood= aseem, annant

sarvar-e-kaynaat ko meri dua hai bas itni si,
pane ko usko badhne wale mere har kadam mehke...

sarvar-e-kaynaat=sari dunaiya ka neta [khuda, bhagvaan]

giraftar ho jauN maiN uski chahat me is kadar,
muskan liye honthoN pe sada mera hamkadam mehke..

nafs-e-wapsi ki meri aakhri ummid hai bas yehi,
chehra uska dekh ke "Fareel" ka aakhri dam mehke..






Logged
Roja
Guest
«Reply #77 on: January 29, 2007, 03:52:47 PM »
Reply with quote
Pyar se tum dekh kar muska gaya
Her taraf masti ka aalam cha gaya

Yeh meri kismat ki pehli nazar main
Mai tumhe accha lagi aur bha gayee

Mai tumhe ghar per chali thi dekhne
Tum mujhe ghar per hi milne aa gaya

Dhoom tera kyu na machthi har taraf?
Jaam ban aaya, nasha ban cha gaya

Tum bhale anjaan hai phir bhi yahan
Her kisii ka pyar-aadar pa gaya..

Roja
Logged
FAREE
Guest
«Reply #78 on: January 29, 2007, 10:37:48 PM »
Reply with quote









khuda ki meharbani ka kya hai kehna
likh diye jo apni naseeb main dost pyara
kam hoga jitna bhi karun tareef vunka
vunki muskurahat hi hai jaan hamara




Logged
Roja
Guest
«Reply #79 on: January 31, 2007, 01:17:22 AM »
Reply with quote
w/salaam..
Bahut bahut shukhriya.. Aate rahiyega
Logged
Roja
Guest
«Reply #80 on: January 31, 2007, 01:18:54 AM »
Reply with quote
Kya kahiye kis tarah se jawani guzar gaye
Barbaad karne aaye thi... barbaad kar gayee..!!
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #81 on: January 31, 2007, 03:46:00 AM »
Reply with quote







Nigahe tere deedar kay liye uthti hain
bahhein tere payaar kay liye tujhe boolati hain
intazaar ab aur nahi hota humse
zindagi tere saath ko tarasti hain






Logged
Roja
Guest
«Reply #82 on: January 31, 2007, 11:09:58 PM »
Reply with quote
Subah tham hi aankhon se, aasoo umad aate hai
Jane shaam tak aankhon se, kitne bichud jate hai

Kitne hi aashiyana tasavoor, bante hai raat bar
Subah tam sabke sab, ujad jate hai

Goya guzar rahi ho zindagi, kabristaan main
Bhooton ke saye her taraf, nazar aate hai..

[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #83 on: February 01, 2007, 03:25:24 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Subah tham hi aankhon se, aasoo umad aate hai
Jane shaam tak aankhon se, kitne bichud jate hai

Kitne hi aashiyana tasavoor, bante hai raat bar
Subah tam sabke sab, ujad jate hai

Goya guzar rahi ho zindagi, kabristaan main
Bhooton ke saye her taraf, nazar aate hai..

[/color]







dil todna humari adat nahi,
dil hum kisika dukhate nahi
bharosa rakhna humarae dosti pe
dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!






Logged
Roja
Guest
«Reply #84 on: February 01, 2007, 01:44:02 PM »
Reply with quote
Pane se khone ka maza aur hai
Band aankhon main rone ka maza aur hai
Aasoo bane lafz aur lafz bane gazal,
Aur us gazal main aapka hone ka maza aur hai..!!
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #85 on: February 01, 2007, 08:33:52 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Pane se khone ka maza aur hai
Band aankhon main rone ka maza aur hai
Aasoo bane lafz aur lafz bane gazal,
Aur us gazal main aapka hone ka maza aur hai..!!
[/color]






woh mujhe chahe aur mujh se pyar kare
main kahin bhi rahoon woh mujhe yaad kare
mere liye hi kare woh ghar main chiraagha
aur mere liye hi apne dil ko beqarar kare
apne jazbon ko mujh tak pouchane ke liye
zabaan se na sahi dil se izhaar kare
kuch bhi kare main to bas itna chahoon
woh kahin bhi rahe bas mujhe se pyar kare







Logged
Roja
Guest
«Reply #86 on: February 01, 2007, 11:17:14 PM »
Reply with quote
Woh bekabar hai bakabar kabhi nahi hota
Hamari baat ka kabhi jis per asar nahi hota

Charagh-e-hijar musalsal jalaye baite hai
Kabhi hawa ke udaar se guzar nahi hota

Khud apne wastey jeena bhi koye jeena hai?
Safar ye hayat ka kyu mukhtasar nahi hota

Khud apne dais ki matti mera tashakhus hai
Diyar-e-gair ka ghar apna ghar nahi hota

Ye ishq ki saugat bhi ajab shai hai
Ye woh shajar hai jiska samar nahi hota

(nm)
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #87 on: February 02, 2007, 07:35:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Woh bekabar hai bakabar kabhi nahi hota
Hamari baat ka kabhi jis per asar nahi hota

Charagh-e-hijar musalsal jalaye baite hai
Kabhi hawa ke udaar se guzar nahi hota

Khud apne wastey jeena bhi koye jeena hai?
Safar ye hayat ka kyu mukhtasar nahi hota

Khud apne dais ki matti mera tashakhus hai
Diyar-e-gair ka ghar apna ghar nahi hota

Ye ishq ki saugat bhi ajab shai hai
Ye woh shajar hai jiska samar nahi hota

(nm)
[/color]






Jazbat-e-ishq nakaam na hone dengay,
Dil ki duniya mein kabhi shaam na hone dengay.
Pyar ka har dard apne sar lengay,
Par sugar, aapko kabhi ashk na bahane dengay







Logged
Roja
Guest
«Reply #88 on: February 04, 2007, 08:59:41 AM »
Reply with quote
Maloom nahi ki ..kyu yaad tum aate ho
Sanson main tum bas gaye ho
Aankhon main tum mere sama gaye ho
Maloom nahi ki kyu yaad tum itna aate ho

Aankhon main Tum
Sanson main Tum
Bas Tum Hi Tum

Jo hame itna yaad aate ho
Meri Subah Tum
Meri Shaam Tum
Har Pal main Tum

Tum kaun ho?
Jo humko bechain karte ho
Meri her lamha mujhse chura lete ho
Mujhe bechain karte ho

Tum Kaun Ho?Huh???
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #89 on: February 04, 2007, 09:25:04 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Maloom nahi ki ..kyu yaad tum aate ho
Sanson main tum bas gaye ho
Aankhon main tum mere sama gaye ho
Maloom nahi ki kyu yaad tum itna aate ho

Aankhon main Tum
Sanson main Tum
Bas Tum Hi Tum

Jo hame itna yaad aate ho
Meri Subah Tum
Meri Shaam Tum
Har Pal main Tum

Tum kaun ho?
Jo humko bechain karte ho
Meri her lamha mujhse chura lete ho
Mujhe bechain karte ho

Tum Kaun Ho?Huh???
[/color]


MEIN KOUN HOON! !!!!!!!!!!!!




MEIN KOUN HOON!
GUM NAAM HOON
WAFA KI AWAZ HOON
MOHABBAT KA PARSTAR HOON
MEHROOME MOHAABAT HOON
KISI DIL KI DHARKAN NAHIN
KISI AANAKH KA KAJAL NAHIN
VERAN SEHRA HOON
KHZAN KA GUZR BHI NAHIN
SULGTA HUWA ENDHAN HOON
JALTA HOON NA BUJHTA HOON
TAROTA HUWA AARMAN HOON
JO HASRTOONN MEIN DHAL GYA HOON
BEHTA HUWA AANSOO HOON
JO DAMAN MEIN SAMA GYA HOON
MEIN MUTLASHI HOON
MUHABBAT KA MASRAT KA
GUMANAAM SPAHI HOON
JAZBOON KI MNAZAL KA
MEIN KOUN HOON






Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:35:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer