~!~...MERE MEHBOOB....~!~

by Gesu on March 10, 2006, 04:42:39 AM
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51 52
ReplyPrint
Author  (Read 37241 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #690 on: October 11, 2006, 06:18:44 AM »
Reply with quote
Aap jo thaame hamein in dil ki dhadkano kaise thaame hum,
Ek janoon sa sawaar deewangi ko kaise sambhale hum,
Pal theher kyon nahi jaata jab bhi mile tum hum,
Milan ke baad judai kis tarah de jaati hai ek kadwaa gum.........

gesu's mehboob!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Mehboob by Moshfeq in Shayri-E-Dard
mere mehboob by Gesu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Mehboob.....!! by Talat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mehboob Mere Tu Mere Karib Hota…!! by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
_Vicky_
Guest
«Reply #691 on: October 11, 2006, 06:32:57 AM »
Reply with quote
shukriya aur bahut khoob GESU JI....

Doob gaya teri aankhon me, saagar samajh kar,
ek junoon sa sawaar hai, mohabbat samajh kar........
mile nahi ab tak phir bhi khwaish hai yahi dil me,
ki bikher de zulfen apni, so jaun chadar samjh kar.......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #692 on: October 11, 2006, 06:42:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"
shukriya aur bahut khoob GESU JI....

Doob gaya teri aankhon me, saagar samajh kar,
ek junoon sa sawaar hai, mohabbat samajh kar........
mile nahi ab tak phir bhi khwaish hai yahi dil me,
ki bikher de zulfen apni, so jaun chadar samjh kar.......


wah wah bahut sunder likha vicky ji.......
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #693 on: October 12, 2006, 10:40:12 AM »
Reply with quote
Is aanchal se baandh rakha hai ek deewana paagal,
Us deewane ne karr rakha hai is dil ko ghayal,
Harr ada juda hai uski bane hain hum unke kayal,
Aajkal dhadkano ki bhi zuba bole meri paayal.


gesu's mehboob!!!!!!!!!!!!
Logged
k_shahzed
Guest
«Reply #694 on: October 13, 2006, 10:26:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Agosh-e-Tasavvur jis tarah se jabiir bann jaaye,
Khuda se chura ke farishtey Us tarah mere mehboob ko le aaye,
Adaa kya kahein unki meri jaan liye jaaye,
Unhe dekhti rahoon fir bhi jee na bharr paaye,
Ikk nazar jo padh jaaye kisi per wahi unka talibb bann jaaye,
Jabse izhaar kiya mere mehboob ne mujhse,
Yeh dhadkaney yeh jazbaat mere hosh liye jaaye,
Takdeer kya kahoon apni khuda ke saamne yeh sir jhuka jaaye,...

gesu's MEHBOOB!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #695 on: October 13, 2006, 12:23:41 PM »
Reply with quote
yeh aapko pasand aaya ke nahi kuch likha hota to samajhte Puzzled !  Puzzled !
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #696 on: October 13, 2006, 06:08:52 PM »
Reply with quote
bahot  khoob Gesu.........  Shahzad.........

Mohabbat hia jise kahte,yeh kaisa dostana
ki sab kuch  haar jaane per kisi ko jeet jaana
wajah daari nahi hum mein magar paas wafa ye
jo dil per jakham khaaya hai kahan kisko dekhna hai .....nm
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #697 on: October 14, 2006, 08:50:36 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
bahot  khoob Gesu.........  Shahzad.........

Mohabbat hia jise kahte,yeh kaisa dostana
ki sab kuch  haar jaane per kisi ko jeet jaana
wajah daari nahi hum mein magar paas wafa ye
jo dil per jakham khaaya hai kahan kisko dekhna hai .....nm


bahut khoob.........
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #698 on: October 14, 2006, 08:57:34 AM »
Reply with quote
Jharr jharr yeh ashqon ki jhadi jab lag jaaye,
Dil ke kitne he arman inke sung beh jaaye,
Manmeet mere aise mein tumko dhoond ke
Kahaan se le aaye,
Kuch karo in ansuon ka jo behkar bhi
Dil ki aur pyaas badhaye,
Tanha tanha sa lage samaa tum bin
Aur yeh bechainiyaa.n ab sahi na jaaye,
Kaash aa jao achanak se mehboob mere
Ke  yeh dil mera bhi zara khush ho jaaye.......

gesu's mehboob!!!!!!!!!!
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #699 on: October 14, 2006, 10:50:50 PM »
Reply with quote
Gesu  Nice One

dard hi dard hai or ashko ka sath hai
jo bhi hai bus yehi kuch mere pass hai

tanhai ka alam hai andhero ka saath hai
jo hona tha ho chuka kis k bus ki baat hai
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #700 on: October 15, 2006, 03:01:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "Zamir Ka Qaidi"
Gesu  Nice One

dard hi dard hai or ashko ka sath hai
jo bhi hai bus yehi kuch mere pass hai

tanhai ka alam hai andhero ka saath hai
jo hona tha ho chuka kis k bus ki baat hai


kya baat hai qaidijiiiiiiii!!!!!!! :D:D:D:D:D:D:D

isse dard mein abbh isse muskan ka he saath hai
isse dil ki dhadkhan mein ussi ki bassi huwi sans hai
ameer hote huwe bhi hum ghareeb hain
isse duniya mein abbh humhe yeh zindagi akele bithani hai
lekin isse muskan ko apne honthon se ghayab nahi hone deni hai :D:D:D:D
Logged
Zamir Ka Qaidi
Guest
«Reply #701 on: October 15, 2006, 03:31:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "anjani_si"
Quote from: "Zamir Ka Qaidi"
Gesu  Nice One

dard hi dard hai or ashko ka sath hai
jo bhi hai bus yehi kuch mere pass hai

tanhai ka alam hai andhero ka saath hai
jo hona tha ho chuka kis k bus ki baat hai


kya baat hai qaidijiiiiiiii!!!!!!! :D:D:D:D:D:D:D

isse dard mein abbh isse muskan ka he saath hai
isse dil ki dhadkhan mein ussi ki bassi huwi sans hai
ameer hote huwe bhi hum ghareeb hain
isse duniya mein abbh humhe yeh zindagi akele bithani hai
lekin isse muskan ko apne honthon se ghayab nahi hone deni hai :D:D:D:D
Bachi ji Balay Balay

Tumhari yaad arahi hai pal pal roola rahi hai
Meri tanihe bhi aj bohat sata rahi hai

Rastay bhi hain ab sunay der bhi hain veran
Khamoshi bhi aj tum ko khud hi pukar rahi hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #702 on: October 15, 2006, 06:40:29 PM »
Reply with quote
Shukriya Gesu.........nice Angel........Gesu....ZKQ...
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #703 on: October 16, 2006, 08:37:10 AM »
Reply with quote
Deedar aap jo chahe hamara,
Hoon amanatt tumhari yeh hai hak tumhara,
Dil hamara bhi maange kuch aisa hi nazara,
Tumhare deed ke bin kahaan hain hamara bhi guzara,
Per na jaane yeh sharm-o-haya suna jaati hai kaisa taraana,
Dekhein jo aap hamein shuru ho jaata hai jism ka kapkapana,
Dil dhadak dhadak ke seham jaaye bechara,
Surkh kaliyon ne hamein apni mehak aur rang se hai sawara,
Per aap jo dekhein idhar hota nahi in dhadkano ko gawara,
Yeh palkein jhuke, Yeh dil dhadke na jaane kya ho jaata hai haal hamara..........

gesu's mehboob!!!!!!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #704 on: October 16, 2006, 11:57:00 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Gesu...
Logged
Pages: 1 ... 43 44 45 46 [47] 48 49 50 51 52
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:25:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer