***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 41711 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #195 on: May 07, 2005, 11:15:34 PM »
Reply with quote
Ek ghzal likh rha tah tere naam ki
Ek Nzam likh rha tha tere naam ki
Ek afsana likh rha tah tere naam pe
Ek apni nzar kr rah tah tere naam pe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #196 on: May 08, 2005, 06:46:40 PM »
Reply with quote

Tapish Suraj Ki Hoti Hai, Jalna Zameen Ko Parta Hai
Qusur Aankhon Ka Hota Hai, Tarapna Dil Ko Parta Hai

Manzil ko paane ke liye Saahil ko paar karna parta hai
Mohabbat karne ke liye dil-o-jaan qurban karna parta hai...

Khuda kisi ko kis par fidaa na kare,
Agar kare to Qyamat tak judaa na kare

Jinki yaad hai dil me nishaani ki tarah
Woh to bhool gaye hume kahani ki tarah.

Galat nahin key zamaney mein la jawaab hain hum
Samajh sakey na koi woh kitaab hain hum



nm
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #197 on: May 09, 2005, 09:03:21 PM »
Reply with quote


jamane mein mohabbat to hajaron long karte hai...
bahut kam sath jeete hai, bahut kam sath marte hai.

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #198 on: May 10, 2005, 09:54:06 AM »
Reply with quote

Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai

woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai

woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana

aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana

teri awaaz ke saher se na nikal paana

tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana

bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon

na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon

bhoola doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai

ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai

magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai

tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai

to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena

teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna

tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai

woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #199 on: May 10, 2005, 11:07:47 AM »
Reply with quote
wah naveed,bohat hi khoobsurat likha hai,keep writing like this.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #200 on: May 10, 2005, 11:20:02 AM »
Reply with quote
Thanx

aap jaise doston ka saath chahiye bas.................


Tu hum yunhi likhte rahain gay......................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #201 on: May 11, 2005, 08:47:51 PM »
Reply with quote


Waqt ki andhi mein har akshar dhundhale lagte hai..
pass hain woh pr dil k qareeb lgtay haim
tum unhe tatol ke dekhokabhi apnay dil mein..
mano ya na mano vo ab bhi sirf tumhara hi naam japte hai..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #202 on: May 12, 2005, 08:30:50 PM »
Reply with quote
woh bewafai hai abhi yeh dil manta nahin
Kambakht nasamajh hai jo use jaanta nahin.

jo nhi gham milta hai seene se laga lete hain
dil ki aag ko hum ashqon mein buja lete hain.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #203 on: May 13, 2005, 09:11:50 PM »
Reply with quote

doondo ke to mil hi jai ga
magar meri tanha kon tum ko chahey ga
tumhey zaroor koi chahaton se dekhey ga
magar wo ankhein hamari kha se lai ga

Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #204 on: May 14, 2005, 09:27:35 PM »
Reply with quote
Un hi guzar zata karva-e-zindagi
agar ye saam nahi hoti
ishq mein gar chot khata nahi
haatho mein ye zaam na hoti
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #205 on: May 17, 2005, 01:19:24 AM »
Reply with quote
Dubara mat puchh na kya hai humara hal...
Varna phelana padega hume jal.....
phir puchhenge kahan hai humara mal ( money )...
ye sun ke mat hoja na tum behal.....
Varna hum puchhna padega kaisa hai tumhara hal
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #206 on: May 17, 2005, 08:45:18 PM »
Reply with quote
Terea siva koi aur gham nehi,
yehi bathanea ayea hai hum,
Is bari mehfil mai
Yea na socho kai tumhai bezath karanea ayea hum,
Sabar ka teer, had sai paar ho chuka,
Ab tho ronea sai dil dukhtha hai,
Yea sab bass kar, yehi bathanea ayea hai hum........
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #207 on: May 18, 2005, 07:31:04 PM »
Reply with quote
lekar aaoge mere kafan sayad ye mujhe manjur nahi
jara aayine ke pass ja kar dekho janam mai tumhari najro se dur nahi
karwate badal badal kar u na dekh kaya tu mujhe bhula payegi
mere dil par churi chalane ke baad tu kab tak mushkrayegi.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #208 on: May 21, 2005, 11:51:30 PM »
Reply with quote
khushi ke liye gumkurbaan,
hasi ke liye aansoon kurbaan,
pyaar ke liye dil kurbaan,
par aye mere dost tere liye ..meri jaan kurbaan
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #209 on: May 22, 2005, 11:13:27 PM »
Reply with quote
Aashiq ki kabar par jab.....
Mehbooba ke aansoo girtey hai,
Ek bar phir se khuda bebass ho jata hai.
Jab woh aashiq khuda se rooh-ba-rooho ho kar...
Maut ke sehra mein iss barsat ka sabab puchta hai.
******************************************


Bewafaayi karne wali...mere janaaze tak toh aana...
Deakhna kis shaan se uth ta hai janaaza kisi deewane ka...

Bewafaayi karne wali...mere janaaze tak toh aana...
Umhar bhar kaatein dene wali...meri kabarr par toh phool rakh jaana...!
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14] 15 16 17 18 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:32:30 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer