Mohabbat Ik Naazuk Si Larki Hai...

by Aryaan on July 29, 2006, 07:53:56 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Author  (Read 6061 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: July 30, 2006, 04:39:55 PM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji.....


ek beqarari si chhaa jaati hai
bas tanhaai hi dil ko bhaati hai
dil aksar udas sa ho jaata hai
kya karte honge woh?bas yahi khayal dil mein aata hai
kabhi unko dekh le achank se toh dil dharak sa jaata hai
lab hote hain khamosh aur dil nazaro se baat kar aata hai
ek meetha meetha sa dard har waqt khumar sa ban kasak jagata hai
kya yahi hota hai pyaar...............................Huh?Huh??
zamaana toh pyaar karne walo ka yahi haal batata hai


bahut aache ranjana ji...

bas uske ek deedar ke liye pagal sa hona.
chup chap bithna, usay yaad kerna aur... rona.

aapne khoon se usko chitthiyan dena.
uske sare dukho ko aapne per lena.

ussay gussa hona aur... usay manana.
uske liye kai dino tak bhookha reh jaana.

uske liye bhondu aaj bhi aapna wajood khota hai.
mujhe batao ki to kya yahi pyaar hota hai


ji haan yahi pyaar hai ... ..:D bahut khoob likha hai aapne...


bin peeye hi behek sa jaana
bina kisi wahah ke unki gali ke chakar lagana

woh khud hi unki taraf se khud ko khat likhna
aur fir usi khat ko pad ke sharmana

hatahli per unka naam likh ke mitaana
woh unke naam ke saath apna naam milana

woh jaan ke ruth ke unko sataana
woh raat ko unka seena samjh ke takiye mein apna mooh chhipana

hai yahi payaar hai toh a khuda
mujhe pyaar ke is khubsuart andaaz se jarur milana
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Naazuk ho tum Sanam....!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
JITTA THA HAR BAAR IK NAAZUK SA SIKANDAR KOI,, by guhar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
naazuk by saahill in Share:Love Poetry
naazuk hothon ko by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai by @Kaash in Share Video
Aryaan
Guest
«Reply #16 on: July 30, 2006, 07:32:56 PM »
Reply with quote
Bohat shukriya Bhondu & Nikki...

Very Nice Ranjana & Bhondu...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: July 31, 2006, 02:30:19 AM »
Reply with quote
shukriya Aryaan ....
Logged
mehek
Guest
«Reply #18 on: July 31, 2006, 06:59:47 AM »
Reply with quote
bohat khoob Aryaan bhondu & Ranju :D
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #19 on: July 31, 2006, 07:45:53 AM »
Reply with quote
Aryaan, Ranju aur Kavi dost

Too good ! Excellent ! Superb =D> =D> =D>

Nikki aur Mehek ka keyboard kharab hai shayad  :evil:

Rajbir
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: July 31, 2006, 07:49:55 AM »
Reply with quote
shukriya MEHAK .......plz apne keyboard thik karwa lo..... :wink:  Usual Smile

shukriya Rajbir .....aap aaye bahaar aayi.... :D
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #21 on: July 31, 2006, 12:56:11 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji.....


ek beqarari si chhaa jaati hai
bas tanhaai hi dil ko bhaati hai
dil aksar udas sa ho jaata hai
kya karte honge woh?bas yahi khayal dil mein aata hai
kabhi unko dekh le achank se toh dil dharak sa jaata hai
lab hote hain khamosh aur dil nazaro se baat kar aata hai
ek meetha meetha sa dard har waqt khumar sa ban kasak jagata hai
kya yahi hota hai pyaar...............................Huh?Huh??
zamaana toh pyaar karne walo ka yahi haal batata hai


bahut aache ranjana ji...

bas uske ek deedar ke liye pagal sa hona.
chup chap bithna, usay yaad kerna aur... rona.

aapne khoon se usko chitthiyan dena.
uske sare dukho ko aapne per lena.

ussay gussa hona aur... usay manana.
uske liye kai dino tak bhookha reh jaana.

uske liye bhondu aaj bhi aapna wajood khota hai.
mujhe batao ki to kya yahi pyaar hota hai


ji haan yahi pyaar hai ... ..:D bahut khoob likha hai aapne...


bin peeye hi behek sa jaana
bina kisi wahah ke unki gali ke chakar lagana

woh khud hi unki taraf se khud ko khat likhna
aur fir usi khat ko pad ke sharmana

hatahli per unka naam likh ke mitaana
woh unke naam ke saath apna naam milana

woh jaan ke ruth ke unko sataana
woh raat ko unka seena samjh ke takiye mein apna mooh chhipana

hai yahi payaar hai toh a khuda
mujhe pyaar ke is khubsuart andaaz se jarur milana


subah unki tasveer dekhker aankho ka kholna,
aur.. unhe takiya samajhker masti mein jhoomna.
wo sajna wo sawarna unko dikhane ke liye.
wo kaan bhi pakad lena unko mananey ke liye.
unse milney ke liye ghar mein bahaney banana.
aur.. pakad jaaye  to thodi si maar khana.
chup chup se milne ki unse wo chahat ,
dekhe na jub tak wo dil ko milti nhi rahat.
wo ek hi jagah per kerna unke liye ghantoo intzaar.
kya yahi mohabbat hai kya yahi hai pyaar.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: July 31, 2006, 01:13:38 PM »
Reply with quote
woh pad ke unke lafaz geeto mein khud ba khud muskarna
woh karna sakhiyon se baate baar unki ,jaan ke unka naam lab per lana
jahan bhi dekhi koi do nigaahe milti ,bas unke hi tasvur mein kho jaana
karungi mein mil ke unse baate kya kya?yeh soch ke sharmaana
karke apna solah singaar ,aaine mein khud ko  unko dikhana
yun hi unke raaste se gujarte hue ,rumaal ka jaanbujh ke giranaa
hoti hai kaya yahi mohbbat ki nishaniyaa.n ........
sajan jara aake hamko samjhana....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #23 on: July 31, 2006, 02:05:10 PM »
Reply with quote
Bohat shukriya Mehek & Rajbir...

Good Ones Bhondu & Ranjana....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: August 01, 2006, 04:38:39 AM »
Reply with quote
shukriya Aryaan .... Usual Smile
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #25 on: August 01, 2006, 05:54:40 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
woh pad ke unke lafaz geeto mein khud ba khud muskarna
woh karna sakhiyon se baate baar unki ,jaan ke unka naam lab per lana
jahan bhi dekhi koi do nigaahe milti ,bas unke hi tasvur mein kho jaana
karungi mein mil ke unse baate kya kya?yeh soch ke sharmaana
karke apna solah singaar ,aaine mein khud ko  unko dikhana
yun hi unke raaste se gujarte hue ,rumaal ka jaanbujh ke giranaa
hoti hai kaya yahi mohbbat ki nishaniyaa.n ........
sajan jara aake hamko samjhana....


wo raat mein teri yaad mein neendo ka ud jaana,
wo baithat baithay tere khawboo mein kho jaana.
wo talab ke kinare baithker patharoon ko fekna.
wo baar baar aapke intzaar mein ghadi ka dekhna.
aapke bare mein her kisi se poochna.
aapki her ek batein yaad rakhna.
aur.. kehna humne to lakhon mein aapko hi chuna hai
kuch aisa hi hota hai pyaar humne bhi yahi suna hai.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #26 on: August 01, 2006, 06:34:41 AM »
Reply with quote
Just wonderful all............. keep it up friends.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: August 01, 2006, 06:49:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
woh pad ke unke lafaz geeto mein khud ba khud muskarna
woh karna sakhiyon se baate baar unki ,jaan ke unka naam lab per lana
jahan bhi dekhi koi do nigaahe milti ,bas unke hi tasvur mein kho jaana
karungi mein mil ke unse baate kya kya?yeh soch ke sharmaana
karke apna solah singaar ,aaine mein khud ko  unko dikhana
yun hi unke raaste se gujarte hue ,rumaal ka jaanbujh ke giranaa
hoti hai kaya yahi mohbbat ki nishaniyaa.n ........
sajan jara aake hamko samjhana....


wo raat mein teri yaad mein neendo ka ud jaana,
wo baithat baithay tere khawboo mein kho jaana.
wo talab ke kinare baithker patharoon ko fekna.
wo baar baar aapke intzaar mein ghadi ka dekhna.
aapke bare mein her kisi se poochna.
aapki her ek batein yaad rakhna.
aur.. kehna humne to lakhon mein aapko hi chuna hai
kuch aisa hi hota hai pyaar humne bhi yahi suna hai.


bahut khub kavi ji...

dekhte hain ab khuli aankho se khawab hum
na dil ki chein hai na  neend aati hai
har pal dil mein ek meethi si kasak jaag jaati hai
dil karta hai ki aaj kisi ki bahon mein mar jaaye
koi fere mere gesuo.n mein ungliyaan pyaar se
aur koi mere kandhe per apna sirr rakh ke dhero baate kare
yadi yeh sab hain pyaar ki nishaniyaan toh aaj khuda hamari kher kare!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #28 on: August 01, 2006, 06:50:17 AM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"
Just wonderful all............. keep it up friends.


shukriya Angle...... Usual Smile aapne nahi likha kuch? Usual Smile
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #29 on: August 01, 2006, 11:29:35 AM »
Reply with quote
Quote from: "Aryaan"
Tumhein yeh kis ne keh diya aakhir
Keh!
Kisi resturant ke kisi tareek goshey mein
Baith kar madham sargoshiyon mein
Muskurate labon se baat karna
Aur icecream ke cup mein chamach chalaate huwe
Khwahish-e-dil ko zubaan par le aana
Mohabbat hai?

Balkeh mohabbat tau
Door daraaz kisi wehshi Qabeele mein koyi chalaak si devi
Jo tumhari anaa ko apne jaado se yun Qaid karti hai
Keh tum apna saara gham bhool jaate ho
Mohabbat mann ka sacha sauda hai
Jisey..


Bazaar mein baicha nahi karte
Mohabbat ik naazuk si larki hai
Jisey rulaaya nahi karte
Mohabbat ko yun zaya nahi karte



wah wah...
woh gaana yaad aa gaya

Kahin ek masum nazuk si ladki bahut khoobsurat magar saawli si.....
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:37:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer