***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 41322 times)
fakharenaveed
Guest
«Reply #210 on: May 23, 2005, 09:52:11 PM »
Reply with quote
aapne-aapne andaaz hote haiN,
jaagti ankhon mein bhi khwaab hote haiN,
zaroori nahin gum mein ansoo nikle,
muskurati aankhon min bhi sailab hote haiN.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #211 on: May 24, 2005, 10:22:52 PM »
Reply with quote
Ret ke is dher mein,
koi gharaunda kabhi to bana hoga.
kabhi to kinhi payare haatho ne inhe,
chhua hoga, aakaar diya hoga.

chamakte ankhon mein khwaise liye hazar
dil mein umnag liye, liye hue dher sara pyar
ek sapne ko karne sakar,
kabhi to kisi ne inhe moort kiya hoga.

socha hoga ban kar kabhi ye na tootega,
aur tootega bhi to kaise,
laharo ke aage wo khud honge,
hatho mein haat liye, ha yahi to socha hoga.

Par kya ye mumkin tha,
ki wo kal chakra ko rok sake.
muskil waqt ne mita diya har wo nisan,
ziske liye wo kabhi na soch sake.

Ek lahar tha wo; nahi,
sitam ka ek toofan,
kuchh bhi baki nahi waha,
mit gaye sare nisan.

Kya yahi anzamm tha
us pyar ke dargah ka
ohhhhh... doobe, utraye, haath na chhoda
ek nazar feri or mit gaye .

Mit gaye? nahi, ek ehsaas ban gaye
zab bhi karenge hum mahsoos prit ko
wo ye zazbat ban gaye.

chalo dhoonde in ret ke maidano mein,
sayad hume bhi mil zaye apni dhoono ki gazal,
ye ret ka maidan nahi,
ye to hai mohabbat ka TAZ MAHAL
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #212 on: May 26, 2005, 03:40:04 AM »
Reply with quote
aap gairon ki baat karte ho
humne har ek ko azmaya hain
log kaaton se bach kar chalte hain
humne phoolon se zakhm khaya hain
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #213 on: May 26, 2005, 10:59:16 PM »
Reply with quote
Har Rah per chal ker dekha hai,
har rah per Thokar Khai hai,
Kisi se gila shikva kya karna ,
jab takdeer hi aisi pai hai...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #214 on: May 27, 2005, 05:16:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Har Rah per chal ker dekha hai,
har rah per Thokar Khai hai,
Kisi se gila shikva kya karna ,
jab takdeer hi aisi pai hai...




teri takdeer me likha hai aagar thoker khana,..

to kya hua a nada insan,.,...

to aapne tadbeer se zindgi ko sawar sakta hai

jo lage tujhe thoker har mor per,...

to tu thoker khaker sambhal bhi tu sakta hai,.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #215 on: May 27, 2005, 09:07:35 PM »
Reply with quote
Is dil ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaah ko kisi surat ki pyaas rehti hai
Tere bina zindagi mein kami to nahin
Phir bhi tere bina zindagi udaas rehti hai"
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #216 on: May 28, 2005, 11:42:30 PM »
Reply with quote
apnay ghumon ki khani kis ko sunaoon
tere ulam ki khani kis ko btaoon
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #217 on: May 29, 2005, 08:25:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
apnay ghumon ki khani kis ko sunaoon
tere ulam ki khani kis ko btaoon


hume kahani na bata hum to tere dil me rehte hai,....

tujhe pata ho na ho teri her bat teri dharken mujh se kehti hai,....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #218 on: May 30, 2005, 12:48:27 AM »
Reply with quote
tujhe pata ho na ho teri her bat teri dharken mujh se kehti hai,....
Tu chahe ahi durr mujh s lekin teri rooh mujh mein basti hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #219 on: May 30, 2005, 09:48:55 PM »
Reply with quote
Teri Yadoon k haseen palon mein mein bhi hoon ga
tere chahne walon mein s mein bhi aik hoon ga
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #220 on: May 31, 2005, 04:17:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "fakharenaveed"
Teri Yadoon k haseen palon mein mein bhi hoon ga
tere chahne walon mein s mein bhi aik hoon ga



tujhe yaad kare to kare kaise tu hai humare dil me basa,.....


tu mane na mane to hai mere liye jane na jane koi janta hai khuda,...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #221 on: June 01, 2005, 01:21:16 AM »
Reply with quote
jaan tu nikl gi hai jab tu bichra hai
nahin is dil ko chain jab s tu bichra hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #222 on: June 01, 2005, 11:24:01 PM »
Reply with quote
Zindagi kisi ki mohtaj nahin hoti
dosti sirf jazbaat nahin hoti,
kuch to kyal ayay ho ga Kuda ko varna
yunhi App ki hum se mulaqat na hoti
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #223 on: June 02, 2005, 09:49:28 PM »
Reply with quote
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar,
Tere lab par khilenge muskaan bankar,
Kabhi hamein apne se juda na samajhna,
Hum tere saath challenge aasmaan bankar.


dard kafi hai bekudhe ke liye,
maut zaroori hai zindagi ke liye,
kaun marta hai kisi ke liyae ,
hum to zinda hai sirf aap jaise ,
chahanewala ke liye!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #224 on: June 03, 2005, 08:22:02 PM »
Reply with quote
Fulon se hasna, jhulo me jhulna,

koi dusra dost mile to hame hame na bhulna,

DOST ek afsana hai,,

bhul gaye to sapna hai,

yaad kiya to apna hai...!!
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 01, 2024, 04:31:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]

[October 29, 2024, 06:05:52 AM]

[October 27, 2024, 11:20:13 AM]

[October 27, 2024, 11:11:07 AM]

[October 27, 2024, 10:00:45 AM]

[October 27, 2024, 09:34:15 AM]

[October 19, 2024, 08:53:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8504 Real Poets and poetry admirer