Meri Deewangi.

by majid on August 01, 2008, 03:15:01 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 4887 times)
majid
Guest
Reply with quote
Banke Lahoo Mohabbat Rag Rag Main Behti Hai.
Ye Kis Ki Yaad Hai Jo Mere Dil Ke Pass  Rehti Hai.

Har Dum Khoya Rehta Hoon Jiske Tasavvur Main.
Woh Kon Hai Jo Aksar Hawaa Banke Chhu Jaati Hai.

Ek Pal Ko Bhi Meri Nazron Se Door Nahi Hoti Ho
Kyun Mujhe Har Cheez Ab Tumsi Hi Nazar Aati Hai.

Ye Meri Deewangi Hai Ya Ki Teri Chahat Ka Asar Koi
Ki Abto Neend Bhi Nahi Aati Aur Raat Guzar Jaati Hai.

Bechain Hai Dard Hai Tadap Hai Bus Ek Tu Hi Nahi Hai
Aur Aise Main Tere Intazaar Ki Ghadiya Sata Rahi Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
Meri Deewangi Ka Tum.... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Yaad kar le meri Deewangi ko... .. . /annu/ by annu_genis in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Meri deewangi.........soudagar by soudagar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Meri deewangi...Raaj by Sunil Malhotra in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #1 on: August 01, 2008, 03:20:50 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause bahoot khoob Shihab!!
bahoot he acha likha hai apne.. ek ek line kamal@dhamal.wah!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: August 01, 2008, 03:22:12 PM »
Reply with quote
Banke Lahoo Mohabbat Rag Rag Main Behti Hai.
Ye Kis Ki Yaad Hai Jo Dil Ke Pass Rehti Hai.

Har Dum Khoya Rehta Hoon Jiske Tasavvur Main.
Woh Kon Hai Jo Aksar Hawaa Banke Chhu Jaati Hai.

Ek Pal Ko Bhi Meri Nazron Se Door Nahi Hoti Ho
Kyun Mujhe Har Cheez Ab Tumsi Hi Nazar Aati Hai.

Ye Meri Deewangi Hai Ya Ki Teri Chahat Ka Asar Koi
Ki Abto Neend Bhi Nahi Aati Aur Raat Guzar Jaati Hai.


Bahut khoob majid  Applause
Logged
~princess~
Guest
«Reply #3 on: August 01, 2008, 05:15:52 PM »
Reply with quote
Awesomeeeeeeeeeeeeeeeeeeee Majid...ghayal hogaye tongue3

Mein jald hi reply karungi...khoshish jari hai...!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: August 01, 2008, 07:44:01 PM »
Reply with quote
Bohot khoob janaab, achha likha aapne...
Logged
sidushale
Guest
«Reply #5 on: August 01, 2008, 10:57:30 PM »
Reply with quote
i like it!!
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #6 on: August 02, 2008, 05:00:25 AM »
Reply with quote

Ye Meri Deewangi Hai Ya Ki Teri Chahat Ka Asar Koi
Ki Abto Neend Bhi Nahi Aati Aur Raat Guzar Jaati Hai.

Bechain Hai Dard Hai Tadap Hai Bus Ek Tu Hi Nahi Hai
Aur Aise Main Tere Intazaar Ki Ghadiya Sata Rahi Hai


Bhai Shihab,,aapke Ye Do Ash'aar waqaee Dil ko Chhoone wale Hai..
La- Jawaab Kahe Jise aur bahot khoob lagta hai Likhne Ka Andaaz aapka.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: August 02, 2008, 10:52:59 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Shihab...
Bahut achha likha hai aapne.. Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:14:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer