monali
Guest
|
«Reply #75 on: July 28, 2007, 03:18:52 PM » |
|
Mind blowing dear, keep writing God bless you
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #76 on: July 29, 2007, 06:40:17 AM » |
|
thnx monali GOD BLESS U TOO
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #77 on: July 31, 2007, 11:57:25 AM » |
|
mein toh tumari saanson mein basta hon saansein rook paao ager ho mumkin
chahe jalado saare panne beete zamano ke dil se mitta paao ager ho mumkin
jab bhi aaeena dekhoge aaonga mein nazar aaeene se nazar hata paao ager ho mumkin
diye ki her roshni mein bas chuka hon mein aandhere mein reh paao ager ho mumkin
door rehte hue bhi kareeb paaogi mujhe aur mujhe door ker paao ager ho mumkin
yaad rakhna tum khud ek din kahogi RANI mere paas wapas aajao ager ho mumkin
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #78 on: July 31, 2007, 03:10:28 PM » |
|
mujh ko bhi hui na kabar tujh ko bhi kuch hua na asar pyaar ka yeh kaisa jaadu chal gaya ke tera mera rishta ab joor gaya
saali saali raaton ka woh saama dil mera tab hua tha jaawa pehle deedar se mein hogaya fidaa aisa meine kabhi socha na tha ke aaoge mujhe bas tum hi nazar dekhonga jahan mein idhar ya uddar pyaar ke yeh kaisa jaadu chal gaya ke tera mera rishta ab joor gaya
dilse meine tumhe maana piya ab thaam lo tum meri baaiyaan ab aisa mere haal hai hua ke jaagon mein ab saari raatiyan karna hai mujhe tere sang safar ab kuch bhi ho chahe ager ya magar pyaar ke yeh acha jaadu chal gaya ab RANI ko uska piya mil gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #79 on: August 03, 2007, 09:49:18 AM » |
|
Ab toh jeeya na jaye tere bin tujhko bhulana na mumkin kate na katte mere raat din
di hai jo tune saaza tarapta hai mera dil tanha mera jeena kiya tune mushkil meri waafon ka sila jo tune diya dongi ab mein tujhko uski saaza kate na katte mere raat din ab toh jeeya na jaye tere bin
ki thi jitni tujhse muhabbat aaj hai utni tujhse nafrat sukoon se abtak na sooyi hon tujhe hi bas yaad kerti hon kate na katte mere raat din ab toh jeeya na jaye tere bin tujhko bhulana na mumkin
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #80 on: August 04, 2007, 01:28:11 PM » |
|
aayi hai ye raat milan ki suhani hogi puri rehgayi thi jo adhori kahani
khiil utti her soo phoolon ki bhaggiya beh rahi hai ab khushiyoun ki naadiya chahat ki ho rahi hai barsaatein dekho dekho kaise muskura utti ye khaliya ghaa rahi hai her dun banke deewani aayi hai ye raat milan ki suhani
bangaya apne sapno ka aashiyana her koi gungunaye pyaar ka taraana deta hai ab woh KHUDA bhi yehi gawayi dil walon ka hi hai ab ye zamaana aao likhe milke apni prem kahani aayi hai ye raat milan ki suhani
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #81 on: August 04, 2007, 01:28:49 PM » |
|
Khamosh se rehne lage hai hum, Intezar kisi ka karne lage hai hum
Yakinan kisi se hui hai mohabbat Bina baat hi muskurane lage hai hum
dil pochta hai bas yehi aik sawal ke koi hamara ya kisi ke hone lage hai hum
der hai kisi ke kho jane ka jaane kaisa khuwab bunne lage hai hum
ab to her cheez se hojata hai pyaar dosron ko bhi pyaar shikane lage hai hum
ye qalaam bhi pyaar ki hogayi deewani bas RANI pyaar hi pyaar likhne lage hai hum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #82 on: August 11, 2007, 11:41:43 AM » |
|
DUR CHAND KAHI JAL RAHA HOGA KISI KA DIL MACHAL RAHA HOGA
UFF YE MERE PAIRON ME CHUBAN KAISI ZAROOR MERA KOI APNA KAANTO PAR CHAL RAHA HOGA
JAANE KYUN YE DIL MANZIL KI TARAF HI CHALTA HAI SHAYAD KISI KI DUAON SE YE SMABHAL RAHA HOGA
DOORIYUON KI JO PARWA NAHI KERTE DOOR REHKE BHI WOH HUMSAFAR SANG CHAL RAHA HOGA
UNKE NAAM SE JAANE KAISI KHUSHBOO AA RAHI HAI SHAYAD RANI WAHAN SE PHOOL DHAAL RAHA HOGA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #83 on: August 11, 2007, 12:58:32 PM » |
|
superbbb CoolGirl..padh kar bahut acha laga...aapne to kamaal ka likha hai...keep writing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #84 on: August 12, 2007, 10:19:54 AM » |
|
thnx nikki
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #85 on: August 12, 2007, 10:20:26 AM » |
|
Ye Mausam Bhi Kitna Pyaara Hai Karti Ye Hawayein Kuch Ishaara Hai
Zara Samjho Inke Jazbaaton Ko Ye Keh Rahi Hai Kisi Apne Ne DILSE Aapko Pukara Hai
barish ki ye boondein kuch gaah rahi hai her boond mein dekhe chera tumhara hai
iss raat mein jo itni chandnein chayi hai shayad tumhari bindiya ka laskara hai
yeh mausam yunhi aawara nahi hua deraha hai gawai ke RANI tu ishq sirf humara hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #86 on: August 13, 2007, 10:08:47 AM » |
|
Barish Ka Ye Mousam Koch Yaad Dilata Hai Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai
Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai
Bheegi Hoye Raatain Khamosh Si Baatain Aisay Main Koch Kaho Tu Her Lafz Madhem Ho Jata Hai
Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushbo Ye Lumha Tu Dil Ka Ehsaas Chuu Jata Hai
Aisay Main RANI Keh Do Dil Ki Baat Ye Mousam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #87 on: August 29, 2007, 05:52:00 AM » |
|
Maine Kaha Wo Ajnabi Hai Dilne Kaha Ye Dil Ki Lagi Hai
Maine Kaha Wo Sapna Hai Dilne Kaha Phir Bhi To Apna Hai
Meine Kaha Nahi Milega woh Dilne Kaha Her Taraf Khilega Woh
Meine Kaha Dard Paega Tu Dilne Kaha Bin Uske Jee Paega Tu
Meine Kaha Nasoor Banjayege Waqt Ke Nishan Dilne Kaha Zindagi Mein Kuch Nahin Aasan
Meine Kaha Aasan Nahi Yeh Raahein Dilne Kaha Fahala Ke Dekh Tu Apni Baahein
Meine Kaha Zindagi Phir Nahi Milti Dilne Kaha Chahat Wohi Jo Saada Hai Rehti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #88 on: August 29, 2007, 07:29:05 AM » |
|
tanha tanha hai safar tanha tahna hum idaar tanha tanha chal diye jaane kahan
ab hume sohujta kuch nahin tere bin mein kuch nahin tu hi tou hai mera saara jahan
kyun hai mujhe tere itni hasraat muhabbat ban gayi hai ab mere fitraat tere ishq ne banaya hai mere dil mein makaan
ab tou aaja tu lut ker mere yaar kahin umar beet na jaye kerte kerte tera intzar dekhon jahan aaye tu hi nazar mujhe wahan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
CoolGirl
Guest
|
|
«Reply #89 on: August 29, 2007, 07:29:30 AM » |
|
ek sarsari nazar woh humpe bhi dalde aisa karam mere maula tu zara kerde
aankhon aankhon mei jo hojaye mulakat phir meri saari iltija tu raad kerde
her pal jinke khayalon mein hum khoye hain E-khuda us anjaan ko thoda tou asar de
na karna tum kisi aur se aankhein char koi tou jake unne meri khabar de
kash banjaye woh iss dil ki RANI iss kash ko tu haqiqat ke rang mein bhar de
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|