***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 41706 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #165 on: April 03, 2005, 09:00:52 PM »
Reply with quote
dil ka ek afsna likh rha hoon
tum ko mein ek deewanalikh rha hoon
tu anhin janta shayd mujh ko
mein ek deewana likh rha hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #166 on: April 04, 2005, 03:10:34 AM »
Reply with quote
ager tum mil jao zamana chor dein gay hum....

beden k sayaa jan-e-men tumharey reng mein reng dalien.
juda kia ker sekein gay tum ko mujh sey yeh jehan walay.
muhabat ki kesem takdeer ka rukh mor dein gay hum.
ager tum mil jao zamana chor dein gay hum.

na ho tum jiss mein shamil woh beharein hum nahin lein gay.
tumharey naam pe yeh dil to kia jaan dey dein gay.
nazar jiss mein tum na ayaa woh sheshaa tor dein gay hum.
ager tum mil jao zamana chor dein gay hum.

tumhein dil mein rekhein gay apni pelkon mein chhupa lein gay
tumhein khushboo semejh k apni sansoon mein sama lein gay.
qiyamat tek na totay ga woh rishta jor lein gay hum.
ager tum mil jao , zamana chor dein gay hum.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #167 on: April 04, 2005, 10:13:04 PM »
Reply with quote
hayat-e-gham kahon ya kahon gham hai hayat
jo bhi hai bus ik boujh hai hayat

her ik ko mai kaise sunaon haal-e-dil apna
khud hi sunadeti hai dastan maire hayat

un se poocha jo hum ne apne marz ka naam
to kehne laga tabeeb k woh naam hai hayat

khudawand ye kis khata ke saza mili hai mujhe
k woh zindage na ban saka jo tha sabab-e-hayat

khushiyon ke tamanna hai na hai milan ka shoq
loog dokhoon se bhi sajalete hain apne hayat
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #168 on: April 05, 2005, 08:52:51 PM »
Reply with quote
Meray liye meri duniya ho tum,
Chu kar jo guzri woh hawa ho tum,

Mein ney jo mangi woh dua ho tum,
Karey mujh ko jo roshan woh diya ho tum,

Dil yeh kahey mera jiya ho tum,
Kiya mein ney mahsoos woh ehsaas ho tum,

Meray honto ki pyaas ho tum,
Meray baahon ki aas ho tum,
Meri nazar ki talaash ho tum,
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #169 on: April 06, 2005, 05:32:18 AM »
Reply with quote
aag ho to jalane me.n der kitanii lagatii hai
barf ke pighalane me.n der kitanii lagatii hai

chaahe ko_ii ruk jaaye chaahe ko_ii rah jaaye
qaafilo.n ko chalane me.n der kitanii lagatii hai

chaahe ko_ii jaisaa bhii ham_safar ho sadiyo.n se
raastaa badalane me.n der kitanii lagatii hai

ye to vaqt ke bas me.n hai ke kitanii mohalat de
varnaa baKht Dhakane me.n der kitanii lagatii hai

mom kaa badan lekar dhuup me.n nikal aanaa
aur phir pighalane me.n der kitanii lagatii hai

soch kii zamiino.n me.n raaste judaa ho.n to
duur jaa nikalane me.n der kitanii lagatii hai

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #170 on: April 07, 2005, 12:53:23 AM »
Reply with quote
"Chaha Tha Unhe Hale Dil Sunana,
Chaha Tha Unhe Junoone Mohhabatt Dikhana,
Nasme Laye The Hum Dil Kured Kured Kar,
Per Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #171 on: April 07, 2005, 11:23:34 PM »
Reply with quote
aab aap logon k liye kuch khaas
jo bhi read kroo urdu mein

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #172 on: April 08, 2005, 08:33:25 PM »
Reply with quote
teri yaad ki aag jo dil mein lagi hai
tere deedar s aba us ko mitaoon ga
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #173 on: April 17, 2005, 10:21:00 PM »
Reply with quote


-ASMAN KO NEEND AYE TO SULAEIN KAHAN,
DHARTI KO MAUT AYE TO DAFNAEIN KAHAN,
SAGAR MEIN LAHAR AYE TO CHUPAEIN KAHAN,
HUME AAPKI YAAD AYE TO JAYEN KAHAN

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #174 on: April 18, 2005, 09:23:26 AM »
Reply with quote
koi tujhe yaad kr ya na kre lekin
meri har dahdkan tere naam k saath hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #175 on: April 18, 2005, 11:06:38 PM »
Reply with quote
pyar tu  hum ney  is dil k kehne pe kr liya hai
lekin jism mera aab is k saath anhin rha hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #176 on: April 20, 2005, 12:05:13 AM »
Reply with quote
meri zindgi ka safar aab tere naam ho gya hai
meri zindgi ak maqsad aab tera hi naam ho gya hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #177 on: April 21, 2005, 10:08:06 PM »
Reply with quote
BARSOON BEET GAYE HAIN UN K BINA
LEKIN WOH ZINDGI MEIN AYE AUR ROOH BAN GAYE
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #178 on: April 22, 2005, 09:55:48 PM »
Reply with quote
jab bhi tumse milne ki takdeer nazar aayi,
afsos ! ki pairo me zanjir si nazar aayi,
behte hue aansuo pe gaur kiya hamne,
aansuo me bhi teri tasveer nazar aayi...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #179 on: April 23, 2005, 09:55:47 PM »
Reply with quote
meri zindgi ka ek asool hai yaarooo
kabhi kisi ko haalat k na hwale kroo yaroo
Logged
Pages: 1 ... 8 9 10 11 [12] 13 14 15 16 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:05:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer