-~Mere Hamsafar~-

by Tosha on December 18, 2006, 11:27:20 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4633 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #15 on: December 19, 2006, 12:21:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
well ... out of all sadism and pessimist impression!! tongue3 here is a poem of love.

Kash-m-kash se guzrti, uthti, girti
Yeh mohabbet aaj rang laye hai
socha na tha rah main saath dete dete
tum zindgi mein hamsafar banjaoge

baithi hun reet main seepe batorti
aur samundr ke thandi lahere tan ko chuti hai
socha na tha panch tranta ke is khel main
saath mere itni door chale aaoge

Mere baabul ko mili hai aaj kushi
Apni beti ke haatn unhe peele karne hai
Socha na tha is asat mohabbet ko dil se laga
tum kayamat tak mere saath nibhaoge

tere khayalo main gumsun hun baithi
hawa ke jokhe mere zulfo ko bahekate hai
socha na tha yuh lajja jayengi yeh aakhen
tum jab mere deedar ki pret manaoge



Hee ee ee heheee ... Yaar saal hua hai aab to koi love-shov ke kavita kilhe ...  :wink:

feel free to critics me.

and i'v drown inspiration from Talat. ha ha ha !!


wah wah TOSHA JI.. kamaal ka kalaam likha hai aaapne...
bahut bahut khooooooooooob... Behtreen ehasaas hain aapke... Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
-~Mere Hamsafar~- by Tosha in Critics and Review only Forum
hamsafar bano mere by raajaindra in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
mere hamsafar mere saath chal.........ufaq. by ufaq in Shairi - E - Zindagi
Tosha
Guest
«Reply #16 on: December 19, 2006, 12:27:24 PM »
Reply with quote
shukeriya ... !! aap bhi kuch arz kare!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #17 on: December 19, 2006, 08:00:34 PM »
Reply with quote
Mere hamsafar, mera haath tham lo
seene main chupa lo yeh mohabbet na kahi badnaam ho
Logged
pinky
Guest
«Reply #18 on: December 19, 2006, 08:11:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "Tosha"
well ... out of all sadism and pessimist impression!! tongue3 here is a poem of love.

Kash-m-kash se guzrti, uthti, girti
Yeh mohabbet aaj rang laye hai
socha na tha rah main saath dete dete
tum zindgi mein hamsafar banjaoge

baithi hun reet main seepe batorti
aur samundr ke thandi lahere tan ko chuti hai
socha na tha panch tranta ke is khel main
saath mere itni door chale aaoge

Mere baabul ko mili hai aaj kushi
Apni beti ke haatn unhe peele karne hai
Socha na tha is asat mohabbet ko dil se laga
tum kayamat tak mere saath nibhaoge

tere khayalo main gumsun hun baithi
hawa ke jokhe mere zulfo ko bahekate hai
socha na tha yuh lajja jayengi yeh aakhen
tum jab mere deedar ki pret manaoge



Hee ee ee heheee ... Yaar saal hua hai aab to koi love-shov ke kavita kilhe ...  :wink:

feel free to critics me.

and i'v drown inspiration from Talat. ha ha ha !!


itne pyaar se itna kuch keh diya aapne..
bahut khoob words use kiye hain..aur Hindi badhiya hai..!!

Muddaton baad jo mehsus kiya Mohabbat ko
Dil se ek aah kuch yun nikli..
Beh gaya saara Dard ek aansu mein
Aur Gham ko ab mujhse shikayat ho chali..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #19 on: December 19, 2006, 08:19:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "pinky"


itne pyaar se itna kuch keh diya aapne..
bahut khoob words use kiye hain..aur Hindi badhiya hai..!!

Muddaton baad jo mehsus kiya Mohabbat ko
Dil se ek aah kuch yun nikli..
Beh gaya saara Dard ek aansu mein
Aur Gham ko ab mujhse shikayat ho chali..


Unhe mohabbet unki deewangi
kuch aise hai apni prem kahai
socha na tha muddton baad bhi aach sulagti rahigi
ki gum ko bhi humse shikhayat hogi


Nice said Pinky :D
Logged
pinky
Guest
«Reply #20 on: December 19, 2006, 08:24:02 PM »
Reply with quote
bahut khoob.. aur shukriya..

Unki mohabbat mein jo guzre hain
Raat aur din ke pahar..
Wo aalam hi kuch aur tha..
Phir jiyenge kabhi hum uss beqarari ko..
Ye to maine kabhi socha bhi na tha..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #21 on: December 19, 2006, 08:28:48 PM »
Reply with quote
pyaar main yeh bekarari mitha mitha daard lati hai
yeh daard kabhi judai ke kabhi deedar ke yaad dilati hai
yeh to daastan-e-mohabbat hai, anmol ahsasa
ishq main bewafai bhi kabhi kabhi haseen rang lati hai
Logged
pinky
Guest
«Reply #22 on: December 19, 2006, 08:32:33 PM »
Reply with quote
Ishq ke meethe dard ko chakhe bahut din hue
Kudrat ne fir aaj jaam-e-ishq thamaya hai
Pee kar jhoomta hai dil fir mera..
Jaise registan mein baadal ghir aaye hain..
Logged
Tosha
Guest
«Reply #23 on: December 19, 2006, 08:35:55 PM »
Reply with quote
aaj ... !!

aaj aakal ke baad barish hogi
jo kiya hai tumhe izhar-e-iskq aapna
aaj dharti haari laal hogi
ishq main jaam jo tumne khankhaya hai
Logged
pinky
Guest
«Reply #24 on: December 19, 2006, 08:39:02 PM »
Reply with quote
waah!!

Ishq ki barsat ki baat hi kya kahiye
Bheeg kar bhi dil nahi bharta..
Kaisa nasha hai yaar ke deedar ka
Uski aankhon mein doob kar dil nahi ubharta..
Logged
pyarikudi1983
Guest
«Reply #25 on: December 20, 2006, 01:08:09 PM »
Reply with quote
Wahhhhh!!!!!!!! Kamal ki mehfil jaami hai yahan tho Winking dil khush hogaya!!! Lovely tosha, nidhi, pinky and all who have contributed in this mindblowing thread by Anutosha Usual Smile
Logged
Tosha
Guest
«Reply #26 on: December 20, 2006, 01:25:28 PM »
Reply with quote
Thanx Ji!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #27 on: December 20, 2006, 07:17:31 PM »
Reply with quote
Quote from: "pinky"
waah!!

Ishq ki barsat ki baat hi kya kahiye
Bheeg kar bhi dil nahi bharta..
Kaisa nasha hai yaar ke deedar ka
Uski aankhon mein doob kar dil nahi ubharta..


aashaki main aao ke khud ko bhula giya
deewmndi main aap ke khud ko mita diya
yeh mohabbet hi to hai sanam jo tum pe mer mite
hamne paane ke liye aap ko zamana buhula diya
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #28 on: December 20, 2006, 07:23:58 PM »
Reply with quote
Ooossome.. Tosha... :D
Very nice replies .... Talat, Majid, Pinky.. =D> =D> =D>
Logged
Tosha
Guest
«Reply #29 on: December 20, 2006, 07:25:36 PM »
Reply with quote
:D Thanx !!!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:14:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer