MERI VEHSHAT SAMBHAL JAYE AGAR TUM MILNE AAJAO.........................AARISH

by Aarish on December 06, 2012, 06:33:27 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 3270 times)
Aarish
Guest
Reply with quote
DostoN Javed Akhtar saheB ki ek ghazal hai.

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Ye mausam hi badal jaye agar tum milne aajao,

is shair ke pehle misre ko lekar gireh lagane ki koshish ki hai

halaNki us mayar ki ghazal nahi ho payee.lekin ye misra hi

itna khoobsurat laga ki bina kuch likhe raha nahi gaya.

<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Sitare mand haiN saare padi hai chandni maddham,

Nazara ye badal jaye agar tum milne aajao,

Teri furqat meN likhne ka hunar hi bhool baitha huN,

Mukammal ho ghazal jaye agar tum milne aajao,

ZamiN se aasmaN tak bas tujhe hi dhoNdta huN maiN,

Meri vehshat sambhal jaye agar tum milne aajao,

Mujhe milne wo jab aaye khudaya khair karlena,

kahiN dam na nikal jaye agar tum milne aajao,

Ruki haiN teri aamad pe jo ye saNse haiN "Aarish" ki

Meri Ye mauT tal Jaye age tum Milne aajao,

                "Aarish"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yeh Duniya Agar Mil bhi Jaye... by NewYorker in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Meri Eid Ho Jaye.. by Alam Qazi in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aajao Meri Baho Me by Shayaries_King in Shayri for Khumar -e- Ishq
meri khushi ki khatir khud ko sambhal rakhna by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
vo milne aaye na hum milne jaye na.... by Dineshkumarjonty in Shayri for Khumar -e- Ishq
prashad
Guest
«Reply #1 on: December 06, 2012, 06:43:43 AM »
Reply with quote
wah, thanx for sharing
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #2 on: December 06, 2012, 06:46:37 AM »
Reply with quote
DostoN Javed Akhtar saheB ki ek ghazal hai.

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Ye mausam hi badal jaye agar tum milne aajao,

is shair ke pehle misre ko lekar gireh lagane ki koshish ki hai

halaNki us mayar ki ghazal nahi ho payee.lekin ye misra hi

itna khoobsurat laga ki bina kuch likhe raha nahi gaya.

<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Sitare mand haiN saare padi hai chandni maddham,

Nazara ye badal jaye agar tum milne aajao,

Teri furqat meN likhne ka hunar hi bhool baitha huN,

Mukammal ho ghazal jaye agar tum milne aajao,

ZamiN se aasmaN tak bas tujhe hi dhoNdta huN maiN,

Meri vehshat sambhal jaye agar tum milne aajao,

Mujhe milne wo jab aaye khudaya khair karlena,

kahiN dam na nikal jaye agar tum milne aajao,

Ruki haiN teri aamad pe jo ye saNse haiN "Aarish" ki

Meri Ye mauT tal Jaye age tum Milne aajao,

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

                "Aarish"

excellent ghazal,sir
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #3 on: December 06, 2012, 06:54:20 AM »
Reply with quote
Bahut khoob , Aarish .  Bahut  achhi  ghazal  kahi  hai . Bahut rawaani  hai  hazal  mein . Javed  Akhtar  saheb ke misre ko bhi khoob nibhaya hai . Abhi  parson 4 Dec . ko Hydeabad mein Time Festival mein Javed sb aur Shabana ji ka act kiya hua eik  play ' Kaifi aur Main' bhi dekhne ko mila aur Kaifi sb ki khubsurat nazmein bhi sunne ko mileen.aapki is ghazal ne wo yaad phir taaza kardi.
Logged
prashad
Guest
«Reply #4 on: December 06, 2012, 07:01:16 AM »
Reply with quote
Shukriya aarish ji, aapki vo line theek se nahi padhi, vastav mein gazal badhiya banee hai, dhero dad
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #5 on: December 06, 2012, 07:08:42 AM »
Reply with quote
DostoN Javed Akhtar saheB ki ek ghazal hai.

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Ye mausam hi badal jaye agar tum milne aajao,

is shair ke pehle misre ko lekar gireh lagane ki koshish ki hai

halaNki us mayar ki ghazal nahi ho payee.lekin ye misra hi

itna khoobsurat laga ki bina kuch likhe raha nahi gaya.

<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

 Applause Applause Applause

Sitare mand haiN saare padi hai chandni maddham,

Nazara ye badal jaye agar tum milne aajao,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Teri furqat meN likhne ka hunar hi bhool baitha huN,

Mukammal ho ghazal jaye agar tum milne aajao,

Wah Wah!!!  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

ZamiN se aasmaN tak bas tujhe hi dhoNdta huN maiN,

Meri vehshat sambhal jaye agar tum milne aajao,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Wah!

Mujhe milne wo jab aaye khudaya khair karlena,

kahiN dam na nikal jaye agar tum milne aajao,

Ruki haiN teri aamad pe jo ye saNse haiN "Aarish" ki

Meri Ye mauT tal Jaye age tum Milne aajao,

Bohat Khub!!  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

                "Aarish"

Bohat Bohat hi Khub!!!! Ek Behtareen Ghazal, Baar baar padne ko dil chahta hai...Ek se bad kar ek ashaar hai..!! Dhero Dad!!!

 love9 love9 love9 love9 love9 This Ghazal is full of love!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Aarish
Guest
«Reply #6 on: December 06, 2012, 07:19:37 AM »
Reply with quote
wah, thanx for sharing
thanks prashad jee , but this is not a sharing, thankyou
Logged
aqsh
Guest
«Reply #7 on: December 06, 2012, 07:20:23 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut pyaari gazhal likhi hai aapne tareef ke liye alfaaz nahi bahut khoob dheron daad qubool kare
Logged
Aarish
Guest
«Reply #8 on: December 06, 2012, 07:22:43 AM »
Reply with quote
excellent ghazal,sir

bohut shukriya marhoom jee  , bohut nawazish, and plz plzdont call me sir m ur brother
Logged
Aarish
Guest
«Reply #9 on: December 06, 2012, 07:38:37 AM »
Reply with quote
Bahut khoob , Aarish .  Bahut  achhi  ghazal  kahi  hai . Bahut rawaani  hai  hazal  mein . Javed  Akhtar  saheb ke misre ko bhi khoob nibhaya hai . Abhi  parson 4 Dec . ko Hydeabad mein Time Festival mein Javed sb aur Shabana ji ka act kiya hua eik  play ' Kaifi aur Main' bhi dekhne ko mila aur Kaifi sb ki khubsurat nazmein bhi sunne ko mileen.aapki is ghazal ne wo yaad phir taaza kardi.

bohut shukriya sir aapke comments hamesha mere liye bais E masarrat aur sabaq amez hote haIN jab aap tareef karte haiN to lagta hai waqai kuch achcha likha gaya hai.. bohut bohut shukriya ,....
Logged
Aarish
Guest
«Reply #10 on: December 06, 2012, 07:43:56 AM »
Reply with quote

Bohat Bohat hi Khub!!!! Ek Behtareen Ghazal, Baar baar padne ko dil chahta hai...Ek se bad kar ek ashaar hai..!! Dhero Dad!!!

 love9 love9 love9 love9 love9 This Ghazal is full of love!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohut bohut shukriya shireen jee , bohut khushi hui k aapko ghazal pasand aayi , samajh lijiye ki mehnat wasool ho gai... shukriya
Logged
mkv
Guest
«Reply #11 on: December 06, 2012, 07:44:16 AM »
Reply with quote
Aarish bhaai dil khush kar diya aapne.
badi hi khoobsurti se nibhaaya hai aapne.
maza aa gaya..
poore 28 marks.
bas aise hi likhte rahiye
DAAD deta huN aapko.
Logged
@Heer@
Guest
«Reply #12 on: December 06, 2012, 07:53:28 AM »
Reply with quote
DostoN Javed Akhtar saheB ki ek ghazal hai.

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Ye mausam hi badal jaye agar tum milne aajao,

is shair ke pehle misre ko lekar gireh lagane ki koshish ki hai

halaNki us mayar ki ghazal nahi ho payee.lekin ye misra hi

itna khoobsurat laga ki bina kuch likhe raha nahi gaya.

<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<<

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

Sitare mand haiN saare padi hai chandni maddham,

Nazara ye badal jaye agar tum milne aajao,

Teri furqat meN likhne ka hunar hi bhool baitha huN,

Mukammal ho ghazal jaye agar tum milne aajao,

ZamiN se aasmaN tak bas tujhe hi dhoNdta huN maiN,

Meri vehshat sambhal jaye agar tum milne aajao,

Mujhe milne wo jab aaye khudaya khair karlena,

kahiN dam na nikal jaye agar tum milne aajao,

Ruki haiN teri aamad pe jo ye saNse haiN "Aarish" ki

Meri Ye mauT tal Jaye age tum Milne aajao,

Dil E nadaN behal jaye agar tum milne aajao,

Tamanna phir machal jaye agar tum milne aajao,

                "Aarish"
speechless... its excellent.. keep it up ..  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Aarish
Guest
«Reply #13 on: December 06, 2012, 08:09:27 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut pyaari gazhal likhi hai aapne tareef ke liye alfaaz nahi bahut khoob dheron daad qubool kare

shukriya aqsh jee bohut nawazish , shukriya
Logged
Aarish
Guest
«Reply #14 on: December 06, 2012, 08:19:35 AM »
Reply with quote
Aarish bhaai dil khush kar diya aapne.
badi hi khoobsurti se nibhaaya hai aapne.
maza aa gaya..
poore 28 marks.
bas aise hi likhte rahiye
DAAD deta huN aapko.
Bohut shukriya mukesh bhai , bohut din baad aaj aap nazar aaye yoindia par koi ghalti ho gai kya humse. jo aap aajkal dooooooor dooooooor rehte haiN...
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:11:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.136 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer