Mohabbat Ik Naazuk Si Larki Hai...

by Aryaan on July 29, 2006, 07:53:56 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Author  (Read 6127 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #75 on: August 20, 2006, 07:47:09 AM »
Reply with quote
Gud job Bhondu and Ranju Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Naazuk ho tum Sanam....!!!! by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
JITTA THA HAR BAAR IK NAAZUK SA SIKANDAR KOI,, by guhar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
naazuk by saahill in Share:Love Poetry
naazuk hothon ko by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Badi naazuk hai ye manzil mohabbat ka safar hai by @Kaash in Share Video
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #76 on: August 20, 2006, 09:21:43 AM »
Reply with quote
thankz gaurav bhaiya
Logged
ranjana
Guest
«Reply #77 on: August 20, 2006, 10:00:43 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
shukriya gesu and pooja .......

yeh dhaga preet ka ab tute se na tutega
yah bandhan ab dil se jud ke rehega
yeh rasme hain ishq ke diwaano ki
inko bhalla nibhaane se kaun rok sakega!!!

ye preet ka daman todengr na hum,
ki pyaar kiya hai chorenge na hum.
nibhayenge teri kasmo ko rashmo ko,
ki tum kabhi muh modenge na hum.

shukriya gauarv .....

tujhse bichar ke chin hum bhi kahan ab paayenge
tere saath saath ab toh yeh jeevan beetayenge
kara hai vaada tujhse dosti  ka hamane
ab toh  yeh hum marte dam tak tak na tod paayenge :D
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005

View Profile
«Reply #78 on: August 21, 2006, 06:24:14 AM »
Reply with quote
bhondu ji ranju ji kamaal kar diya doston aap dono ne.............behadd khoobsuratt shayari..........
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #79 on: August 23, 2006, 04:40:06 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
shukriya gesu and pooja .......

yeh dhaga preet ka ab tute se na tutega
yah bandhan ab dil se jud ke rehega
yeh rasme hain ishq ke diwaano ki
inko bhalla nibhaane se kaun rok sakega!!!

ye preet ka daman todengr na hum,
ki pyaar kiya hai chorenge na hum.
nibhayenge teri kasmo ko rashmo ko,
ki tum kabhi muh modenge na hum.

shukriya gauarv .....

tujhse bichar ke chin hum bhi kahan ab paayenge
tere saath saath ab toh yeh jeevan beetayenge
kara hai vaada tujhse dosti  ka hamane
ab toh  yeh hum marte dam tak tak na tod paayenge :D

bahut khub ranjana ji,

kaun kehta hai ki ye maut humari dosti tod degi.
wo to is dosti ko ek naye sire se jod degi.
hum maut se darte nhi tum ye maan lena.
ishq kerenge marker bhi tumse bas ye jaan lena.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #80 on: August 23, 2006, 06:01:44 AM »

wah kya baa hai .....kavi ji .. Usual Smile shukriya Gesu ...

jab dil se dil ke rishte jud jaate hain
fir yeh kab kisi ke tode se tut paate hain
koi dur rahe ya pass rahe dost
unke naam hamesha dil ki dhakano mein paaye jaate hain Usual Smile
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #81 on: August 23, 2006, 03:37:41 PM »

bahut aache.

aapka pyaar to humare dil mein dhasa hai,
naam aapka mere nas nas mein basa hai,
hum to aapne aapko aapse jaan ney lage hai
aapni nazar se dosti ko khuda maaney lage hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #82 on: August 24, 2006, 03:57:20 AM »
Reply with quote
nice one kavi ji....

is mohbbat ko sada yun hi basa ke rakhana
is mein judai ka rang na bharana
khuda bhi dekh ke muskaraaye
ba asie tum hum se preet karna  Usual Smile
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #83 on: August 24, 2006, 04:31:10 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
nice one kavi ji....

is mohbbat ko sada yun hi basa ke rakhana
is mein judai ka rang na bharana
khuda bhi dekh ke muskaraaye
ba asie tum hum se preet karna  Usual Smile

mohabbat ki sada mere dil mein aapne basai hai.
preet ki ye bhavna bhi aapne jagai hai.
aapki khamoshi ne do teen lafz ki tarap jagai hai,
kaise kahe kitna pyaar hai aapse ab musibat ye aayi hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #84 on: August 24, 2006, 04:40:22 AM »
Reply with quote
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
nice one kavi ji....

is mohbbat ko sada yun hi basa ke rakhana
is mein judai ka rang na bharana
khuda bhi dekh ke muskaraaye
ba asie tum hum se preet karna  Usual Smile

mohabbat ki sada mere dil mein aapne basai hai.
preet ki ye bhavna bhi aapne jagai hai.
aapki khamoshi ne do teen lafz ki tarap jagai hai,
kaise kahe kitna pyaar hai aapse ab musibat ye aayi hai.

yeh tadap hi dil ki lagi ko badaati hai
yehi toh hame jeena sikhaati hai
hai yeh nazuk si cheege mohbbat
dil ke taaro ko apne sangeet se bhar jaati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #85 on: August 24, 2006, 12:58:24 PM »

bahut nazuk si cheej hai ye mohabbat,
mohabbat ki rangeeniya haseen hai.
sare bhed bhao mita deti hai mohabat.
ye her jasbe se behtareen hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #86 on: August 24, 2006, 01:08:32 PM »
Reply with quote
hua hai ishq jabse  hame duniya rangeen dikhti hai
khuli aanhko mein bhi sajane lagate hain kai khawab
dil mein ajab si halchal si hoti hai
kyu rehti hai ek beqrarai si har waqt nigaaho mein
yeh mohbbat bhi jaane kaise duniya hi badal deti hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #87 on: August 25, 2006, 04:44:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"

hua hai ishq jabse  hame duniya rangeen dikhti hai
khuli aanhko mein bhi sajane lagate hain kai khawab
dil mein ajab si halchal si hoti hai
kyu rehti hai ek beqrarai si har waqt nigaaho mein
yeh mohbbat bhi jaane kaise duniya hi badal deti hai

bahut badiya ranjana ji...

jub bhi zindgi mein kuch naya hota hai duniya badal jaati hai.
ye nazuk si ladki pehle mujhe behlati hai phusati hai.
pata nhi kyn dheere dheere iska gulaam ho jaata hu,
phir pata chalta hai ki bande ko mohabbat ho jaati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #88 on: August 25, 2006, 07:28:07 AM »
Reply with quote
wah kaya likha hai... Usual Smile

dheere dheere kab ikraar hua
pata hi na chala kab payaar hua
na jaane kaisa yah khumar hua
charo taraf dikhe wo hi wo,
khayalo mai dooba her subah-o-shaam hua
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #89 on: August 25, 2006, 11:22:30 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
wah kaya likha hai... Usual Smile

dheere dheere kab ikraar hua
pata hi na chala kab payaar hua
na jaane kaisa yah khumar hua
charo taraf dikhe wo hi wo,
khayalo mai dooba her subah-o-shaam hua

na dil kabhi bekarar tha,
na unka kabhi intzaar tha,
her waqt saath rehte thy sahyed
isiliye pata nhi chala ki pyaar tha.

aaj door gaye to pyaar pata chalta hai.
yadoon aur.. ashko se ijhaar pata chalta hai.
maujodgi ko unki herpal taraste hai ab
usey tha humein bahut pyaar pata chalta hai.
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:21:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer