***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 41685 times)
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #45 on: January 12, 2005, 05:22:19 PM »
Reply with quote
Nice sadiqa Ji!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
fakharenaveed
Guest
«Reply #46 on: January 12, 2005, 11:10:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "SADIQA JAWED"
hmm hmm ...wah kia bat ha... too khool every one Usual Smile



tumhari ankhoon kay surkh dooray

woh baat kehnay kay muntazar hain

jo tum nay aub tak nahin kahee hai

magar tumhain kuch khabar nahin hai

tumhara chera ik aeena hai

keh jis pe likee shikasta dil ebartoon nay

bohat se batoon ko bin kahay bhi

humari ankhoon se keh dya hai

WOWWWWWWWWWWW

SADIQA JEE THANX FOR THIS

YOU R REALY GR88888
Logged
tanzeela
Guest
«Reply #47 on: January 13, 2005, 12:26:40 AM »
Reply with quote
sadiqais not sent here herown poetry i have checked her

kaise btaoon tum koun ho
jeevan ka tum sangeet ho
dhrknoon ka deep ho
tum zindgi tum bandgi ,tum roshni, tum tazgi
har khushi tum ,tum preet ho man meet ho
tum hi tusab kuch mere ho
aankhoon mein tum yadoon mein tum
aainoon mein tum ,shisha e dil mein tum
khwaboon mein tum
kasie btaoon mein mere liye tum koun ho?
tum ho meri har baat mein
tum subha mein ,tum sham mein
soch mein tum kaam mein tum
mere liye pana tum mere liye khona tum
mere liye hansna bhi tum ,mere liye rona bhi tum
            mein hoon wohi tum ho wohi
            kasie btaoon tum ko tum bin mein kuch bhi nahin
yeh jo tumhara roop hai--------yeh zindgi ki dhoop hai
sheeshe k jaisa aang hai-------phoolon k jaisa rang hai
            kasie btaoon tum koun ho
nadioon k jaisi chaal hai, kia husan hai kia khal hai
yeh ngrian hain khwab ki
kasie btaoon mein tumhein haalt dil e betaab ki
mere liye emaan ho -----mere liye ebadat ho
tum hi meri chahat ------tum hi mera armaan ho
tum hi woh taswer ho
tum hi meri taqdeer ho
tum hi sitra ho mera-------tum hi nizara ho mera
sarey mere jeevan mein tum
har pal mein tum ,har chal mein tum
mere liye rsta bhi tum-------mere liye manzil bhi tum
mere liye saghir bhi tum---mere liye saqi bhi tum
tum hi meri pehchaan ho
tum hi meri jaan ho
kasie btaoon  mere liye tum hi aik "NAZ" ho
Logged
tanzeela
Guest
«Reply #48 on: January 13, 2005, 01:01:54 AM »
Reply with quote

koi manzil nahin koi musafir nahin
is rahe ulfat mein koi chahat nahin
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #49 on: January 13, 2005, 09:26:40 PM »
Reply with quote

tanee what`s this honey
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #50 on: January 13, 2005, 11:33:36 PM »
Reply with quote

HALAKET KHEZ HEY ULFAT MERI HER SANS KHOONI HEY,,,
ISI BAIS YE MEHFIL QABROON KI SI SONI HEY,,,
MAIN USY RANGEEN PHOLOON KA ZAHRELA HAR DETA HOON,,,
MAIN JIS SEY PYAR KERTA HOON USY MAR DETA HOON...
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #51 on: January 14, 2005, 12:36:00 AM »
Reply with quote

Tum yeh kehti ho main tanhaiee se kyun darta hoon Tau suno...
Jab main tanha hota hoon, tau teri yaadein aati hain Ab tum yeh kaho gi...
 Tau tum mujhe yaad nahi karna chahtay?
Baat yeh nahi hai Baat yeh hai kay Teri yaadein meri jaan le lein gi Tau tum maut se darte ho? Baat yeh bhi nahi hai Baat yeh hai keh agar main marr gaya tau Teri yaadein kis ko talaash karein gi
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #52 on: January 14, 2005, 03:30:04 PM »
Reply with quote
wah!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #53 on: January 14, 2005, 03:57:19 PM »
Reply with quote
wow excellent work all...............  :lol:
Logged
tanzeela
Guest
«Reply #54 on: January 15, 2005, 12:28:28 AM »
Reply with quote
wah wah wah  wah
Logged
Tosha
Guest
«Reply #55 on: January 15, 2005, 12:38:20 AM »
Reply with quote
bahut khoob tanzeela!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #56 on: January 15, 2005, 02:03:59 AM »
Reply with quote

HUMARI KOI TAREEF HI NAHIN AUR BAS TANZEELA


 WOWWWWWWWWWWWWWWW

YEH JHOOTI DUNIYA
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #57 on: January 15, 2005, 04:23:35 AM »
Reply with quote
Waaah Good!!!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #58 on: January 15, 2005, 05:44:02 AM »
Reply with quote
reallt nice work all....beautiful
fakhar acha likha hai buhat
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #59 on: January 15, 2005, 08:06:16 AM »
Reply with quote
thanx!!!
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:43:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer