Meri Kismat,.

by Jaanasheen on February 16, 2009, 04:13:40 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1285 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote

Uski Mohabbat Ne Mujhe Kya Se Kya Banaa Diya,.
Meri Tanhaaiyon Mein Usne Mehfil Ko Basaa Diya,.

Pehle Raat Guzarti Thi Andheron Mein Azeem Ki,.
Mohabbat Ne Use Chaand Sitaron Se Dosti Karaa Diya,.

Main Shukr Guzaar Hoon Khuda Ka, Uski Inaayat Pe,.
Rab Ne Mohabbat Deke Meri Kismat Se Mujhe Milaa Diya,.

Socha Nahi Tha Ke Mujhe Khudse Bhi Pyaar Ho Jaayega,.
Hay, Us Lardki Ne Mera Dhang Hi Badlaa Diya,.

Khushnaseeb Samajhne Lagaa Khudko Use Paane Ke Baad,.
Barson Soye Dil Ko Mere, Ek "ANJAAN" Shaks Ne Jagaa Diya,.

Us Se Baatein Karta Hoon, To Dard Bhi Meetha Sa Lagta Hai,.
Uski Maujoodgi Ne Kaanton Ko Bhi Khilna Sikhaa Diya,.

Mera To Haal Hi Na Poocho, Ke Kitna Khush Hoon Main,.
Mohabbat Ne Khushiyon Se Meri Zindagi Ko Sajaa Diya,.

_____________________________-Jaanasheen-

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri kismat by sandeepparker in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
meri kismat by anand_ajanta in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~:-Meri Kismat-:~ by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
kismat meri.........!!! by sunny_bunny in Miscellaneous Shayri
MERI KISMAT by shab in Ghazals
Asghr
Guest
«Reply #1 on: February 16, 2009, 04:21:25 PM »
Reply with quote

Uski Mohabbat Ne Mujhe Kya Se Kya Banaa Diya,.
Meri Tanhaaiyon Mein Usne Mehfil Ko Basaa Diya,.

Pehle Raat Guzarti Thi Andheron Mein Azeem Ki,.
Mohabbat Ne Use Chaand Sitaron Se Dosti Karaa Diya,.

Main Shukr Guzaar Hoon Khuda Ka, Uski Inaayat Pe,.
Rab Ne Mohabbat Deke Meri Kismat Se Mujhe Milaa Diya,.

Socha Nahi Tha Ke Mujhe Khudse Bhi Pyaar Ho Jaayega,.
Hay, Us Lardki Ne Mera Dhang Hi Badlaa Diya,.

Khushnaseeb Samajhne Lagaa Khudko Use Paane Ke Baad,.
Barson Soye Dil Ko Mere, Ek "ANJAAN" Shaks Ne Jagaa Diya,.

Us Se Baatein Karta Hoon, To Dard Bhi Meetha Sa Lagta Hai,.
Uski Maujoodgi Ne Kaanton Ko Bhi Khilna Sikhaa Diya,.

Mera To Haal Hi Na Poocho, Ke Kitna Khush Hoon Main,.
Mohabbat Ne Khushiyon Se Meri Zindagi Ko Sajaa Diya,.

_____________________________-Jaanasheen-


BEAUTIFUL CHOTE BHAI KYA KHOOB LIKHA HAI AAP NE KUDA KARE ISSI TARAH LIKHTE REHAIN.ASGHR
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 16, 2009, 04:29:11 PM »
Reply with quote
BEAUTIFUL CHOTE BHAI KYA KHOOB LIKHA HAI AAP NE KUDA KARE ISSI TARAH LIKHTE REHAIN.ASGHR

Shukriya Ashgr Bhaiya,.
Bas Yunhi Apna Haath Hamaare Sar Pe Rakhaa Karein,.

May Allah Bless You,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 16, 2009, 05:56:09 PM »
Reply with quote

Uski Mohabbat Ne Mujhe Kya Se Kya Banaa Diya,.
Meri Tanhaaiyon Mein Usne Mehfil Ko Basaa Diya,.

Pehle Raat Guzarti Thi Andheron Mein Azeem Ki,.
Mohabbat Ne Use Chaand Sitaron Se Dosti Karaa Diya,.

Main Shukr Guzaar Hoon Khuda Ka, Uski Inaayat Pe,.
Rab Ne Mohabbat Deke Meri Kismat Se Mujhe Milaa Diya,.

Socha Nahi Tha Ke Mujhe Khudse Bhi Pyaar Ho Jaayega,.
Hay, Us Lardki Ne Mera Dhang Hi Badlaa Diya,.

Khushnaseeb Samajhne Lagaa Khudko Use Paane Ke Baad,.
Barson Soye Dil Ko Mere, Ek "ANJAAN" Shaks Ne Jagaa Diya,.

Us Se Baatein Karta Hoon, To Dard Bhi Meetha Sa Lagta Hai,.
Uski Maujoodgi Ne Kaanton Ko Bhi Khilna Sikhaa Diya,.

Mera To Haal Hi Na Poocho, Ke Kitna Khush Hoon Main,.
Mohabbat Ne Khushiyon Se Meri Zindagi Ko Sajaa Diya,.

_____________________________-Jaanasheen-


ALLAH KARE ZOR-E-QALAM ZYADA DUA HAI ISSI TARAH LIKHTE RAHO.ASGHR
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: February 17, 2009, 04:49:15 AM »
Reply with quote
very beautiful janasheen ji. wah wah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 17, 2009, 09:51:07 AM »
Reply with quote
ALLAH KARE ZOR-E-QALAM ZYADA DUA HAI ISSI TARAH LIKHTE RAHO.ASGHR

Shukriya Ashgr Bhai,.

very beautiful janasheen ji. wah wah

Shukriya Sophi Ji,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: February 17, 2009, 10:50:32 AM »
Reply with quote
Very nice Janasheen ji Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: February 17, 2009, 11:37:20 AM »
Reply with quote
Very nice Janasheen ji Clapping Smiley

Thank U,.
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #8 on: February 17, 2009, 11:56:36 AM »
Reply with quote
muhabbat nay akay jo tari zindagi ko saja diya
tu nay be  dosst maan apnay piyaar ka barha diya
piyaar kay sang guzaray itnay haseen lamhon ko
shayri may dhaal kr tu nay kysay anokha rang diya
 

really nice feelings hain app ki apni piyar kay baray may
GOD bless u
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 17, 2009, 12:34:38 PM »
Reply with quote
muhabbat nay akay jo tari zindagi ko saja diya
tu nay be  dosst maan apnay piyaar ka barha diya
piyaar kay sang guzaray itnay haseen lamhon ko
shayri may dhaal kr tu nay kysay anokha rang diya
 

really nice feelings hain app ki apni piyar kay baray may
GOD bless u

Thank U Chitra Ji,.
And Nice One,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: February 17, 2009, 04:28:05 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Bro..Bahut Hi Acha Likha Hai Aapne.. Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: February 18, 2009, 11:14:38 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Bro..Bahut Hi Acha Likha Hai Aapne.. Applause Applause Applause

Shukriya Khwaaish Bhaiya,.
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #12 on: February 18, 2009, 07:02:35 PM »
Reply with quote
Thank U Chitra Ji,.
And Nice One,.
ur welcome jansheen ji
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:16:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.152 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer