FAREE
Guest
|
«Reply #315 on: August 25, 2005, 07:31:06 PM » |
|
Saba & Sandeep Good Yaar
Mita de apni Husti ko Agar doh Martba Chahe..... Ke Dana Khak may Milkar Gul-e-gulzar hota hay.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #316 on: August 27, 2005, 06:46:22 PM » |
|
Thanxxxxxxxxx Sandeep Ji....... :oops: Faree Mit jaayenge woh ishq ki rah me SABA Jo dil me mohabbat ke phool sajayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
love_enough
Guest
|
|
«Reply #317 on: August 28, 2005, 04:53:41 AM » |
|
kash ki bagwan ne hamein kitaab banaya hota wo padte-padte so jate aur sine se lgaya hota
wafaoon ka sila hamein youn cukana pada ke ro ro ki bhi hamein muskurana pada
kas mein gahda hota pani se bhara hota lag ke uski kamar se uski bahoon mein pada hota
raj-e-dil chupa rakha hai tujhe ruswaii se bacha rakha hai log jate hai kaba,kasi hamane to apane dil me tere pyaar ka mandir bana rakha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #318 on: August 29, 2005, 07:34:36 AM » |
|
" MOULA KASAM TUMNE KYA MAHOBAT BANAI DEKH SABIT KIYA AAUR TERI HI KSAM KHAI". All the da buddies are abslutely well doing , keep it up LOVE:-) LOVE LOVE:-) LOVE LOVE:-) LOVE:-) Dont be misguided dere r few smiles in love n a lot of tears "THORI HAI KHUSIYAN BESHUMAR HAI GUM"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #319 on: August 29, 2005, 07:29:12 PM » |
|
Likho toh paigam kuch aisa likho, ke kalam bhi rone pe majbur ho jaye, harr labz mein woh dard bhar do ke parhne wala pyar karne par mujboor ho jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #320 on: August 30, 2005, 06:34:07 AM » |
|
KE PAYGAM AAISA KIA LIKHU KE PAD KAR JISKO SANAM RO JAYE AARE RULANE KO TO LOG HAI LAKHON HUMNE KI HAI KOSHISH KE HUMARI PANTIYA PAD KAR EN ROTE HUE YARRON KO HASI AA JAYE.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #321 on: August 31, 2005, 09:06:14 PM » |
|
Rona ,Hansna ,Dukh,Sukh Sabhi Tu Zindgi Hain" Faree" Kia krein Woh Bhi Tu Mere Liye Sabhi Zindgi Hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #322 on: September 02, 2005, 01:42:03 PM » |
|
Ek muskaan hai ek jumbish honto ki Lekin yehi jumbish kabhi dil tod deti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
FAREE
Guest
|
|
«Reply #323 on: September 06, 2005, 09:24:14 PM » |
|
Mein kis se miloon koi bhi dil ko bhata nahi yeh zindage abb apni,dora hai per khari hai
khuloos dil se nibhaen jo koi ehad karein yeh log kaise zamane talash kerte hain
muddaton un ko fakat un ko satane ke liye geet gaye dil aashufta nawa ne aae dost
dil gawara nahi kerta hai shikast umeed har tagafal pe nawazish ka guman hota hai
ilahi bhej de aise mein jaan tamanna ko sakoot shab ka satana hai aur dil ki kahani hai
woh yun dil se guzarte hain ke aahat nahi hoti woh yun awaaz dete hain ke pehchani nahi jaati
dil apni khirkanon ko chupa jaye kis tarah pehle pehal ka khat likhna jae kis tarah
bharne ko teri mang mein zar-taab keh-kashan mein apne dil ko dard se bharta chala gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #324 on: September 20, 2005, 06:41:20 AM » |
|
KhuuB
Ek lamhe ne ki hai saazish yaaro.n usey dekha to bas dekhte chale gaye Us ke chehre pe nazre jam si jaati hai Yeh gunaah hum kayi baar kiye chale gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirbhay
Guest
|
|
«Reply #325 on: September 20, 2005, 08:00:10 AM » |
|
Isq se bekhudi aaur bekhudi ke ye kadam Chalo is bekhudi se zara paas aaye tum aaur hum tere gunaah ko ek hasin fasana kahengien hum kiuki ye gunaah to aksar karte rahte hai hum JAI SHREE KRISHNA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #326 on: September 23, 2005, 08:25:56 PM » |
|
Bohat KhuuB Nirbhay Ji
Yeh ishq ki aag jab lag jaati hai sab hosh-o-hawas sang le jaati hai tab aati hai yaadein meethi meethi aur dil ko gudaz kar jaati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Saba_Saba
|
|
«Reply #327 on: September 26, 2005, 05:26:33 PM » |
|
Kya likhu tumhare naam zindagi Tumhi to ho ehsaas-e-zindagi Sheher-e-butaa.n me aake bohat pachhtaye Kaash chhuta na hota tumhara saath zindagi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #328 on: September 26, 2005, 05:40:12 PM » |
|
wah bahoot khoob nirbhay and Saba!!! app dono ne bahoot hi acha likha hai!!!
bahoot achi lagi apki yah lines: Kya likhu tumhare naam zindagi Tumhi to ho ehsaas-e-zindagi !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|