moHaAbaT,.....

by laaiba on September 09, 2013, 01:12:50 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1176 times)
laaiba
Guest
Reply with quote

 mohabbat
mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

 mohabbat se dil ko milli jazbon ki aagahee c
mohabbat dil ki khushee ek noor kee roshnee c
mohabat hath mein pehni kaanch ki choodee c

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat zindagee kee rahon mein bikhree hai
mohabbat kee chandnee mein mohabbat nikhree hai
mohabbat toh saanson ki rawanee mein bikhree hai

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat ke bin dunia mein kuch bhee nahiN hai
mohabbat ke bin dil mein kahin rehtee kamee hai
mohabbat ke bin dil ki kab aankhon mein roshnee hai

 mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hume Mohaabat Ne Itna Dard Diya Dosto, by muneeb in Shayri-E-Dard
mohaabat by saahill in Share:Love Poetry
Aisa Kya Likhen Jisse Mohaabat Aur Nikhar jaaye "Khwaish" by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
@Kaash
Guest
«Reply #1 on: September 09, 2013, 01:33:20 AM »
Reply with quote
Bahut umda ashaar!
Logged
nashwani
Guest
«Reply #2 on: September 09, 2013, 01:37:52 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

kya kehne laaiba jee..behad khoobsurat..dhero daad..happy9
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: September 09, 2013, 01:47:00 AM »
Reply with quote
waah waah ek rau ke saath dheron duaaen
Logged
laaiba
Guest
«Reply #4 on: September 09, 2013, 02:07:20 AM »
Reply with quote
aap sabkaa shukria,............
sir saini ji bohat bohat shuqria Usual Smile
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #5 on: September 09, 2013, 02:10:34 AM »
Reply with quote
waah waah ... baad e saba si suhaane aur nakhat e gul si lubhaavnee is nazm par apko dheron daad aur mubaarakbaad laaiba ji
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: September 09, 2013, 02:41:36 AM »
Reply with quote

 mohabbat
mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

 mohabbat se dil ko milli jazbon ki aagahee c
mohabbat dil ki khushee ek noor kee roshnee c
mohabat hath mein pehni kaanch ki choodee c

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat zindagee kee rahon mein bikhree hai
mohabbat kee chandnee mein mohabbat nikhree hai
mohabbat toh saanson ki rawanee mein bikhree hai

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat ke bin dunia mein kuch bhee nahiN hai
mohabbat ke bin dil mein kahin rehtee kamee hai
mohabbat ke bin dil ki kab aankhon mein roshnee hai

 mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai



Laaiba Ji Har lafz iss Nazm ka Mohabbat Se Mehka Hua...Bahut Bahut Khooooob...Nihayti Khoobsurat Peshkash..


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley 
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: September 09, 2013, 02:45:30 AM »
Reply with quote
Laaiba Ji Ek Chotti Si Koshish Mohabbat Par Kuch Likhne Ki..

Mohabbat Subahdum Ki Baad e sabaa hai
Mohabbat Khushboo Hai Gungunati Fizaa Hai

Mohabbat Ek Sache Dil Ki Muskaan Hai
Mohabbat Bin Jeena Sirf Nuksaan Hai

Mohabbat Har Dard Ki Jaise Koi Dawa Hai
Mohabbat To  Dil Se Nikli Hui Koi Dua Hai

Mohabbat Ek Jazba Hai, Ek Sunehra Ehsaas Hai
Mohabbat MeN Door Rehkar Bhi Do Dil Paas Hai

Mohabbat Aag Hai Mohabbat Paani Bhi Hai..!!!!
Mohabbat Marte Hue Ke Liye Zindegaani Bhi Hai

"Khwahish" Mohabbat Sabse Mitthi Ek Zubaan Hai
Bin Mohabbat ke Kuch Bhi Nahi Rehta Eh Insaan Hai
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #8 on: September 09, 2013, 03:21:27 AM »
Reply with quote
क्या बात है बहुत ही खूब.

 mohabbat
mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

 mohabbat se dil ko milli jazbon ki aagahee c
mohabbat dil ki khushee ek noor kee roshnee c
mohabat hath mein pehni kaanch ki choodee c

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat zindagee kee rahon mein bikhree hai
mohabbat kee chandnee mein mohabbat nikhree hai
mohabbat toh saanson ki rawanee mein bikhree hai

mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

mohabbat ke bin dunia mein kuch bhee nahiN hai
mohabbat ke bin dil mein kahin rehtee kamee hai
mohabbat ke bin dil ki kab aankhon mein roshnee hai

 mohabbat subahdum ki baad e sabaa hai
mohabbat khushboo hai gungunati fizaa hai

Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #9 on: September 09, 2013, 11:47:33 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #10 on: September 09, 2013, 01:37:52 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Miru;;;;
Guest
«Reply #11 on: September 09, 2013, 02:30:27 PM »
Reply with quote
bahut khoob................
Logged
laaiba
Guest
«Reply #12 on: September 09, 2013, 04:05:42 PM »
Reply with quote
waah waah ... baad e saba si suhaane aur nakhat e gul si lubhaavnee is nazm par apko dheron daad aur mubaarakbaad laaiba ji
shuqria zarra ji ,.............
Logged
laaiba
Guest
«Reply #13 on: September 09, 2013, 04:06:24 PM »
Reply with quote

Laaiba Ji Har lafz iss Nazm ka Mohabbat Se Mehka Hua...Bahut Bahut Khooooob...Nihayti Khoobsurat Peshkash..


 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley 

bohat shuqria khwahish ji aapkaa,...........
Logged
laaiba
Guest
«Reply #14 on: September 09, 2013, 04:07:40 PM »
Reply with quote
Laaiba Ji Ek Chotti Si Koshish Mohabbat Par Kuch Likhne Ki..

Mohabbat Subahdum Ki Baad e sabaa hai
Mohabbat Khushboo Hai Gungunati Fizaa Hai

Mohabbat Ek Sache Dil Ki Muskaan Hai
Mohabbat Bin Jeena Sirf Nuksaan Hai

Mohabbat Har Dard Ki Jaise Koi Dawa Hai
Mohabbat To  Dil Se Nikli Hui Koi Dua Hai

Mohabbat Ek Jazba Hai, Ek Sunehra Ehsaas Hai
Mohabbat MeN Door Rehkar Bhi Do Dil Paas Hai

Mohabbat Aag Hai Mohabbat Paani Bhi Hai..!!!!
Mohabbat Marte Hue Ke Liye Zindegaani Bhi Hai

"Khwahish" Mohabbat Sabse Mitthi Ek Zubaan Hai
Bin Mohabbat ke Kuch Bhi Nahi Rehta Eh Insaan Hai

hamesha ki tarah bohat achee our khubsurat nazm share ki aap ne khwahish ji
bohat c daad,...........
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:23:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer