Meri Mahbooba bhi alag hi kashmakash me rahti hai

by ParwaaZ on August 04, 2010, 06:42:32 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1789 times)
ParwaaZ
Guest
«Reply #15 on: April 27, 2013, 07:50:10 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Parwaaz Ji

Rajesh jee Aadaab...!


Bahut bahut shukriyaa janab.... aap bhi kahaaN gum ho gaye aik arsa huaa aapko YO par dekheN ... Usual Smile

Wel bahut bahut shukriya kalaam ko pasaNd karne aur hoNsla badhane ke liye... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye....

Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri Mahbooba by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
meri palokn main rahti hai by poem143s in Shayri-E-Dard
meri mahbooba by shams19_19 in Shayri for Khumar -e- Ishq
mai ar meri mahbooba..... by Dineshkumarjonty in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Pyaar: Meri ek alag soch by Meghna goel in Hindi Poets
laaiba
Guest
«Reply #16 on: April 27, 2013, 08:05:05 PM »
Reply with quote
Meri mehbooba bhi alag hi kashmaksh meiN rahti hai
Jab bhi miti hai mujh se dosti ki duhaai deti hai

Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf
Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai

MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN
Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai

Wa rastaH iqtiyaar kar le ab tu aazaadi se "Parwaaz"
Zabt e meyaar se meri jaan mujhe rihaaii deti hai





bohat khoob parwaz sahab ,.....
yeh sher bohat khoob rahe
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf
Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai

 MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN
Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai

esp maqta hasil e ghazal raha,.........bohat c daad,............
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #17 on: April 27, 2013, 08:25:02 PM »
Reply with quote
Truly touching lyns. Bahut khub... =]

Ishu Jee Aadaab..!


Aapka bahut bahut shukriyaa janab, Kalaam ko pasaNd karne aur hoNsla afzai ke liye... Usual Smile

Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye... Aate rahiye... Shaad O aabaad rahiye...

Khuda hafez... Usual Smile

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #18 on: April 27, 2013, 08:50:09 PM »
Reply with quote
wah parwaz sahab boht khub

Sahil Jee Aadaab..!


Bahut bahut shukriyaa janab, tah e dil se aapke shuraguzaar haiN...
Aage bhi apnaa saath banaye rakhiye... Aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #19 on: April 27, 2013, 08:51:35 PM »
Reply with quote
bohat khoob parwaz sahab ,.....
yeh sher bohat khoob rahe
Besakhta mere kadam chal padte hai masjid ki taraf
Imaan wala huN maiN mujhe azaane sunaai deti hai

 MaiN Jab hota huN tanhaai ke ghanghor andehroN meiN
Kisi ki yaadeN aakar meri aankhoN ko binaai deti hai

esp maqta hasil e ghazal raha,.........bohat c daad,............

Laaibaa Sahibaa Aadaab.... !


Bahut bahut shukriyaa jee, is adna si koshish ko saraahne ke liye..
Aage bhi apna saath banaye rakhiye...  Aati rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:44:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer