~!~...MERE MEHBOOB....~!~

by Gesu on March 10, 2006, 04:42:39 AM
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 ... 52
ReplyPrint
Author  (Read 37536 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #510 on: May 10, 2006, 01:56:08 PM »
Reply with quote
hmmmmmmmm to badla le rahe ho.. kuch nahi hota..chalega..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Mehboob by Moshfeq in Shayri-E-Dard
mere mehboob by Gesu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Mehboob.....!! by Talat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mehboob Mere Tu Mere Karib Hota…!! by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #511 on: May 10, 2006, 02:08:06 PM »
Reply with quote
Mere mehboob yeh sarkaa anchal jo tumne udaa diya,
Dil ke soye huey armaano ko jaga diya,
Dhadkano ne tumhari mujhse sab keh diya,
Palkein jhuka kar hamne bhi izhaar-e-wafa kar diya....

gesu's mehboob!!!!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #512 on: May 11, 2006, 10:47:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"


Aankhon se giraftar karke tumhe dil mein basaya hai,
Rehte thhey is zalim zamane mein tumhe dil Ka shehanshah banaya hai,
Har dhadkan ki raftaar ki dor ko tumhe thamaya hai,
Khoye to rehte hain hum bhi tumahre khayalon mein
Tabhi to dhoke se deedar tumne paaya hai,
Kaha tha rehne do husn-o-jamaal ko parde mein,
Ab hosh nahi khud ko to ilzaam hum per lagate hai
Lijiye intezaar ka maza abb ae mere sanam,
Yoon kyon bahon mein lene ko tadpe jaate hai...

gesu's mehboob!!!!!!!


bahut khoob GESU JI.........

Is jahan me humne teri hi ek soorat dekhi hai,
use dekh kar humne pyar ki ek nazar fainki hai.......
aankhon ne teri kaid kiya hai mujhko is kadar,
ki nazar ki zanjeer bhi teri mujhko bandhe rakti hai.....
khwabon aur khayalon me aata hai tera chahra nazar,
wahan bhi tu mohabbat ka izhaar karti rahati hai.......
hata do rukh se parda, husn-e-kayamat dikhne do,
kyun apne is deewane ko tu, bas tarsati rahati hai......
ab bhar ke apni bahon me, tadap mita do e-SANAM,
tum bin to yeh zindgi bhi, sath chodne ko baithe hai.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #513 on: May 11, 2006, 10:59:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Mere mehboob yeh sarkaa anchal jo tumne udaa diya,
Dil ke soye huey armaano ko jaga diya,
Dhadkano ne tumhari mujhse sab keh diya,
Palkein jhuka kar hamne bhi izhaar-e-wafa kar diya....

gesu's mehboob!!!!!!!


wah! wah! GESU JI.............

Dupatta wo jo gira tere, shokh badan se sarak kar,
dil ho gaya deewana, jo dekha jalwa kamaal aapka.....
phir haye! wo palken jhuka kar yun sharmana tera,
ab sambhlun khud ko kaise, nasha ho gaya shabab ka.....
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #514 on: May 11, 2006, 04:30:43 PM »
Reply with quote
wah vicky ji
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #515 on: May 12, 2006, 08:31:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob vicky ji and shukriya majid ji and vicky ji...
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #516 on: May 12, 2006, 08:40:22 AM »
Reply with quote
Jhijhak jaayegi mere mehboob aahista aahista..
Uthenge yeh palkon ke chilman aahista aahista..
Hasrat-e-ulfatt jo sambhalein hai khulenge aahista aahista..
Simtey hain aaj hum jo khud mein, bikhrenge tumhari baahon mein aahista aahista..
Tadap mohabbat ki tamannao ki hai dono taraf
Per yeh pyass bujhegi sanam aahista aahista...
Yeh tann mera jo pyar ki khusboo se mehak raha hai..
Madhosh banayega tumhe aahista aahista...

gesu's mehboob!!!!!!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #517 on: May 12, 2006, 10:27:13 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya KAIYNATH JI aur GESU JI....
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #518 on: May 12, 2006, 10:27:15 AM »
Reply with quote
jiske palke hai jukhi hui
jiske aankh hai bhare hue
kehte hai jisko deewana ye duniya
wohi hai mahboob hamara
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #519 on: May 12, 2006, 11:03:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Jhijhak jaayegi mere mehboob aahista aahista..
Uthenge yeh palkon ke chilman aahista aahista..
Hasrat-e-ulfatt jo sambhalein hai khulenge aahista aahista..
Simtey hain aaj hum jo khud mein, bikhrenge tumhari baahon mein aahista aahista..
Tadap mohabbat ki tamannao ki hai dono taraf
Per yeh pyass bujhegi sanam aahista aahista...
Yeh tann mera jo pyar ki khusboo se mehak raha hai..
Madhosh banayega tumhe aahista aahista...

gesu's mehboob!!!!!!!!!


bahut khoob GESU JI...............

Zulfon me aapki humne SANAM, apna dil kho diya,
AAHISTA-AASHITA kashti ko, kinare lakar dubo diya......
tere naam se yeh dil dhadke, bas yehi tamanna meri,
teri mahakti saanson ne, mujhko deewana bana diya....
simtana chahta hoon teri baahon me aakar is kadar,
ki humne apna sab-kuch,bas tumhare naam kar diya.....
ab mohabbat ki is pyas ko aur na badhao e-sanam,
tere labon ki pyaas ne mujhko, sharabi bana diya.........
phir AAHISTA-AAHISTA meri bekarari ko badakar,
is tanha SHAYAR ko tune, apna AASHIQ bana diya.....
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #520 on: May 12, 2006, 11:47:57 AM »
Reply with quote
shukriya aur bahut khoob vicky ji, majid......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #521 on: May 12, 2006, 11:49:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
Quote from: "Gesu"


Zulfon me aapki humne SANAM, apna dil kho diya,
AAHISTA-AASHITA kashti ko, kinare lakar dubo diya......
tere naam se yeh dil dhadke, bas yehi tamanna meri,
teri mahakti saanson ne, mujhko deewana bana diya....
simtana chahta hoon teri baahon me aakar is kadar,
ki humne apna sab-kuch,bas tumhare naam kar diya.....
ab mohabbat ki is pyas ko aur na badhao e-sanam,
tere labon ki pyaas ne mujhko, sharabi bana diya.........
phir AAHISTA-AAHISTA meri bekarari ko badakar,
is tanha SHAYAR ko tune, apna AASHIQ bana diya.....


excellent....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #522 on: May 12, 2006, 11:54:11 AM »
Reply with quote
shukriya GESU JI...........
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #523 on: May 15, 2006, 11:43:00 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"

Zulfon me aapki humne SANAM, apna dil kho diya,
AAHISTA-AASHITA kashti ko, kinare lakar dubo diya......
tere naam se yeh dil dhadke, bas yehi tamanna meri,
teri mahakti saanson ne, mujhko deewana bana diya....
simtana chahta hoon teri baahon me aakar is kadar,
ki humne apna sab-kuch,bas tumhare naam kar diya.....
ab mohabbat ki is pyas ko aur na badhao e-sanam,
tere labon ki pyaas ne mujhko, sharabi bana diya.........
phir AAHISTA-AAHISTA meri bekarari ko badakar,
is tanha SHAYAR ko tune, apna AASHIQ bana diya.....


Yeh zulf aur mehak gayi jabse tumne in mein apna dil kho diya,
Dubo diya hai jis kashti ko tumne hamne unhe dhadkano mein kaid kar liya,
Tamanna jo jaagi hai ke mere naam se dhadke dil tumhara,
Yeh lijiye de detey hain saansein apni isper tumne ikhtiyaar kar liya,
Sharabi bann gaye ek nazar bus dekh kar hi hamein,
Ae mere sanam yeh kaisa hamein ilzaam de diya,
Aahista aahista bekarari badne ka sabab hai dono taraf,
Tum to rooh meri humne kab khud se tumhe juda kar diya...

gesu's mehboob!!!!!!!!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #524 on: May 15, 2006, 11:50:21 AM »
Reply with quote
BAHUT BAHUT KHOOB GESU JI.... bahut hi khubsoorat likha hai.. aapne..
Logged
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 ... 52
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 04:56:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer