Mohabbat ek hakikat hai......

by bhambra on June 25, 2005, 07:13:29 AM
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 25297 times)
bhambra
Guest
«Reply #210 on: July 13, 2005, 08:27:59 AM »
Reply with quote
Nice Sandhya, but 1st line me thora confusion hai...

Jab humne unse pucha sapna kya hota hai
toh unhone kaha bandh aankho mein joh apna hota hai
khuli aankhon mein wahi sapna hota hai… .......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hakikat mein Gar wo by harashmahajan in Ghazals
hakikat by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Muhabbat ki hakikat by thycreator in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
***HAKIKAT***_________Baadal by baadal102 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Hakikat-e-Fasana by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bhambra
Guest
«Reply #211 on: July 13, 2005, 09:56:47 AM »
Reply with quote
Kabhi jeene ki tamanna thi, aaj marne ka iraada hai,
Kabhi madhosh the tere pyaar mein,
aaj behosh hone ka iraada hai.
Tere sparsh ko pooja tha maine Khuda ki tarah
aaj unhi yaado par mazaar banane ka iraada hai.
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #212 on: July 14, 2005, 01:30:02 AM »
Reply with quote
zindgi ki hakikt s nzar chura rha hoon
khud ko us ki nzar s gira rha hoon
kiun aisa hai mere hi saath zindgi main
kiun aaj us s phir durr main ja rha hoon
Logged
bhambra
Guest
«Reply #213 on: July 14, 2005, 07:17:56 AM »
Reply with quote
Nice All..


Mast nazaroo se kyun dekha,
Gar tamanaa thi aazamane ki,
Hum to yun hi fida the,
Kya zarurat thi muskuraa ne ki.[NM]
Logged
bhambra
Guest
«Reply #214 on: July 14, 2005, 08:06:31 AM »
Reply with quote
Main lafzon mein kuch bhi izhaar nahin karta,
iska matlab yeh nahin k main tujhe pyar nahin karta,
chahta hun main tujhe aaj bhi par,
teri soch mein apna waqt zaya nahin karta,
tamasha na ban jaye kahin mohabbat meri,
isliye apne dard ka izhaar nahin karta,
jo kuch mila hai usi mein khush hun main,
tere liye khuda se takrar nahin karta,
par kuch to baat hai teri fitrat mein zalim,
warna tujhe chahne ki khata baar baar nahin karta.......
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #215 on: July 14, 2005, 08:08:48 AM »
Reply with quote
Muskurana tuh hai fitrat humari
isme hi chupi hai saari adakari
kyun rokte ho hume muskurane se
muskurane se hi hoti katilana niganein hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #216 on: July 14, 2005, 08:13:14 AM »
Reply with quote
Ajanabi galiyon se hum guzra nahin karte,
Darde dil diya aur liya nahin karte,
Ye to Pyar ka rista sirf aap se hai,
Warna shayari hum kisipe likha nahin karte. .......
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #217 on: July 14, 2005, 08:15:36 AM »
Reply with quote
Fitrat Hi kuch aisi hai apni k reh nahin patay hain
humein eyh duniya waley buht trpa jate  hain
Logged
bhambra
Guest
«Reply #218 on: July 14, 2005, 08:26:01 AM »
Reply with quote
Musheallah! kya khoob likhte hain aap sab...


Appne Apni Ankhon Mein Noor Chupa Rakha Hai,
Hosh Walon Ko behosh Bana Rakha Hai,
Naaz Kaise Na Karoon Aapki yaari Par,
Mujh Jaise Naacheez Ko Khas Bana Rakha Ha.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #219 on: July 15, 2005, 11:08:58 AM »
Reply with quote
Andaz apne dekhte hai aaine me woh,
Aur yebhi dekhte hai ke koi dekhta n ho. .......
Logged
bhambra
Guest
«Reply #220 on: July 15, 2005, 11:11:47 AM »
Reply with quote
Itne tanha hai , ke tanhayi bhi ghabrati hai ,
dekh ke mera tanha pan , ye dost ban ke reh jati hai.
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #221 on: July 16, 2005, 02:25:52 AM »
Reply with quote
imtehaan pe imtehaan mohabbat main diye hain
lekin us zalim ney hum ko phir bhi dhutkar diya hai
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #222 on: July 16, 2005, 02:29:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Yoindian Ghunda"
imtehaan pe imtehaan mohabbat main diye hain
lekin us zalim ney hum ko phir bhi dhutkar diya hai



Saawle rang ne dil hamara jit liya...................
log udate hain majak meri is dillagi ka ...................
gore rang ka hai jamaana sawle ka nahi....................
hum wo pasand karte hain jo jamaane ko pasand nahi....................
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #223 on: July 16, 2005, 02:32:09 AM »
Reply with quote
kagaz pe likhte hain, dil ki baat, kalam ke sahare
jab kalam chalti hai, tabaahi likhti hai
zubaan se kahete hain, pyar ke bol, dil ke sahare
jab dil pyar karta hai, judai milti hai
Logged
bhambra
Guest
«Reply #224 on: July 16, 2005, 07:24:33 AM »
Reply with quote
Nice writting friends...

Fareb tha hasi mein, aashiqui samajh baithe
maut ko hi apni zindagi samajh baithe
waqt ka mazak tha ya badnasibi hamari
unki do baton ko chahat samajh baithe.
Logged
Pages: 1 ... 11 12 13 14 [15] 16 17 18 19 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:37:11 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer