Mohabbat ek hakikat hai......

by bhambra on June 25, 2005, 07:13:29 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 23
ReplyPrint
Author  (Read 25045 times)
mrugeshparikh
Guest
«Reply #60 on: June 29, 2005, 09:54:39 AM »
Reply with quote
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume muskurane ki !
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hakikat mein Gar wo by harashmahajan in Ghazals
hakikat by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Muhabbat ki hakikat by thycreator in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
***HAKIKAT***_________Baadal by baadal102 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Hakikat-e-Fasana by sanchit in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mrugeshparikh
Guest
«Reply #61 on: June 29, 2005, 09:57:05 AM »
Reply with quote
Wafa ke naam se ghabrate hain
Jidhar dekho ghum hi ghum nazar aate hain
Dil ka dard aansu bankar na nikle
Isliye hum har wakt muskurate rehte hain
Logged
bhambra
Guest
«Reply #62 on: June 29, 2005, 10:19:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrugeshparikh"
Wafa ke naam se ghabrate hain
Jidhar dekho ghum hi ghum nazar aate hain
Dil ka dard aansu bankar na nikle
Isliye hum har wakt muskurate rehte hain


Wa Wa... kya khub kaha .....
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #63 on: June 29, 2005, 10:46:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
nice every one ........aur sukhriya arun kumar ji

baaton baaton main baat ho gai
bina mile hi apni mulakat ho gai
mile bina hi hui itni baatein
ki jaise pyar ki barsat ho gai


Thanks and Welcome Sandhya ji!!! Nice written!! :D

Be lafz bhi duniya  mein kai baatein ho hi jaati hain!
Dil mein ho gar kashish mulaqaatein ho hi jaati hain!
Man ka mayur jab dhadhakaye hai pyaar ji jwala,
Yeh dekha hai aksar, barsaatein ho hi jaati hain!
Logged
mrugeshparikh
Guest
«Reply #64 on: June 29, 2005, 10:48:56 AM »
Reply with quote
MOHABBAT KE BHI KUCH ANDAAZ HOTE HAI,
JAAGTI AANKOH MEH BHI KUCH KHAB HOTE HAI,
ZAROORI NAHI KI GHAM MEIN AASO NIKHLE,
MUSKURATI AANKOH MEIN BHI SAILAB HOTE HAI.
Logged
mrugeshparikh
Guest
«Reply #65 on: June 29, 2005, 10:56:38 AM »
Reply with quote
AANKHEN KHULI TO CHEHRA TUMHARA HO,
AANKHEN BAND HO TO SAPNA TUMHARA HO,
HAME MARNA BHI HANSKAR MANZOOR HOGA
AGAR KAFAN KI JAGAH DUPATTA TUMHARA HO.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #66 on: June 29, 2005, 11:00:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrugeshparikh"
AANKHEN KHULI TO CHEHRA TUMHARA HO,
AANKHEN BAND HO TO SAPNA TUMHARA HO,
HAME MARNA BHI HANSKAR MANZOOR HOGA
AGAR KAFAN KI JAGAH DUPATTA TUMHARA HO.


Oye tu to kamal kar diya.....very nice..
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #67 on: June 29, 2005, 11:03:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "sharmaarunkumar"
Quote from: "sandhaya"
nice every one ........aur sukhriya arun kumar ji

baaton baaton main baat ho gai
bina mile hi apni mulakat ho gai
mile bina hi hui itni baatein
ki jaise pyar ki barsat ho gai


Thanks and Welcome Sandhya ji!!! Nice written!! :D

Be lafz bhi duniya  mein kai baatein ho hi jaati hain!
Dil mein ho gar kashish mukaqaatein ho hi jaati hain!
Man ka mayur jab dhadhakaye hai pyaar ji jwala,
Yeh dekha hai aksar, barsaatein ho hi jaati hain!


kya baat hai Arun ji ..........good......

duniya ki baat tuh nirali hai
surat sunehri aur juban kali hai
ye tuh dawa dete hai phir karte hai kayal
inki tuh dekar aansu dusaron ko diwali hai
Logged
mrugeshparikh
Guest
«Reply #68 on: June 29, 2005, 11:19:33 AM »
Reply with quote
HAR KHAMOSHI KA MATLAB INKAR NAHI HOTA
HAR NAKAMIYABI KA MATLAB HAAR NAHI HOTA,
KYA HUA AGAR HUM UNKO PAA NA SAKE
SIRF PAANE KA MATLAB PYAAR NAHI HOTA
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #69 on: June 29, 2005, 11:24:42 AM »
Reply with quote
Zindagi Mein Wafa Ke Liye Reh Gaya Mein Pyaasa
Meri Kismat Bhi Kitni Bud Kismat Nikli
Khuda Ke Darbar Mein Tera Ilzaam Mein Lunga Apne Sar
Soch Lunga Ke Wafa Kum Karne Ki Meri Yehi Sazaa Nikli(NM)
Logged
bhambra
Guest
«Reply #70 on: June 29, 2005, 11:28:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrugeshparikh"
HAR KHAMOSHI KA MATLAB INKAR NAHI HOTA
HAR NAKAMIYABI KA MATLAB HAAR NAHI HOTA,
KYA HUA AGAR HUM UNKO PAA NA SAKE
SIRF PAANE KA MATLAB PYAAR NAHI HOTA


 tongue3  tongue3  tongue3  yom  yom
Logged
bhambra
Guest
«Reply #71 on: June 30, 2005, 05:50:21 AM »
Reply with quote
Koi to ho aisa jo mujhe samajh sake,
Apne haton se jo mere jindegi sawar sake,
Jo chale mere sang zindegi ki aakhri more tak,
Jiski ek jhalak ke aage sare fizay berang lage.
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #72 on: June 30, 2005, 06:05:53 AM »
Reply with quote
jo bana hai tere liye vo tujhe mil hi jayega
uski manjil hai jab tuhi, uska rasta bhi jab tu hai
phir kasie vo tujhe chod kar kahin aur jayega
Logged
bhambra
Guest
«Reply #73 on: June 30, 2005, 06:10:42 AM »
Reply with quote
Mohabbat ek ehesash hai, ek imtihaan hai yaar ka,
Ya phir yeh koi arjoo hai dil-e-ashiqo ka,
Na jane is mohabbat ke aur kitne hai rang,
Koi dhund saka na raaz kabhi is haasin pehlu ka.
Logged
bhambra
Guest
«Reply #74 on: June 30, 2005, 06:20:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "sandhaya"
jo bana hai tere liye vo tujhe mil hi jayega
uski manjil hai jab tuhi, uska rasta bhi jab tu hai
phir kasie vo tujhe chod kar kahin aur jayega

Good Morning, Sandhya, How Are U? Nice Lines...

Mere intizaar ki to abb hadh ho gayi,
Dhundh raha hai yeh nazar jise,
Wo na jaane kahan kho gayi,
Pagalo ki tarha phirta hun main unke talash main,
Zindegi na bit jaye saari baas ek umeed main.
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 23
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:34:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer