ParwaaZ
Guest
|
Meri mehbooba bhi alag hi kashmaksh meiN rahti hai Jab bhi miti hai mujh se dosti ki duhaai deti hai
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai
MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai
Wa rastaH iqtiyaar kar le ab tu aazaadi se "Parwaaz" Zabt e meyaar se meri jaan mujhe rihaaii deti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #1 on: August 05, 2010, 08:42:02 AM » |
|
bahut khoob Parwaaz ji...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 05, 2010, 08:55:35 AM » |
|
bahut khoob parwaaz ji.. yuhi likhte rahiye..
kuchh me bhi kahun---
suna he khuda ke chahne wale mohabbat me imaan nahi dete dil de diya to kya hua sahab toot bhi jayega to jaan nahi dete mere shabda samajhne wale janege 'Abhi' meri tadap kya he khuda to kaaynat bhi dede maang lu to meri mohabbat ko anjaam kyu nahi dete~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 15, 2010, 02:38:11 PM » |
|
Bahut Khub Janaab Parwaaz Saheb...
Khush Rahiye...
~Shihab~
Shihab Sahab ......... Thanks for appriciate Aage apna saath banaye rakhiye........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #4 on: August 15, 2010, 02:41:04 PM » |
|
bht khubbbb parwaz saheb..... kuch alag si nazm hai ye aapki....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #5 on: August 28, 2010, 08:09:35 PM » |
|
Meri mehbooba bhi alag hi kashmaksh meiN rahti hai Jab bhi miti hai mujh se dosti ki duhaai deti hai
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai
MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai
Wa rastaH iqtiyaar kar le ab tu aazaadi se "Parwaaz" Zabt e meyaar se meri jaan mujhe rihaaii deti hai
Mashallah Bohat Achchi Ghazal Kahi Hai Parwaaz Ji,.
Daad Kabool karein, Sab Ashaar Bohat Achche the
but This I liked Most
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Rajesh Harish
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 31, 2010, 02:01:37 AM » |
|
Meri mehbooba bhi alag hi kashmaksh meiN rahti hai Jab bhi miti hai mujh se dosti ki duhaai deti hai
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai
MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai
Wa rastaH iqtiyaar kar le ab tu aazaadi se "Parwaaz" Zabt e meyaar se meri jaan mujhe rihaaii deti hai
Bahut khoob Parwaaz Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishu_singh10
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 31, 2010, 02:16:11 AM » |
|
Truly touching lyns. Bahut khub... =]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 31 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #10 on: September 24, 2012, 08:05:34 AM » |
|
wah parwaz sahab boht khub
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #12 on: April 27, 2013, 07:38:45 PM » |
|
bht khubbbb parwaz saheb..... kuch alag si nazm hai ye aapki....
Kasak Jee Aadaab..!
Bahut bahut shukriyaa jee ... is adna si kalaam ko padhne aur pasaNd karne ke liye hum aapke tah e dil se shukra guzaar hai...
Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye... Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|