Meri mohabbat

by jannatjahan on April 22, 2009, 09:49:27 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1156 times)
jannatjahan
Guest
Reply with quote
Meri mohabbat Dharti aur Amber si hai
ek duje ke bagair dono adhure hain
Dur bahut dur jaker hote ye pure hain...
meri mohabbat badali aur Chand si hai
jab khwabon me sab khote hain
wo haqeeqat me milte hain
ek duje me khoker
pyaar ke jhule me jhulte hain
meri mohabbat lahrein aur saahil si hai
baar baar bichadte hai..baar baar phir usi siddat se milte hai
kabhi ek dusre se shikayat nahi karte hain..
meri mohabbat meri dono aankhon si hai
ek ki taqleef par dusri bhi palakein bhigo leti hai
meri mohabbat saawan aur papihe ki tadap si hai
saal bhar papiha pyaasa rahta hai
saawan ki pehli bund se hi apni pyaas bujha leta hai
meri mohabbat mere dilbarjani hain
rahte hain koso dur par saanson me unki hi rawani hai
unki baahon me nikle aakhri dum.....
bas aise hi khatm honi ye kahani hai....
[/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: April 22, 2009, 10:16:54 AM »
Reply with quote
Bohat bohat khoobsurat rachna JJ.... Clapping Smiley


Meri mohabbat shama aur parwane si hain

Ek ki fitrat jalana aur ek ki fitrat haste hue jal jana...

-SG-
Logged
aaina
Guest
«Reply #2 on: April 22, 2009, 10:20:01 AM »
Reply with quote
Meri mohabbat Dharti aur Amber si hai
ek duje ke bagair dono adhure hain
Dur bahut dur jaker hote ye pure hain...
meri mohabbat badali aur Chand si hai
jab khwabon me sab khote hain
wo haqeeqat me milte hain
ek duje me khoker
pyaar ke jhule me jhulte hain
meri mohabbat lahrein aur saahil si hai
baar baar bichadte hai..baar baar phir usi siddat se milte hai
kabhi ek dusre se shikayat nahi karte hain..
meri mohabbat meri dono aankhon si hai
ek ki taqleef par dusri bhi palakein bhigo leti hai
meri mohabbat saawan aur papihe ki tadap si hai
saal bhar papiha pyaasa rahta hai
saawan ki pehli bund se hi apni pyaas bujha leta hai
meri mohabbat mere dilbarjani hain
rahte hain koso dur par saanson me unki hi rawani hai
unki baahon me nikle aakhri dum.....
bas aise hi khatm honi ye kahani hai....
[/b]

kya baat hai jannat ji......achay ehsasaat very nice.....aise hi kahani khtum nahi hogi dooriyaa.n zaroor nazdeekiyon mein badlaingi paphiha zaroor sawan ki bondo ka maza laiga aur uski tishana labi zaroor mitegi.................
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #3 on: April 22, 2009, 10:29:42 AM »
Reply with quote
KAFI MEHNAT KI HAI
GOOD
SARVESH RASTOGI
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 22, 2009, 01:25:47 PM »
Reply with quote
Meri mohabbat Dharti aur Amber si hai
ek duje ke bagair dono adhure hain
Dur bahut dur jaker hote ye pure hain...
meri mohabbat badali aur Chand si hai
jab khwabon me sab khote hain
wo haqeeqat me milte hain
ek duje me khoker
pyaar ke jhule me jhulte hain
meri mohabbat lahrein aur saahil si hai
baar baar bichadte hai..baar baar phir usi siddat se milte hai
kabhi ek dusre se shikayat nahi karte hain..
meri mohabbat meri dono aankhon si hai
ek ki taqleef par dusri bhi palakein bhigo leti hai
meri mohabbat saawan aur papihe ki tadap si hai
saal bhar papiha pyaasa rahta hai
saawan ki pehli bund se hi apni pyaas bujha leta hai
meri mohabbat mere dilbarjani hain
rahte hain koso dur par saanson me unki hi rawani hai
unki baahon me nikle aakhri dum.....
bas aise hi khatm honi ye kahani hai....
[/b]

Very beautiful....very creative....Very Good work Jannat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: April 22, 2009, 01:45:38 PM »
Reply with quote
Are Waah, Kya KHoob Yaar, BNice One Again Shweta, Yunhi Likhte rehna.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: April 23, 2009, 06:36:30 AM »
Reply with quote
Bahut hi Behtreen Alfaaz Likhe Hain JANNAT... Aapko Maine Aaj Pahali Baar Padha Hai.. Waqai aapne Dil Ko Chhoo Jane wala Qalaam Likha Hai.. Ab to Humen aapki har Post Ka Besabri se Intzaar Rahega.. Yunhi Likhte Rahiye.. Bahut Khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #7 on: April 23, 2009, 07:06:15 AM »
Reply with quote
Bahut hi Behtreen Alfaaz Likhe Hain JANNAT... Aapko Maine Aaj Pahali Baar Padha Hai.. Waqai aapne Dil Ko Chhoo Jane wala Qalaam Likha Hai.. Ab to Humen aapki har Post Ka Besabri se Intzaar Rahega.. Yunhi Likhte Rahiye.. Bahut Khooooob.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Thanks Mann ji...meri thread par aapka comment...tahe dil se shukriyaa notworthy
main yun hi likhte rahungi bas aap yun hi appriciate karte rahna... Usual Smile
Again thanks a lot......
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #8 on: April 25, 2009, 11:12:39 AM »
Reply with quote
Are Waah, Kya KHoob Yaar, BNice One Again Shweta, Yunhi Likhte rehna.
Thanks azeem Usual Smile
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #9 on: April 25, 2009, 11:17:12 AM »
Reply with quote
Very beautiful....very creative....Very Good work Jannat
Thanks sweetheart Usual Smile
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: April 25, 2009, 11:27:39 AM »
Reply with quote
Very Well Written Shweta. VerY Gud ! keep wriitng...........
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #11 on: April 25, 2009, 11:36:03 AM »
Reply with quote
Very Well Written Shweta. VerY Gud ! keep wriitng...........
Hey Thanks Sweetoo Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:24:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer