Saba_Saba
|
«Reply #300 on: July 30, 2005, 12:05:49 PM » |
|
Badle ga rang aasman gar shokhi ka Bars jaye ga paani bhi masti ka Milenge dil is baraste paani me Leke roop do paagal panchhi ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #301 on: August 01, 2005, 02:16:41 PM » |
|
Wafa Ki Reet Nibhna Itni Bhi Asaan Nahin Hai "Faree"
Yeh Tu Hai Aise Hi Jaisay Darya K Kinaroon ka Aaps Main Milna Reet hum kya nibhayenege wafa ki is zamane me Lagi hai kinti muddate duur hokar paas aane me
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #302 on: August 02, 2005, 06:58:36 PM » |
|
Paas Aakar Woh Mere Dil Me Samane Lagi Mere Zakhmo Pe Woh Marham Lagane Lagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #303 on: August 03, 2005, 04:22:30 AM » |
|
Woh muskurata hua jab idhar se guzrega, Na jaane kaun sa manzar nazar sey guzrega.
Yeh raat jagti aankhon mein kat nahin sakti, Agar na din ka payambar idhar se guzrega.
Tamaam umrr andhera nahin hai kismat mein, Kabhi to chaand hamarey bhi ghar sey guzrega.
Khade hain hum wahan jism mom ka lekar, Dahekti aag ka dariya jahan sey guzrega.
Yeh zard pedon key pattey bata rahe hain aaj, "FaReE" ab bahar ka mausam idhar sey guzrega !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #304 on: August 03, 2005, 03:41:53 PM » |
|
Fareee.......... Bohat khuub............ Keep it up
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #305 on: August 07, 2005, 10:21:06 PM » |
|
Thank You Saba Saba
Mujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har Pal
Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun Karoon
Aman Ko Mere Chot Lagay gi Gar Tu Na Mili Mujhe
Tujhe Apna Bana ne Ki Phir Dua Kyun Karoon
Teri Masoomiyat Ko Rab Ne Banaaya Hai Mohabbat Ke liye
Tujhe Na Chahne Ki Phir Main Khata Kyun Karoon
Farishtay Bhi Tadap Jaatay Hain Jab Teree Aankh Se Ashk Chalaktay Hain
Yeh Dard Tujhe De ker Main Koi Gunnah Kyun Karoon
Teri Meri Qismat Ki Raahain Hain Judaa Judaa
Main Phir Tera Banjanay Ki Aarzoo Kyun Karoon
Meri Hathoon Ki Lakiroon Mein Nahi Hai Naam Tera
Main Tera Naam Apne Naam Se Milanay Ki Justajoo Kyun Karoon
Meri Baatain Tere Dil Mein Hamesha Bass Jaati Hain
Is Baat Ki Khabar Rakh Kar Main Koi Guftagoo Kyun Karoon
Batoon Batoon Main Benaam Fasaanay Banjaate Hain
Aur Aisi Adhuri Kahaani Ko Main Shuroo Kyun Karoon
Joo Bhi Jazbaat Hai Dil Mein Dil Tak Mehfooz Hain
Yeh Bataoo Ke Main Unka Zikar Dubara Kyun Karoon
Mana Ke Mohabbat Bhari Nazar Dil Par Gehra Asar Karti Hai
Usay Pyaar Se Dekh Ker Us Par Koi Jaadoo Kyun Karoon
Mere Liye Yeh Mumkin Nahi Ke Main Tera Banjaoun Kabhi
Lekin Main Tujhse Mohabbat Ka Izhaar Kyun Karoon
Itna Dukhaaya Dil Ko Tunay Mere, Itna Rulaaya Hai Mujhe
Sub Kuch Sahoon Phir Bhi Tujhse Bay intiha Pyaar Kyun Karoon
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #306 on: August 09, 2005, 05:21:33 PM » |
|
Chah kar bhi na tujhe bhool paau mai Bata mujhe rehta hai tera intezar kyu ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #307 on: August 09, 2005, 05:31:27 PM » |
|
very nice saba.......................naveed................ .
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #308 on: August 13, 2005, 06:24:07 PM » |
|
very nice saba.......................naveed................ . Thank you Waheed .......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #309 on: August 17, 2005, 08:08:21 PM » |
|
Thank You Waheed
Hum Tu Dil Ka Haal Yunhi Byaan Krtay Rhay Hain Woh Hain K Humray Dard-e-Dil Ka Aafsana Bna Gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #310 on: August 18, 2005, 09:21:48 PM » |
|
Mujhy Bhi Tu Usi Ka Intezar Rehta Hai Jo Mere Dil Main Har Pal Bsa Rehta Hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #311 on: August 20, 2005, 05:50:47 PM » |
|
Hum Tu Dil Ka Haal Yunhi Byaan Krtay Rhay Hain Woh Hain K Humray Dard-e-Dil Ka Aafsana Bna Gaye
Abhi to ibteda hai safar ki aye dost Abhi to aur bhi fasaane banege Abhi aur aayengi mushkile raah me Abhi aur gum uthane padenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #312 on: August 21, 2005, 03:59:05 AM » |
|
Hum Tu Dil Ka Haal Yunhi Byaan Krtay Rhay Hain Woh Hain K Humray Dard-e-Dil Ka Aafsana Bna Gaye
Abhi to ibteda hai safar ki aye dost Abhi to aur bhi fasaane banege Abhi aur aayengi mushkile raah me Abhi aur gum uthane padenge Wah Saba Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #313 on: August 22, 2005, 06:22:08 PM » |
|
Thanxxxxxxx a lot .............. Faree........ Aye ishq tera naam leke jeete hai Teri hi simt hum safar ko nikalte hai Tu ne kiye hai barbaad kite shajar Ke premi teri raah me bicharte hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandeepparker
Guest
|
|
«Reply #314 on: August 25, 2005, 05:07:28 AM » |
|
bahut khoob saba... Yeh main bhi kiya hun use bhool kar ussi ka raha Kay jis kay saath na tha,humsafar ussi ka raha.... Bohat see khushiyaan meri barishoon main bheegi hain Main kis tarah kahun umar bhar ussi ka raha...... nm
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|