KOYAL46
Guest
|
Meri Payal
Meri Payal ki jhankaar Rahi hai tujhe pukaar Aaa bhi ja ‘O’mere pyarr Naa kara ab aur intezaar
Meri payal tujhse kuchh bole Dil ke raaz wo aaj hai khole Mera tan-man sab hai dole Jiya mora khaye hitchkole
Payal bole chham chham 2 Jhanjhria bole runjhun 2 Kangna bole khan-khana-khan Purva bole san-sana-san san
Koi geet gaaye gun-gun 2 Main jhoomu sun-sun 2 Meri payal tujhe pukaare Aaa bhi ja ‘O’ pyarr mere
-koyal-
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
deepika_divya
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 09, 2010, 09:59:41 AM » |
|
O wow .. such a Innocent Poetry written by you and its lovely... I like the effort made by you... Keep writing.... Bahoot Khoob!... Main bhi likhungi ... thode break ke baad aaj bahoot busy hun...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 09, 2010, 10:35:30 AM » |
|
Wah wah Koyal ji aapki run jhun kavita ne kamaal kar diya. Bahut shandaar creation hai aapki. Payal ke madhyam se bahut kuchh kehne ki koshish ki hai. Nice and marvelous poetry.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
cara
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 09, 2010, 12:18:10 PM » |
|
KYA BAAT HAI KOYAL JI.....
TERI PAYAL KI JHANKAR BATA DETI HAI TERA HAAL JO TU BATANE ME SHARMATI HAI MERE YAAR CHAM CHAM KARTI JAB TU CHALTI HAI TERI PAYAL TERE DIL KE HAR RAAZ UGALTI HAI MACHALTE HAI JISKE LIYE TERE ARMAAN TERI PAYAL CHAM CHAMATI ME LETI HAI USKA NAAM TERI PAYAL KI DUN SUNKAR JO TERE PEECHE PEECHE AATA HAI WO TERA HI NAHI--"TERI PAYAL" KA BHI DEWAANA HAI....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 09, 2010, 01:43:05 PM » |
|
Bahut Khub Koyal JI Bahut Hi Sunder Creation hai Aapka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 09, 2010, 01:55:56 PM » |
|
Divya-di aabhaar maanti hu main aapka...... Poem ki tariff v hosla-afzahi karne k liye..... O wow .. such a Innocent Poetry written by you and its lovely... I like the effort made by you... Keep writing.... Bahoot Khoob!... Main bhi likhungi ... thode break ke baad aaj bahoot busy hun...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 09, 2010, 01:57:15 PM » |
|
Riyaz-bhai aapko pasand aayee meri mehnat safal hui... Wah wah Koyal ji aapki run jhun kavita ne kamaal kar diya. Bahut shandaar creation hai aapki. Payal ke madhyam se bahut kuchh kehne ki koshish ki hai. Nice and marvelous poetry.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 09, 2010, 01:58:25 PM » |
|
Aakaash-ji aapka tehe dil se shukriya....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 09, 2010, 02:00:22 PM » |
|
Cara-ji aap k kya kehne haazir jawaab ho.... KYA BAAT HAI KOYAL JI.....
TERI PAYAL KI JHANKAR BATA DETI HAI TERA HAAL JO TU BATANE ME SHARMATI HAI MERE YAAR CHAM CHAM KARTI JAB TU CHALTI HAI TERI PAYAL TERE DIL KE HAR RAAZ UGALTI HAI MACHALTE HAI JISKE LIYE TERE ARMAAN TERI PAYAL CHAM CHAMATI ME LETI HAI USKA NAAM TERI PAYAL KI DUN SUNKAR JO TERE PEECHE PEECHE AATA HAI WO TERA HI NAHI--"TERI PAYAL" KA BHI DEWAANA HAI....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 09, 2010, 02:01:22 PM » |
|
Thanks a lot Rishi-bhai.... Bahut Khub Koyal JI Bahut Hi Sunder Creation hai Aapka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 10, 2010, 05:01:13 AM » |
|
Wah Koyal ji.mindblowing creation.bahut bahut khoob.excellent.hats off
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 10, 2010, 10:34:11 AM » |
|
Thanks Madhu-di..... Wah Koyal ji.mindblowing creation.bahut bahut khoob.excellent.hats off
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 10, 2010, 10:36:20 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
_Vicky_
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 11, 2010, 07:50:29 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|