***** MERI ZINDGI K NAAM ******

by fakharenaveed on December 28, 2004, 11:45:55 PM
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 40
ReplyPrint
Author  (Read 41974 times)
Roja
Guest
«Reply #510 on: February 04, 2007, 10:26:31 AM »
Reply with quote
Koshish karte hai tujhe pane ki
Har dar se laute hai tera fariyaad lekar
Raat bar barse hai mere sehar main badal
Kahi tum roj toh nahi mujhe yaad karte?
[/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaana tera zindgi dusra naam hai by vikas2210 in Shayri-E-Dard
Zindgi tere naam likh dete hain by mistufer in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindgi Hum Apni unke Naam by Sanjeev kash in Miscellaneous Shayri
Zindgi maine jis k naam ki hai. by er.pushpendra1 in Shayri-E-Dard
TUMHEN ZINDGI NAAM SE PUKAARAA by surindarn in Shayeri for Dard -e- Bewafai
FAREE
Guest
«Reply #511 on: February 04, 2007, 09:28:34 PM »
Reply with quote






Pyaar Bohut Hai Tum Se Jana,per Ezhaar Nahi Karte
Meri Chup Se Yeh Na Samajhna, Tum Se Pyaar Nahi Karte


Apni Aankhein Tu Har Lamha,teri Raah Hi Takti Hein
Or Tum Pagal Yeh Kehte Ho Hum Intizar Nahi Karte

Tum Kaho Tu Sub Kuch Apna Sonp Doon Tum Ko Lamho Mein
Jitna Tum Pay Hai Bharosa Humein,khud Pa Bhi Yaar Nahi Karte


Dard Dil Ko Aaise Milley Hein,rooti Rehti Hein Aankhein
Warna Hum Sub Seeh Lete , Ankhein Asshkbaar Na Karte







Logged
FAREE
Guest
«Reply #512 on: February 05, 2007, 08:41:26 PM »
Reply with quote







Hum teri nazar ko nazar na kar paaye,
Khata ho gayi jo teri kadar na kar paaye,
Humne to kab ka izhaar kar diya tha nigaaho se,
Bas aap us nazar ki khadar na kar paaye ...






Logged
FAREE
Guest
«Reply #513 on: February 06, 2007, 08:16:45 PM »
Reply with quote







agar mujhay tum mil jao!
bohat mumkin hai,
mairay rastay aur paon kay!
kantay nikal jain,
jahan ab rait urti hai,
wahan taza phool khil jain,
mairay rastay main anay walay,
woh sab pathar hat jain,
to dhaikhtay hain hum khawab,
sab tabiron main badal jain,
yeh raat aur din badal jain,
andaishay sab tal jain,
yeh sab kuch mumkin hai jana!
agar hum tum mil jain!
bohat udas hai sumandar!
bohat preshan hai yeh sahil,
bohat tanha hai sehra zindagi ka!
tab aisa kuch nahi ho!
agar mujhay tum mil jao!
yeh khawahish hai humari,
yeh arzoo hai humari,
tum zindagi ho humari,
tum bandagi ho humari!
sab adhuray khawab sach ho jain,
agar mujhay tum mil jao!
agar mujhay tum mil jao!










Logged
FAREE
Guest
«Reply #514 on: February 07, 2007, 07:19:23 PM »
Reply with quote








Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,

Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,

Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,

Kisi Ko Dhke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya.









Logged
Roja
Guest
«Reply #515 on: February 07, 2007, 11:36:58 PM »
Reply with quote
Naye aashiyane ki, shuruaat toh dekh
Dekh aaj zalim "Faree", barsaat toh dekh

Bhoond-bhoond yaani, barbaad kishton main ho rahi hu
Kala kafan uda rahi raat ko dekh

Ashq gam aur majboori bebasi
Hamare hisse aaye, saugaat toh dekh.. sad5
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #516 on: February 08, 2007, 01:48:02 AM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Naye aashiyane ki, shuruaat toh dekh
Dekh aaj zalim "Faree", barsaat toh dekh

Bhoond-bhoond yaani, barbaad kishton main ho rahi hu
Kala kafan uda rahi raat ko dekh

Ashq gam aur majboori bebasi
Hamare hisse aaye, saugaat toh dekh.. sad5
[/color]







Har ashq ka matlab gam nahi hota,
Duriyo se pyar kam nahi hota,
Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,
Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota.

* * * * * * * * * * * * * * * * * * *










Logged
FAREE
Guest
«Reply #517 on: February 09, 2007, 11:19:12 AM »
Reply with quote







Waqt guzarta raha, par sanse thami thi,
Muskura rahe the hum, par ankho mein nami thi,
Saath hamare ye jahan tha sara,
Par naa jaane kyun tumhari hi kami thi










Logged
FAREE
Guest
«Reply #518 on: February 10, 2007, 07:05:26 PM »
Reply with quote








tere chehra, mehphil me phir najar aayaa.
humkho jeene me, phir majaa aayaa.
phir tere aankho se, shaam phee hamne.
phir wohi, pehle sa nasha chaayaa.









Logged
Roja
Guest
«Reply #519 on: February 11, 2007, 03:03:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "FAREE"





tere chehra, mehphil me phir najar aayaa.
humkho jeene me, phir majaa aayaa.
phir tere aankho se, shaam phee hamne.
phir wohi, pehle sa nasha chaayaa.







wah wah Faree ji.. bahut khoob... wah wah
Daad hazir hai kabul farmayiyega..
Logged
Roja
Guest
«Reply #520 on: February 11, 2007, 03:05:15 AM »
Reply with quote
Mohabbat toh hai do dilon ka tarana
Mohabbat toh hai pak ruhon ka sangam
Agar ruhein aapas main mil jaye saathi mere
Toh dunia mohabbat ko sajda karegi..
[/color]
Logged
FAREE
Guest
«Reply #521 on: February 11, 2007, 03:22:21 PM »
Reply with quote







tere chehra, aankho me basaaye baithe haiN.
is terhaa duniyaa se, tere tasweer cheepaaye baithe haiN.
vo na beha jaaye, chasm se aansoo banker.
is leye hum apnee aankh ke, aansoo sukhaaye baithe hain.










Logged
FAREE
Guest
«Reply #522 on: February 11, 2007, 07:46:24 PM »
Reply with quote








Yaadein teri rakhkhi hai sambhalkar...,
Chhupa ke kanhi iss dil ke andar...;
Murat basaayi hai teri mann mein sajaakar...,
Kabhi muzko bhi gale lagaana kisi roz aakar..!!!









Logged
FAREE
Guest
«Reply #523 on: February 12, 2007, 07:29:41 PM »
Reply with quote








khwahisheN kahaaN kisi ki puri hoti haiN,
sapno ki haqikat to bahot buri hoti haiN..

bichad jate haiN sathi safar-e-jist meiN,
mil na paana to unki majboori hoti haiN..

mehkta haiN unka pyaar ek-duje k sahare,
muskurahat honthoN pe zaroori hoti haiN..

soch nahi sakte ziNdagii ko sathi k bina,
bichadana to dono ki kamzoori hoti haiN..

fir bhi chalte rehte haiN bina kuch soche,
ek-duje k bina ziNdagii adhoori hoti haiN..









Logged
FAREE
Guest
«Reply #524 on: February 13, 2007, 08:35:51 PM »
Reply with quote







Phool wo hai jo khilkar mahekte hai,
Jaam wo hai jo paimaane se chhalkte hai,
Waise to pyaar ke kai naam hai,
Par pyaar wo hai jo aankho se jalkte hai.










Logged
Pages: 1 ... 31 32 33 34 [35] 36 37 38 39 40
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:17:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer