chitra
Guest
|
«Reply #120 on: March 15, 2006, 11:05:56 AM » |
|
samne mahboob ke lab sil jate hai nigaho se hum haal-e-dil bayaan kiye jate hai
haatho mein unke gulaal laage hai lekar unse hum unhe range jate hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #121 on: March 15, 2006, 11:18:14 AM » |
|
Badnaam shayar ji,
Khoobsurat kalpna hai...bilkul Gesuo jaisi.....
In gesuo ka andhera tujhe chhipane ke liye hai khawaab hasheen tujhe dikhane ke liye hai
"KALPNA" teri haqiqat ban-ne ke liye hai lambe kiye gesu teri awargi ko bandhne ke liye Thnx Chitra ji and gud one u too.......... Yeh Kalpana mere Mehboob ki hai....... Jo humne apne Dil mein saja rakhi hai...... Koi choo bhi na paye is kadar humne apne andar aag laga rakhi hai.....!!!!
~~**Badnaam Shayar**~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #122 on: March 15, 2006, 11:44:35 AM » |
|
Chitra Jee................
Jazzbaat kaise kamzor tere ke labb sil jaate hain Parde ke piche ye manzil chiptey hain
Hum to nazar band hain rang-e-mehfil se Humein Ruswa kar aap kaisa jashn manatien hain!
~! Neer !~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #123 on: March 15, 2006, 12:03:30 PM » |
|
dil ke jajbbat kisi tufaan se kum nahi aa gye samne to hosh mein jana tum nahi
parda to rahega o mere hum nashee thoda sa intzaar karlo manjilein milengi kabhi
ab chhod do ruswaai........bin tere mahafil jshn aur nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #124 on: March 15, 2006, 12:13:34 PM » |
|
Khel ye Tifl-e-muhabaat mein na karo meri humnafas Yoon fasle-o-darmiyaan izaat karna munasib nahi
Rubaro hone ki tamana iss dil mein bhi hai Aaur Jafa pesahi ke siva iss Dil mein kuch nahi
Ruswa hona aasiqo`n ki fitarat nahi. . . . . .parr mehfil tere binn gawara bhi nahi!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #125 on: March 15, 2006, 02:02:41 PM » |
|
Neer ji.........
Hamari hayya ko khel na kahiye huzoor parda kiya hai apke ane se jaroor
fasle-o-darmiyaan hum kum kar denge pahle ek kadam meri aur badaaiye huzoor
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum is back
Guest
|
|
«Reply #126 on: March 15, 2006, 02:13:54 PM » |
|
waah !!!
Yeh hayya mein jo lipta chand nazar aaya hai Kasam khuda ki ik nazar dekh ke luft uthaya hai yeh jo ik kadam hai hum badhana nhi chahte kuch gadiya tumko tun hi dekh le yhi man mein aaya hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #127 on: March 15, 2006, 02:20:52 PM » |
|
Bohat Khoob HumTum Jee!
Chitra Jee......................
Naam use kya dein jo chaya hai tera suroor? Ulfat ki ghadion ka Hunooj hai Dastoor
parchaion ko hum bhi teri tujhse juda kar denge Fhir na dena apni madhoshgi ka mujhe koi kusoor!!
~! Neer !~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #128 on: March 15, 2006, 03:32:51 PM » |
|
wah Neer, Chitra, Humtum@lajwab and Majid ji bahoot khoob!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #129 on: March 15, 2006, 03:52:24 PM » |
|
Thanks Pooja ji N majid ji.......!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #130 on: March 15, 2006, 03:57:01 PM » |
|
Hum Tum ji......
dekhte rahe gar yu hi to zamaane ko khabar ho jayegi aa bhi ja chupke se ke subha hote hi tere chand ki roshni chhup jayegi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
chitra
Guest
|
|
«Reply #131 on: March 15, 2006, 04:01:33 PM » |
|
Neer ji... Dar nahi hai wajood khone ka jo tera saaya sath rahega
intzaar hai un ghadiyon ka jab tujhme madhoshi ka alam rhega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #132 on: March 15, 2006, 04:09:24 PM » |
|
bahoot khoob chitra ji!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #133 on: March 15, 2006, 06:38:45 PM » |
|
Teri Mehfil ko saja kar hum uss Chand ki Talaash karte hain...... Apne harr Dard ko hasi me chupa kar tujhpe Zindagi Nisaar karte hain.... Har shaam se pehle yaar deedar tera karte hain....... Ab aur kaise kahein hum ki Sanam hum aapse Pyar karte hain......!!!!!!!
~~**Badnaam Shayar**~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Gesu
|
|
«Reply #134 on: March 16, 2006, 04:46:18 AM » |
|
wah wah kya baat hai in do dino mein to khoob rang diyaa aap sabne hamare mehboob ko.. bahut khoob.. ek se ek shayari..maahshaa allah..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|