fakharenaveed
Guest
|
«Reply #255 on: June 23, 2005, 06:14:14 PM » |
|
Khoob Aaj Unhoon Ney Sila Diya hai Naveed Jo Khud Keh Rhay Thay K hum KO yaad Kia kroo
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #256 on: June 24, 2005, 06:45:27 PM » |
|
Meri Zindgi K char pal kitney sohanay thay In mein kuch khaas sapnay ane thay
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #257 on: June 25, 2005, 02:44:35 AM » |
|
Aaj Is Bewafa Hasti Ko Pyar KRna Sekha DOON ga PYar Mein Us kO jeena Pyar Mein us Ko Mrna Seekha doon ga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #258 on: June 25, 2005, 06:53:32 PM » |
|
Wah Re Mere Dil Bar Tum Ney Kia Khoob Inaam Diya Zindgi Bhar ka Ghum MEre tum Ney Hai Naam Kiya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #259 on: June 26, 2005, 08:50:01 PM » |
|
Hum Ko Aaj Buhat Khumar Cha Rha Hai tere Pyar S Aaj Sab Kuch Acha Lagne Laga Hai Mujhy Tere Pyar S
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #260 on: July 02, 2005, 12:48:20 PM » |
|
Aaj Jo Lout k aya hoon tu yehi dua hai aap sab khus rhoo bas yehi Muda hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #261 on: July 03, 2005, 01:16:09 AM » |
|
Shaab e Larzaan Mein Phir S Ek Awaz Sunai Di Hai Hum Ko Us K Ane kI Aahat Phir s Sunai Di Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #262 on: July 03, 2005, 09:37:03 PM » |
|
Aaj Is Sohani Raat Ko Tere Naam Kr Rha hoon Aaj Phir Ek Ghzal Tere Naam S Shuru Kr Rha hoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
vaibhav7143
Guest
|
|
«Reply #263 on: July 04, 2005, 04:30:38 AM » |
|
HAR EK MUSKRAHAT MUSKAAN NAHIN HOTI MOHAABT HO KE NAFRAT AASAN ANHIN HOTI AANSOO GHUM KE HOON YA KHUSHI KEH HOTEY HAIN AIKJAISEY IN ANSOONON KI KOI PEHCHAAN NAHIN HOTI E mere qatil sanam mujhko na barbad karo bhool kar mujhko tum ghar apna aabaad karo aaj puchte ho sabab mujhse mere aansoonon ka jaan jaaoge bas apni khatayen yaad karo. :D :D :D :D :D
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #264 on: July 04, 2005, 10:57:35 PM » |
|
Aise mai Jee raha Hoon teri Kami Ke Saath Ho Koi Kaam jese yunhi Berukhi Ke Saath
Yun do Qadam chalke He tumne badal li Rahen Kya door Tuk Chalen Gey ab Hum kisi ke saath
Na Jaan Paye Log Na Tumko Khabar Hui Toota hey mera dil Bohat Aahistagi ke Saath
Koi Jaanwar bhi kerta nahi aisa salook kerta hey jo aadmi kisi aadmi ke saath
Uski baqa ki yaron tum bhi Dua karo hon door tuk andhere jis roshni ke saath
her lamhe lub pe rehti hey muskurahat ghum ko chupa liya hey maine hansi ke saath
Dekhte he usko Asif, nazren na hut saki mehfil mai aayi wo kuch is saadgi ke saath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #265 on: July 05, 2005, 07:46:23 PM » |
|
Bars Rhi Hai Aaj Ghta Poori Aabo Taab k Saath Jiasey Hain Sitray Aaj Ki Raat Chaand K Saath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #266 on: July 06, 2005, 06:39:59 AM » |
|
Kaali ghatay chaayi teri yaad aayi bijli ne chamak dikhayi teri yaad aayi thandi chali purwayi teri yaad aayi chhajo jo meha barsa phir teri yaad aayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
fakharenaveed
Guest
|
|
«Reply #267 on: July 06, 2005, 07:12:58 AM » |
|
Hum Bhool Gaye Hain har Us Pal Ko Jo Saath Beeta Aab Tu Hi Bata "Naz" Us Ki Judai Main Kaise Jeeta
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
|