Meri Aankhon Ke Samandar Mein....

by Aryaan on April 13, 2005, 03:16:20 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Author  (Read 7944 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #75 on: April 24, 2005, 08:11:08 PM »
Reply with quote
Shaam ke waQt tau dariya bhi tehar jaata hai
Shaan k waqt tu prinde bhi basera kr lete hain
tu kyun is uzbat ka musafir e preshan hai
aao zra sa aab hum araam bhi kr elte hain
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #76 on: April 25, 2005, 07:59:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Thanks a lot Jalpari, Princess & Sandhaya.......

Sach tau keh doon, magar iss daur ke insaano ko
Baat jo dil se nikalti hai, buri lagti hai.....


ur welcome Aryaan

tuh parvah na kar ki kya kehar tuttega
tuh bas apni mahobaat ko apne dil se untak pahunchata ja
bure laage tere jajbaat chahe zamane ko
tuh apni mahobaat ki rangin roshni duniya main bhikarata ja
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #77 on: April 25, 2005, 08:07:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"

Ek woh hai ke na tehra kabhi pal bhar warna
Shaam ke waQt tau dariya bhi tehar jaata hai


very nice Aryaan

vo teher jata par tune rukne ko kaha hi nahi
vo tuh mit jata tere kehne par hi par tune use apna kabhi kaha hi nahi
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #78 on: April 25, 2005, 02:21:06 PM »
Reply with quote
Shukriya Sandhaya... and beautiful replys........

Aankhon mein aansuon ki lakeer ban gai
Kabhi na sochi woh taQdeer ban gai
Hum ne pheri thi yunhi rait pe ungliyaan
Ghaur se jo dekha teri tasweer ban gai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #79 on: April 25, 2005, 02:57:10 PM »
Reply with quote
sandhay u  rsuperb yaar............................................. .............................................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #80 on: April 26, 2005, 07:08:50 AM »
Reply with quote
Rone Se Nahi Haasil Kuch Aye dil-e-Saudai
Ankhon Ki Bhi Barbadi Daaman Ki Bhi Ruswaai
Hum Log Samander Se Bichrey Huwe Saahil Hain
Iss Paar Bhi Tanhaai, Uss Paar Bhi Tanhaai...
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #81 on: April 26, 2005, 11:03:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Shukriya Sandhaya... and beautiful replys........

Aankhon mein aansuon ki lakeer ban gai
Kabhi na sochi woh taQdeer ban gai
Hum ne pheri thi yunhi rait pe ungliyaan
Ghaur se jo dekha teri tasweer ban gai


thank Aryaan and Fakhree .......aur bahut ache Aryaan

vo ferte hai ret pe yunhi ungliya
aur yunhi apna wakt bitate hai
humara aksh banate hai ret pe
aur phir humko khak main milate hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #82 on: April 26, 2005, 11:06:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Rone Se Nahi Haasil Kuch Aye dil-e-Saudai
Ankhon Ki Bhi Barbadi Daaman Ki Bhi Ruswaai
Hum Log Samander Se Bichrey Huwe Saahil Hain
Iss Paar Bhi Tanhaai, Uss Paar Bhi Tanhaai...



tuh yun baar baar apni aankhen bhigota kyun hai
hum tere dost hai tere saath hai tuh tanhai main kota kyun hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #83 on: April 26, 2005, 12:49:54 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Sandhaya..........................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #84 on: April 26, 2005, 10:37:07 PM »
Reply with quote
meri ankhoon k samundr emin aaj aik ajb tlatum hai
aaj dar lgta ahi k kahin sab kuch yeh bha na le jaye
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #85 on: April 26, 2005, 11:24:15 PM »
Reply with quote
Nice One naveed....

Uss ne kaha mujh se kitna pyar hai
Main ne kaha, sitaaron ka koi shumaar hai


Uss ne kaha ke kaun tumhein hai bohat aziz
Main ne kaha ke dil pe jisey ikhteyaar hai

Uss ne kaha ke kaun sa tohfa hai mann pasand
Main ne kaha woh shaam jo ab tak udhaar hai

Uss ne kaha ke sainkaron gham Zindagi mein hain
Main ne kaha ke gham nahi, jab gham gusaar saath hai

Uss ne kaha kahan tak saath nibhaao ge
Main ne kaha, jitni yeh saanson ki taar hai

Uss ne kaha mujh ko yaqeen aa ga kis tarah
Main ne kaha ke mera naam Aitbaar hai....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #86 on: April 27, 2005, 01:04:58 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Nice One naveed....

Uss ne kaha mujh se kitna pyar hai
Main ne kaha, sitaaron ka koi shumaar hai


Uss ne kaha ke kaun tumhein hai bohat aziz
Main ne kaha ke dil pe jisey ikhteyaar hai

Uss ne kaha ke kaun sa tohfa hai mann pasand
Main ne kaha woh shaam jo ab tak udhaar hai

Uss ne kaha ke sainkaron gham Zindagi mein hain
Main ne kaha ke gham nahi, jab gham gusaar saath hai

Uss ne kaha kahan tak saath nibhaao ge
Main ne kaha, jitni yeh saanson ki taar hai

Uss ne kaha mujh ko yaqeen aa ga kis tarah
Main ne kaha ke mera naam Aitbaar hai....
u r superb  aryaan dear
Logged
jalpari
Guest
«Reply #87 on: April 27, 2005, 06:37:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Nice One naveed....

Uss ne kaha mujh se kitna pyar hai
Main ne kaha, sitaaron ka koi shumaar hai


Uss ne kaha ke kaun tumhein hai bohat aziz
Main ne kaha ke dil pe jisey ikhteyaar hai

Uss ne kaha ke kaun sa tohfa hai mann pasand
Main ne kaha woh shaam jo ab tak udhaar hai

Uss ne kaha ke sainkaron gham Zindagi mein hain
Main ne kaha ke gham nahi, jab gham gusaar saath hai

Uss ne kaha kahan tak saath nibhaao ge
Main ne kaha, jitni yeh saanson ki taar hai

Uss ne kaha mujh ko yaqeen aa ga kis tarah
Main ne kaha ke mera naam Aitbaar hai....

awww Aryaan...its a beauty..
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #88 on: April 27, 2005, 06:49:54 AM »
Reply with quote
aitbaar kar mujhpe tuh inkaar na kar
hum tere dost hai tu geron ka intzaar na kar
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #89 on: April 27, 2005, 06:50:55 AM »
Reply with quote
sukhriya aryaan ji bahut acha lagta hai aapki post padhna ...........too good
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:09:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer