***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 ... 29 30 31 32 [33] 34 35 36 37 ... 40
ReplyPrint
Author  (Read 41982 times)
FAREE
Guest
«Reply #480 on: January 18, 2007, 09:00:20 PM »
Reply with quote







"Woh na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi,
Unse milne ki tamanna sukun tabah kar gayi,
Zazba-e-wefa yun aakhen nam kar gayi,
Intezaar mein unke tamam raat guzar gayi,
Aahat hui socha asar dua hamari kar gayi,
Darvaja khol kar dekha to mazaak humse hawa kar gayi".






Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
FAREE
Guest
«Reply #481 on: January 19, 2007, 07:10:13 PM »
Reply with quote






"Yaad mein teri dil ka tadapna kam nahi hota,
Masoom dil ka intezaar kabhi katam nahi hota,
waqt-bewaqt bhar jati hai yeh akhen,
Kyonki yadoon ka koi mausam nahi hota"







Logged
Roja
Guest
«Reply #482 on: January 20, 2007, 02:13:38 AM »
Reply with quote
Kerye-jaha.n main koyee phool khilane aaye
Wo mere dil pe naya zakham lagane aaye

Mere veraan dharijho main bi khushoo jage
Wo mere ghar ke dharo-bham sajane aaye

Sse ek bar toh rootu mai ussee ki maanith
Aur meri tarah se wo mujhko manane aaye

Essee khuche main kayee uske shanasa bi toh hai
Wo kisii aur se milne ke bahane aaye

Ab na poochungi mai khoye huwe kwaabon ka pata
Wo agar aaye toh kuch bi na bathane aaye

Japth ki, shehere-panaho ki, mere malik kair
Gam ka sailaab agar mujhko bahane aaye
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #483 on: January 20, 2007, 02:51:31 AM »
Reply with quote







Na Socha Tha Kabhi Hamne,
Na Mana Tha Kabhi-
Mohabbat Me Dil Dhadkega,
Ki Aayega Ajanabi.


Yu Mohabbat Barsayi,
Tufan Uthaya Hai-
Dua Lagi Jane Kiski,
Jo Tujko Hamne Paya Hai.....






Logged
Roja
Guest
«Reply #484 on: January 20, 2007, 01:58:08 PM »
Reply with quote
Khu-ba-khu failgayee bath ... shanasayee ki
Usne khushboo ki tarah meri ..pajirayee ki
Kaise keh du ki mujhe chod diya hai usne
Bath toh sach hai, magar
Baath hai ruswayee ki
Wo kahee bhi gaya, lauta toh mere pass aaya
Bas yahi bath hai acchi mere herjaye ki
Tere pehlu tere dil ki tarah abaad rahe
Tujh pe guzre na kayamat shabe-tanhayee ki
Usne jalthi huyee pareshani per
Jab haath rakha
Ruh tak aa gayee, tasir ... masihayee ki
Ab bi bersath ki raaton main badan toot.ta hai
Jaag ut.thi hai ajab kwayishon ... angdayee ki...!!
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #485 on: January 20, 2007, 08:29:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Khu-ba-khu failgayee bath ... shanasayee ki
Usne khushboo ki tarah meri ..pajirayee ki
Kaise keh du ki mujhe chod diya hai usne
Bath toh sach hai, magar
Baath hai ruswayee ki
Wo kahee bhi gaya, lauta toh mere pass aaya
Bas yahi bath hai acchi mere herjaye ki
Tere pehlu tere dil ki tarah abaad rahe
Tujh pe guzre na kayamat shabe-tanhayee ki
Usne jalthi huyee pareshani per
Jab haath rakha
Ruh tak aa gayee, tasir ... masihayee ki
Ab bi bersath ki raaton main badan toot.ta hai
Jaag ut.thi hai ajab kwayishon ... angdayee ki...!!
[/color]







Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko,
Chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko.
Chalega mehfil me jab zikr hamara koi,
To tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko






Logged
Roja
Guest
«Reply #486 on: January 21, 2007, 03:05:30 AM »
Reply with quote
Dhurr ho jaane se rishte nahi toot.the
Na hii sirf pass rehnese Jud.they
Yeh toh Dilon ke bandhan hai... Isliye
Hum Tumhe Aur Tum Hamein Nahi Bulate..!!

[/color][/size]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #487 on: January 21, 2007, 11:13:10 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Dhurr ho jaane se rishte nahi toot.the
Na hii sirf pass rehnese Jud.they
Yeh toh Dilon ke bandhan hai... Isliye
Hum Tumhe Aur Tum Hamein Nahi Bulate..!!

[/color][/size]







"Chahat se muqquder waqkif nahi hota,
Ummeedo ka safar kabhi pura nahi hota.
Woh kahte hai humse ki,jazbato ko kar do dafan,
Par kya kare in ashhko ka rukna kam nahi hota.
Duniya ke kahne par chod to de hum chahna tumhe,
Par chahana kisi ke haath nahi hota.
Bhulane ke liye apna gum jam ko hoton se lagaya,
Par judai ka yeh derd tab bhi khatam nahi hota.
Yun to lakho ne ishq ke ehsas ko panno par hai utara,
Par har koi yaha shayar nahi hota."






Logged
FAREE
Guest
«Reply #488 on: January 22, 2007, 10:31:45 PM »
Reply with quote







Aap se hum dur hokar hogay manzil se dur.
Dil ki kasti hei bahwar mei aur hum saahil sei
Kya pata kuch aap ko uski khabar hei ya nahi ..
Mit raha hei koi ab bhi apki mehfil se dur..






Logged
FAREE
Guest
«Reply #489 on: January 23, 2007, 07:11:10 PM »
Reply with quote







Bina chot khaye ehsaas nahi hota,
Har koi dunia mein khash nahi hota,
Magar jiski aarzoo dil se hoti hai,
Wahi saks hamare pas nahi hota.






Logged
Roja
Guest
«Reply #490 on: January 24, 2007, 02:54:33 PM »
Reply with quote
Chahenge lakhon bar, ye dastoor na tootega
Pehle bhi dil toote they, ab bhi dil tootega
Koshish karke dekh lo, ishq ka aalam dushman hai
Yaha toh apne bhi, bari bari rootenge..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #491 on: January 24, 2007, 07:14:44 PM »
Reply with quote








Woh na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi,
Unse milne ki tamanna sukun tabah kar gayi,
Zazba-e-wefa yun aakhen nam kar gayi,
Intezaar mein unke tamam raat guzar gayi,
Aahat hui socha asar dua hamari kar gayi,
Darvaja khol kar dekha to mazaak humse hawa kar gay





Logged
Roja
Guest
«Reply #492 on: January 25, 2007, 04:58:42 PM »
Reply with quote
[/color]Mar-mar kar jeena padta hai
Na rahi kwayish ab aur jeene ki
Nahi milta jaam, mila hai lahu
Na rahi kwayish ab aur lahu pine ki
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #493 on: January 25, 2007, 09:54:27 PM »
Reply with quote







Chehre pe ashko ki lakeer si ban gayi
Jo na chaaha tha wo takdeer si ban gayi
Humne to chalaayi thi ret pe ungli
Gaur se dekha to unki tasveer si ban gayi.






nm
Logged
Roja
Guest
«Reply #494 on: January 26, 2007, 10:37:19 PM »
Reply with quote
Sitamgar ki kwayishon , kya kya poori karu
Ser pane hi hathon, kalam kaise kar du

Salon intezar main guzare hai maine
Umeed rehte "Faree", tyaag kaise kar du

Kambagat waqt ne kate hai, kahan lakar mere haath
Aalam se jang ka, yelaan kaise kar du

Laga rahe hai mehendi, wo mere khoone-jigar ki
Ab jaano jigar sanak ko intezar kaise kar du?

[/color]
Logged
Pages: 1 ... 29 30 31 32 [33] 34 35 36 37 ... 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:22:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer