Mohabbat Ka Asar,.

by Jaanasheen on May 04, 2006, 10:39:07 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2889 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Mohabbat Mein Teri Hum Khud Ko Mitaa Ke Dekhenge,..
Teri Saari Adaaon Ko Hum Seene Se Lagaa ke Dekhenge,..

Ye Kya Asar Hogaya Tera Mujhpar Ke Har Taraf Tu Nazar Aati Hai,..
Tera Naam Leta Hoon Jab Pyaar Se To Saansein Teher Jaati Hai,..

Tune Kiya Hai Hume Is Kabeel Ke Mohabbat Kar Sake,..
Kisi Ki Chahat Paane ke Liye Hum Bhi Mar Sake,..

Jee Raha Hoon Is Aas Se Ke Tujhse Mohabbat Hai,..
Warna Is Zindagi Ki Kis Ko Zaroorat Hai,..

Nahi Bhoola Sakogi Tum Meri Chahaton Ko Jaanashee Kabhi Bhi Dil se,..
Gar Aisa Hua To Uth Jaayegi Roshiniaan Teri Har Mehfil Se,..

___________________-Azeem-___________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: May 04, 2006, 10:43:34 AM »
Reply with quote
Doston Pehli Baar Likha Hai Mohabbat ke Baare mein I Hope app sab ko pasand aayegi,.
Logged
rockindia
Guest
«Reply #2 on: May 04, 2006, 10:45:50 AM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat Mein Teri Hum Khud Ko Mitaa Ke Dekhenge,..
Teri Saari Adaaon Ko Hum Seene Se Lagaa ke Dekhenge,..

Ye Kya Asar Hogaya Tera Mujhpar Ke Har Taraf Tu Nazar Aati Hai,..
Tera Naam Leta Hoon Jab Pyaar Se To Saansein Teher Jaati Hai,..

Tune Kiya Hai Hume Is Kabeel Ke Mohabbat Kar Sake,..
Kisi Ki Chahat Paane ke Liye Hum Bhi Mar Sake,..

Jee Raha Hoon Is Aas Se Ke Tujhse Mohabbat Hai,..
Warna Is Zindagi Ki Kis Ko Zaroorat Hai,..

Nahi Bhoola Sakogi Tum Meri Chahaton Ko Jaanashee Kabhi Bhi Dil se,..
Gar Aisa Hua To Uth Jaayegi Roshiniaan Teri Har Mehfil Se,..

___________________-Azeem-___________________


Nice one Janasheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 04, 2006, 10:46:23 AM »
Reply with quote
Shukriya majid Bahi and Rock Bhai,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 04, 2006, 10:54:35 AM »
Reply with quote
Ghamo Mein Uljhaa Tha Main Mohabbat Karne Se Pehle,..
Isliye Kehta Hoon Kar Lo Mohabbat Marne Se Pehle,..

Mohabbat Jeene Ka Ehsaas Dilaati Hai,..
Jiska Dil Toota Ho Use Nayi Zindagi Dikhaati Hai,..

Pehle Thi Mujhe Bhi Nafrat Mohabbat Ke Duniya Se,..
Ab To Humne Bhi Basaya Ghar Yahan Khushiya Se,.

Mohabbat Kabhi Kisi Ko Tanha Nahi Chordti,..
Mohabbat Kabhi Kisi Ka Dil Nahi Tordti,..

Hain Chan Log Jo Mohabbat ka Naam Badnaam Karte Hain,..
Lekin Wo Bhi Kisi Ki Mohabbat ke Liye Pal pal Marte Hain,..

An Kar Raha Hoon Mohabbat Main Saare Zamaane Se,..
Jab Dekha Ke Bhar Jaate Hai Saare Gham Khul ke Muskuraane Se,..

____________________-Azeem-__________________
Logged
rockindia
Guest
«Reply #5 on: May 04, 2006, 11:03:09 AM »
Reply with quote
Good one Janasheen................ Kiya baat hai kahin sach me to mohabbat nahi ho gyi hai aapko kisi se
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 04, 2006, 11:53:49 AM »
Reply with quote
Quote from: "rockindia"
Good one Janasheen................ Kiya baat hai kahin sach me to mohabbat nahi ho gyi hai aapko kisi se


Mohabat Nahi Hui Bhai,..
Mohabbat Pe Dil Agaya,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 04, 2006, 11:56:26 AM »
Reply with quote
Nice One Majid Bhai,..

Intezaar Karna Bhi Ek Mukhaam Hai Mohabbat Mein,..
Isliye Hum Bhi Kisi Ka Intezaar Palkein Bichaa Kar Karte Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 04, 2006, 12:31:36 PM »
Reply with quote
Maloom Nahi Tha ke Mohabbat Itni Haseen Hain,..
Jiske Dum Se Sabki Zindagi Rangeen Hain,..

Jaan Hai Mohabbat Ko Aaj Humne Kareeb Se,..
Mohabbat Bhi Milti Hai Kisi Ko Naseeb Se,..

Gar Na Hoti Mohabbat To Zindagi Sabki Bekaar Hoti,..
Gar Na Hoti Mohabbat To Baghon Mein Na Bahar Hoti,..

Sara Karishma Mohabbat Ka Hai Jis Ke Naam Se Duniya Machalti Hai,..
Mohabbat Hi Hai Wo Paiyya Jis Se Ye Duniya Ki Zeenat Chalti Hai,..

Kehna Asaan Hai Ke Mohabbat Ek Haseen Ehsaas Hai,..
Gar Thamle Haath Mohabbat Ka To Sab Kuch Tere Paas Hai,.

__________________-Azeem-___________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 04, 2006, 01:04:43 PM »
Reply with quote
Dekho Na Is Kadar Tum Hume Pyaar Se,...
ke Hum Khud Ko Bhoolakar Tumhari Nazron Mein Khojaaye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 04, 2006, 04:23:46 PM »
Reply with quote
Teri Nazron Mein Main Apna Basera Chahta Hoon,.
Teri Zulfon Mein Main Apna Savera Chahta Hoon,..
Teri Har Adaa Bhi Bada Sitaam Dhaati Hai Jaanasheen,..
Teri Baahon Se Main Ujaala Chahta Hoon,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #11 on: May 04, 2006, 04:25:44 PM »
Reply with quote
wah jaanasheen  bahut aacha likhte ho aap
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 04, 2006, 04:27:10 PM »
Reply with quote
shukriya Ji Jo Apne Hume Is Kadar Samjha,..
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #13 on: May 04, 2006, 04:28:51 PM »
Reply with quote
raate yunhi guzar jaati hai
na jaane kab subah aati hai
jab kisi ka ho dil mohabat ka gulam
tu samajh lijiye hai ye bas mohabat ka asar....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 04, 2006, 04:30:50 PM »
Reply with quote
Raaton Ka Pata Nahi Chalta Jab Tera Zikar Karta Hoon,..
Sach Teri Har Adaa Mein Ek Nashaa Hai Jaanasheen,..
Jise Dekhne Ke Liye Main Har Pal Marta Hoon,..
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:56:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer