·-·÷±±÷·(TÈRÈ ñååM)·÷±±÷·-·

by Naya_Daur on March 05, 2006, 11:02:42 AM
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 48
ReplyPrint
Author  (Read 26376 times)
HumTum is back
Guest
«Reply #315 on: March 18, 2006, 03:51:34 AM »
Reply with quote
stata hoon jana kyun ke tum se hi pyaar hai
dil mera dekh tere liye beqraar hai
dekho shaam ka wqat hai barsat bhi hai
aur dekho table pe chai bhi tiyaar hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Bin... by Ravi_Dave in Shayri for Khumar -e- Ishq
§ÅÞÑê ±ê®ê ÑÅÅm.. by anu_love91 in Shayri-E-Dard
tere bin by jochahohojayein in Shayri for Dard -e- Judai
kab se tere by cheetah in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #316 on: March 18, 2006, 03:55:56 AM »
Reply with quote
jab dekho chai ka payla chahiye
barsaat mai koi chai banae wala chahiye
janati hu dil apka kitna bekrar hai
sahi bolo kaya baat ajj sarkaar hai
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #317 on: March 18, 2006, 03:58:37 AM »
Reply with quote
raaz ki baat hai sab sun zra kaam idhr lao
dil kehta hai ke aaj tum mere samne baith jao
mein dekhta rahu tumko aur baad mein kahu
jaan ab ik cup aur chai ka bnao tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #318 on: March 18, 2006, 04:02:31 AM »
Reply with quote
janati hu yah chai ka payala ab payaara hai
hum to chahiye sirf banane ke liye
aor ab apke ghar mai kaya kaam hamra hai
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #319 on: March 18, 2006, 04:05:36 AM »
Reply with quote
mazaak pe bhi tu muuh bna leti hai
chai ka nahi tere pyar ka mara hoon
chai  to ik bhana hota hai tujhe bulane ka
jaan lo sanam mein asihq tumhara hoon
Logged
Pooja
Guest
«Reply #320 on: March 18, 2006, 04:07:40 AM »
Reply with quote
janati hu ki ashiq hamre ho
sirf khana khane ke maare ho
jab bhi koi kaam hota hai tabhi bulaty ho
warna apna sir in kitabo mai se nahi hataty ho
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #321 on: March 18, 2006, 04:12:26 AM »
Reply with quote
pyaar hai tum se bhi lekin kaam bhi karna hai
manager ko roz report dhikata hoon
agartime hota pass to bta deta mein bhi
kitni muhobat hai tum se kitna tume chahata hoon
Logged
Pooja
Guest
«Reply #322 on: March 18, 2006, 04:15:32 AM »
Reply with quote
rahne do ab baaty na banao tum
kaya hai dil mai yah batao tum
kaya ajj phir dosto ko ghar per bulaya hai
kaya hai ajj ka menu apne nahi batlaya hai
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #323 on: March 18, 2006, 05:28:59 AM »
Reply with quote
tere naam kiya ye jaha sara......
tere naam hai zindgi me meri .....
aab to aa ja o pardesi balam....
tere naam kiya her pal maine aapne pyar ka ....
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #324 on: March 18, 2006, 06:04:09 AM »
Reply with quote
Nice...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #325 on: March 19, 2006, 01:18:45 AM »
Reply with quote
ankhon ko kar band, khud ko tere hawale hai kiya
baras ja ban kar sawan, ab na maane yah jiya
lub per mere tera hi naam hai, tujko hi chaha piya
hosh mai nahi ab yah zazbaat, yah tune kaya hai kar diya!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #326 on: March 19, 2006, 03:44:57 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
ankhon ko kar band, khud ko tere hawale hai kiya
baras ja ban kar sawan, ab na maane yah jiya
lub per mere tera hi naam hai, tujko hi chaha piya
hosh mai nahi ab yah zazbaat, yah tune kaya hai kar diya!!!


Yeh karam mera nahi nasha hai pyar ka........
Dil ka Dhadakna anjaam hai tere Ikraar ka.......

Naam tere likha hai Sheyhein se apni hai Ghazal mein.....
Dil ko choro maine toh tere naam ke saath apna naam jor diya.....!!!!!!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #327 on: March 19, 2006, 04:44:34 PM »
Reply with quote
Agar nassha na hota tere hothon mein
Toh madhosh main kaise hota,

Jo hoti na masti in akhon mein
Sharaabi mujhe kaun kehta

Agar saath jo har pal tu mere hoti
Ehsaas tanhai ka kaise hota

Jo waffa ke badle bewafi tu na karti,
Toh aaj JEET naam ka shayar na hota...!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #328 on: March 19, 2006, 04:52:52 PM »
Reply with quote
hi re loko, is larke bada hi be-araam kar dala hai
lassi pilla ker payaar ki mujko, likhta hay shair dard wala hai
jab dekho bewafai ki baaty karta hai
kayun nahi yah bhi payaar -muhaboot likhta hai
khumar-e-ishaq mai kuch to khumar jeet app bhi lao
na is post mai, shayari-e-dard likh kar jao
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #329 on: March 19, 2006, 04:56:16 PM »
Reply with quote
bahut khoob Pooja ji and Jeet bhai.............sach mein chaa gaya Jeet bhai Dard me or Ishq me....bahut khoob.......
Logged
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 ... 48
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 09:12:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer