khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
Tera Saath Naa Hota Gar Mere Humdum!! To Hum Be-Maut Hi Mar Gaye Hote
Andheri Raahon Mein Tum Chale Ho Saath Varna Inn Andheron Se Hum Darr Gaye Hote
Kabhi Uthkar Gire To Kabhi Girkar Uthe Tum Na Hote To Hum tootkar Bikhar Gaye Hote
Meri Pehchaan Bankar Tum Mere Saath Rahe Ho Bin Tumhare Hum Naa jaane Kidhar Gaye Hote
Mere Inn Aankhon Ke Ashqon Ko Sambhala Hai Tumne Varna Yeh Ashq Aankhon Se Kabke Utar Gaye Hote
Kehna Asaan Hai Par Kisi Daur se Guzarna Mushkil!! Bin tere Hum Bas Kisi Raah Par Bas tehar Gaye Hote
Tere Saath Rehkar har pal Ko Jeena Seekha Humne Bin tere Yeh Pal Bas Yuhi Guzar gaye Hote
~~~27-11-11~~~
~~~~~Khwaish~~~~~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #2 on: November 27, 2011, 12:09:34 PM » |
|
bahut khoobsurati se sajaaya hai alfaazon ko....apne saathi ka shukriya karne ka iss se behtar tarika ho nahi sakta...bahut khoobsurat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #5 on: November 27, 2011, 01:55:43 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarfira
Guest
|
|
«Reply #6 on: November 27, 2011, 03:24:11 PM » |
|
Tera Saath Naa Hota Gar Mere Humdum!! To Hum Be-Maut Hi Mar Gaye Hote
Andheri Raahon Mein Tum Chale Ho Saath Varna Inn Andheron Se Hum Darr Gaye Hote
Kabhi Uthkar Gire To Kabhi Girkar Uthe Tum Na Hote To Hum tootkar Bikhar Gaye Hote
Meri Pehchaan Bankar Tum Mere Saath Rahe Ho Bin Tumhare Hum Naa jaane Kidhar Gaye Hote
Mere Inn Aankhon Ke Ashqon Ko Sambhala Hai Tumne Varna Yeh Ashq Aankhon Se Kabke Utar Gaye Hote
Kehna Asaan Hai Par Kisi Daur se Guzarna Mushkil!! Bin tere Hum Bas Kisi Raah Par Bas tehar Gaye Hote
Tere Saath Rehkar har pal Ko Jeena Seekha Humne Bin tere Yeh Pal Bas Yuhi Guzar gaye Hote
~~~27-11-11~~~
~~~~~Khwaish~~~~~
good khumaar par ek acha nagma pesh kia aapne daad daad muskurate rahie khus rahie
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #8 on: November 27, 2011, 04:42:51 PM » |
|
Kabhi Uthkar Gire To Kabhi Girkar Uthe Tum Na Hote To Hum tootkar Bikhar Gaye Hote
Khwaish ji , Khoobsurat kalaam aur khaas taur se mundarja baala sher ke liye dheron daad . Khush rahye . HASAN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #11 on: November 28, 2011, 07:07:34 AM » |
|
bahut khoobsurati se sajaaya hai alfaazon ko....apne saathi ka shukriya karne ka iss se behtar tarika ho nahi sakta...bahut khoobsurat
Thankyou Sooooooo Much Pooja..Choti Si Kosish ki thi..
Aapne humesha ki tarah Saraha..Thanks a Ton
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mkv
Guest
|
|
«Reply #12 on: November 28, 2011, 02:20:43 PM » |
|
Bahut Khoob Khwaish Sir Khush rahe..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Sanjeev kash
Guest
|
|
«Reply #13 on: November 28, 2011, 02:22:40 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #14 on: November 28, 2011, 09:14:56 PM » |
|
Dost, Kalam wohi kamyab hai jo dil tak paunch jaye.. Apki nazm ki akhri line kay woh pal bas yunhi guzar gaye hote, aha kya baat hai.. Bahaut bahaut bahaut khoob.. Dil ne mehsoos kiya hai apki kalam ko.. Khush rahiye..!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|