fakharenaveed
Guest
|
«Reply #180 on: April 24, 2005, 08:29:28 PM » |
|
mein tu har lafz chunta hoon tere shan k qabil is mein meri khta nahin kab ilfaaz nahin rhe
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #181 on: April 25, 2005, 10:46:26 PM » |
|
har cheez mein tera hi aks nzar ata hai mujh ko har cheez mein teri hi khubsurti nzar ati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #182 on: April 26, 2005, 10:47:43 PM » |
|
mekhane mein bhi aab tu humein kuch musir nahin hai aab tu har su tere jane k baad sunta cha gya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #183 on: April 27, 2005, 11:02:13 PM » |
|
aab bhi mein tere intezar mein betha hon meri dilruba tu an jane kyun tnha chor jati hai mujh ko meri dilruba
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #184 on: April 28, 2005, 08:36:24 PM » |
|
dil mera aaj tor k woh shane be niazi s boli nahin hain aaj s hum dono sunam humjoli
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #185 on: April 29, 2005, 10:13:38 PM » |
|
aaj shab bhar usi k liye jaga hoon lekin woh aik pal ko bhi na dekh kr gya mujh ko
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #186 on: April 30, 2005, 09:30:56 PM » |
|
prem nagar mein rehta hoon magr prem poojari ban nahin paya mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #187 on: May 01, 2005, 08:48:38 PM » |
|
aaj ek fryad hai mere dil emin tere liye har khushi tum ko mile yehi dua hai tere liye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #188 on: May 02, 2005, 10:16:12 PM » |
|
mere zkhmoon ko woh aaj phir s nyi zindgi de gya woh jab bhi lout k aya mujhay naya zkhm de gya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #189 on: May 03, 2005, 10:43:17 PM » |
|
Anjaane logon se kabhi kabhi ek rishta sa ban jaata hai bina mile, bina kuch kahe... par ham chod dete hain in rishton ke najuk dhagon ko jaise band mutthi se ret jaati hai phisal nahin baandhte inko dil ke dhadkano se kya tumhe kabhi chua hai kisi ajnabee ne kya tumne kabhi sajaaye hain khwab kisi ajnabee ke kya himmat kiya hain un khwabon ko sach karwane ka ya phir chupke se un sapon ko aanchal mein odhe jee liya hai yunhi...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #190 on: May 04, 2005, 10:24:56 PM » |
|
har gadhi us ka intezar hai mujhay aaj kal woh tu dil mein basi hai sansoon mein meri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #191 on: May 04, 2005, 10:51:58 PM » |
|
Tum se duur ho ker bhi jeena par raha hai yeh zahar ka gout pina par raha hai Sochtey hain kabhi kay mar hi jahe Per tera soch ker jeena par raha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #192 on: May 04, 2005, 11:20:19 PM » |
|
Qabar per leta tha mara nahi tha phir ku gaarda Mein tho tere Intezar mein leta tha phir ku gaarda Aap kay hillane per hilla bhi tha mein phir ku gaarda Ab gaard hi diya jo aap nah ab utt ker chale bhi jaho Ab gaard ker roote aur tarapte ho tho phir ku gaarda
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #193 on: May 05, 2005, 08:41:19 PM » |
|
Dil ki gheriyo say eik awaz aayi hai Shayad aaj phir tujhe meri yaad aayi hai Meri yaad mein tum kahin khona jahna Meri yaad mein tum kabhi mujhse khaffa hona jahna Jaanta hoon bohot din sey mein nah baat nahi ki Kahin yeh soch ker mujhse Judda hona jahna Waqt mujhe waqt nahi dayta,zindagi mujhe zindagi nahi dayti Teri yaad mujhe jeene nahi dayti,Tera pyar mujhe marne nahi dayta Sirf yeh soch ker galti ko mere maaf kerna tum Mein teri mohbbat ki waja say ab tak zindaa khada hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #194 on: May 06, 2005, 09:26:27 PM » |
|
Tum apni ankhon ki kaali shaam merey naam kardo Phir chahey jo ilzam merey naam kardo Ik umer se tumhari chahat basi hai rooh mein, Tum bhee apni har tamanna mujhey daan kardo Mein khuley Asmaan taley khadi hoon Tum apni mohabbat ki rida mujh par dhaal kardo Mohabbat to hai iqrar ki mohtaaj Tum apna har lafz har sher merey naam kardo Ankhein moondun to tumhey dekhoon Ankhein kholoun to tumhey paon Tum bhee chahat mein apna aisa haal kardo .................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|