Meri Nazar Se

by majid on November 04, 2007, 02:26:09 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1543 times)
majid
Guest
Reply with quote
Hellow Doston Bohat Time Baad Ishq Main
Kuchh Likhne Ki Koshish Ki Hai
Gar Kuch Galti Hui Ho To Maaf Karna.... :lol:




Bijli Ki Garaz Teri Chudiyon Ki Khanak Si Lagti Hai.
Kadwi Baat Bhi Teri Hume Mitthi Sharbat Si Lagti Hai.

Woh Nasha Sharab Main Kahan Jo Nasha Tumhaari Adaon Main Hai.
Woh Khusboo Phoolon Main Kahan Jo Mehek Teri Shanson Main Basti Hai.

Bujha Bujha Hai Chand Sitare Bhi Aaj Benoor Se Lagte Hain.
Aur Kyun Na Ho Chand Se Bhi Haseen Dilbar Jo Zameen Pe Chalti Hai.

Woh Bheed Main Bhi Aate Hain To Tanha Tanha Se Lagte Hain.
Is Kadar Unke Chehre Se Bholapan Aur Saadgi Jo Chhalakti Hai.

Mausam Ne Bhi Aaj Apna Rang Badal Diya Fiza Main Bhi Kuchh Khas Hai.
Jarur Raste Main Mile Honge Wo Tabhi To Hawa Me Aaj Mushk Si Baat Hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 04, 2007, 04:11:25 PM »
Reply with quote
Wah Bhai,.
Kamaal Ka Likha Hai,.
Dard Ke Saath Aap Khumaar-e-ishq Ke Bhi Shayar Ho,.
Lage Raho,.
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: November 22, 2007, 07:28:10 PM »
Reply with quote
superbb Majid ji....kya khoob likha hai

meri nazar se khatayein ho na jayein
issi liye hum nigahein jhuka kar chalte hain

issmein hamara kya kasoor agar woh achanak saamne aa jayein
hum to har kadam har rah par sambhal kar chalte hain

yeh dil ki gali hai..yahan dilwano ka anaa jaana to hoga hi
abb ismein hum apne dil ko kya samjhein
kyun hum iss gali ke door se hokar nikalte hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 23, 2007, 10:54:26 AM »
Reply with quote
Nice One Nikki Ji,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: November 23, 2007, 01:47:19 PM »
Reply with quote
majid ji or nikki ji ne  bahut acha likha hai keep it up
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: November 25, 2007, 10:49:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
Hellow Doston Bohat Time Baad Ishq Main
Kuchh Likhne Ki Koshish Ki Hai
Gar Kuch Galti Hui Ho To Maaf Karna.... :lol:




Bijli Ki Garaz Teri Chudiyon Ki Khanak Si Lagti Hai.
Kadwi Baat Bhi Teri Hume Mitthi Sharbat Si Lagti Hai.

Woh Nasha Sharab Main Kahan Jo Nasha Tumhaari Adaon Main Hai.
Woh Khusboo Phoolon Main Kahan Jo Mehek Teri Shanson Main Basti Hai.

Bujha Bujha Hai Chand Sitare Bhi Aaj Benoor Se Lagte Hain.
Aur Kyun Na Ho Chand Se Bhi Haseen Dilbar Jo Zameen Pe Chalti Hai.

Woh Bheed Main Bhi Aate Hain To Tanha Tanha Se Lagte Hain.
Is Kadar Unke Chehre Se Bholapan Aur Saadgi Jo Chhalakti Hai.

Mausam Ne Bhi Aaj Apna Rang Badal Diya Fiza Main Bhi Kuchh Khas Hai.
Jarur Raste Main Mile Honge Wo Tabhi To Hawa Me Aaj Mushk Si Baat Hai.


Wow... Its just beautiful... Bahut achha likha hai Majid... =D>

Nikki... Very nice one from your side also.... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 01, 2007, 02:07:57 PM »
Reply with quote
U Are Always welcome
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #7 on: December 02, 2007, 04:37:42 AM »
Reply with quote
Waaah Subhan Allaah MAjid bhai...Bahut khooob...
Logged
nikki
Guest
«Reply #8 on: December 03, 2007, 07:23:24 PM »
Reply with quote
very nice Majid...

huzoor javani ke jalve kuch hi dino ke hote hain jaante hain hum
magar dil ko tamaam umr javaan rakha ja sakta hai yeh bhi maante hain hum

meri nazar se dekhoge to jaan jaoge
yeh guroor nahi adayein hain husn ki..maan jaoge

yun humein guroor ka dosh dekar kahan chal diye janaab
husn to husn aaj kal to hai ishq ki bhi hava kharaab
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 04, 2007, 06:46:47 AM »
Reply with quote
Nice One Again Majig Bhai And Nikki Ji,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: December 04, 2007, 12:24:53 PM »
Reply with quote
bahoot khoob majid.. bahoot khubsurati se sabdo ko bayan kiya hai..
Logged
sumaira ahmed
Guest
«Reply #11 on: December 04, 2007, 11:02:29 PM »
Reply with quote
MashaAllah aap logoon ki shairi parhi bohat acha laga aise hi sab likhte raheen or hum jese ishq ke mare parhte raheen
Logged
sumaira ahmed
Guest
«Reply #12 on: December 04, 2007, 11:07:44 PM »
Reply with quote
ya dikhayi de tu kici jagha ya jawab de                                    meri umer bhar ki riyaztoon ka hisaab de                                   koi aisi Raat naseeb kar meri zaat ko                                      jo sulaye tere hi ziker main or tera hi Khuwab de
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #13 on: December 05, 2007, 05:39:22 AM »
Reply with quote
Good Going... Majid and Nikki... Usual Smile


ya dikhayi de tu kici jagha ya jawab de
meri umer bhar ki riyaztoon ka hisaab de                                   
koi aisi Raat naseeb kar meri zaat ko
jo sulaye tere hi ziker main or tera hi Khuwab de

Very Nice Sumaira...

Most Welcome to YoIndia.com/shayariadab... We would like to know more about you, please tell us something about you and how you get to know YoIndia... http://www.yoindia.com/shayariadab/tarruf-yoindia-sae-give-your-introduction-b137.0/
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:34:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer