Mohabbat ek hakikat hai......

by bhambra on June 25, 2005, 07:13:29 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 25145 times)
bhambra
Guest
«Reply #135 on: July 05, 2005, 10:29:33 AM »
Reply with quote
Raaz dil ka dil mein chupate hai woh,
saamneaate hi nazar jhukate hain woh,
baat karte nahi ya hoti nahin,
par shukr hai jab bhi milte hain muskurate hai woh...[NM].....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hakikat mein Gar wo by harashmahajan in Ghazals
hakikat by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Muhabbat ki hakikat by thycreator in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
***HAKIKAT***_________Baadal by baadal102 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Hakikat-e-Fasana by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mrugeshparikh
Guest
«Reply #136 on: July 05, 2005, 11:08:25 AM »
Reply with quote
DIL KI AARZO NAKAM HUI JAATI HAI,
ZINDAGI DARD KA PAIGAM HUI JAATI HAI,
KAISE MUMKIN HAI SAJAA PYAR KI NA MILE MUJKO
HAR SAFAI MERA ELZAAM HUI JAATI HAI.
Logged
mrugeshparikh
Guest
«Reply #137 on: July 05, 2005, 11:19:58 AM »
Reply with quote
ZINDAGI TERE BIN ADHURI HAI,
NA JANE QU TERE MERE BICH YE DOORI HAI,
SOCHTA HOON KABHI BHULADU TUJKO
PAR TERI EK MUSKURAHAT MERI KAMZORI HAI.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #138 on: July 06, 2005, 05:53:56 AM »
Reply with quote
Nice Parikh...


Jaam tutne ka bahaana na kar,
hum toh teri aankhon se peelenge,
tu matt aa lekin aane ka waada toh kar ,
hum tere intezaar mein jeelenge ....[NM]...
Logged
bhambra
Guest
«Reply #139 on: July 06, 2005, 06:12:32 AM »
Reply with quote
"Moti Ho To Bandh Ke Rakh Doo,
Pyar Ko Chupauin Kaise.
Woh Chehra Hai Har Chehra Main,
Us Chehra Ko Bhulauin Kaise." ..[NM].....
Logged
bhambra
Guest
«Reply #140 on: July 06, 2005, 06:14:37 AM »
Reply with quote
Chandni ka noor tujhpe barse,
har koi teri chahat ko tarse.
Tujhe mile itni khushiyan ki
tu ek gam paane ko tarse. .......
Logged
bhambra
Guest
«Reply #141 on: July 06, 2005, 06:16:49 AM »
Reply with quote
Aapke shahar ka mausam suhana lage,
aapki ek shaam chura loon agar aapko bura na lage.
Aap chaahein to bhula dein humko,
par aapko bhulane mein shayad humein zamana lage. ..[NM...
[/i]
Logged
bhambra
Guest
«Reply #142 on: July 06, 2005, 07:09:48 AM »
Reply with quote
Mohabbat ke chirag jalaye baithe hain
Dil to sabhi jalate hain mohabbat main magar,
Hum teri yaad main khud ko jalaye baithe hain
Na jaane kab hogi tumse mulakat
Aankho main ashqo ka sailab liye baithe hain
Kahi mout na aajaye milane se pahle hi,
Tujhase Milan ki aas main daman bachaye baithe hain
Katra Katra jindagi gujar rahi hai bin tere
Mohabbat ka rog dil ko lagaye baithe hain
Kahi khatam na ho jaye jindagi ka ye safar
Is safar ke liye jindagi aur mout shart lagaye baithe hain
Tere aane ka hi hai intezaar sirf is dil ko
Hum to haatho se apni arthi sajaye baithe hain..
Logged
bhambra
Guest
«Reply #143 on: July 06, 2005, 08:40:00 AM »
Reply with quote
MERI ZINDAGI KA HAR SAPNA, AAP SACH KARNE LAGI
AAP JAB BHI HAME DEKHA, HAMARI DUNIYA MUSKURANE LAGI,
YEH ISQ HAI YA DIWANGI MUJHE PATA NAHIN,
LEKIN HAR LAFZ HONTON PAR, APKI MOHABBAT KO PUKAAR NELAGI!
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #144 on: July 07, 2005, 05:35:51 AM »
Reply with quote
unke aane se mausam bhi suhana laga
jab gaye meri zindagi se vo unhe bhulane main phir humko zamana laga
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #145 on: July 07, 2005, 05:39:43 AM »
Reply with quote
na jalao kisiki yaad main khudko
ki tere saath tera dil bhi jaljayega
mehbub rehta hai tera tere hi dil main
kaise phir vo iss aag se bach payega
Logged
bhambra
Guest
«Reply #146 on: July 07, 2005, 07:10:51 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
na jalao kisiki yaad main khudko
ki tere saath tera dil bhi jaljayega
mehbub rehta hai tera tere hi dil main
kaise phir vo iss aag se bach payega


How r u Sandhya? Nice Poetry..
Now this is for u...

Zindagi me hamesha naye log milenge
Kahin pe zyada to kahin pe kam milengy
Aeitbar zara soch kar kerna
Mumkin nahi har jagah Tumhen, HUM milengy.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #147 on: July 07, 2005, 07:30:17 AM »
Reply with quote
Kaaton se bhara mera aashiyaana ho gaya hai
Phoolon ko dekhe to ek zamaaana ho gaya hai

Hansi uski sun kar hoti thi subah meri
Khamoshi se aaj kal dostaana ho gaya hai

Chanchal si aahat uski aati hai khwabon mein
Sona mere liye to bas bahaana ho gaya hai

Thi zinda meri basti uske eh-do-karam se
Bichadne ke baad to ye viraaana ho gaya hai

Kehte hai man ke peena chhod de
Jabki khali mera paimaana ho gaya hai

Sunaata tha haal-e- dil zamaane ko pehle
Ab to ye kissa bhi puraana ho gaya hai.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #148 on: July 07, 2005, 07:56:35 AM »
Reply with quote
i am fine .......app kaise hai.........
thanks...........bhambra ji..................

zindagi ek mehfil ki tarah hoti hai
yahan mulakat har roj naye logo se hoti hai
kisi ke aane se koi farak nahi padhta dil ko
aur kisi ke jaane se mehfil-e-zindagi main veerangi hoti hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #149 on: July 07, 2005, 08:01:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
i am fine .......app kaise hai.........
thanks...........bhambra ji..................

zindagi ek mehfil ki tarah hoti hai
yahan mulakat har roj naye logo se hoti hai
kisi ke aane se koi farak nahi padhta dil ko
aur kisi ke jaane se mehfil-e-zindagi main veerangi hoti hai


U R WELCOME. I AM FINE (PHIR JI?? Shocked )....
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:31:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.159 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer