Mohabbat Ka Asar,.

by Jaanasheen on May 04, 2006, 10:39:07 AM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2945 times)
kaiynath
Guest
«Reply #15 on: May 05, 2006, 11:09:47 AM »
Reply with quote
neende kho jaati hai
chain kho jaata hai
har rang lagta hai pyaara
jab pyar kisi ki ho jaata hai
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #16 on: May 05, 2006, 11:18:13 AM »
Reply with quote
Jab khwabon me koi aata hai,
khayalon me koi satata hai....
khud se hi karne lagta hain baaten
jab pyar kisi se ho jata hai.......
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #17 on: May 05, 2006, 11:21:36 AM »
Reply with quote
khwaab sajne lagte hai aankhon main
rangeen lagne lagte hai naazare saare
lagti hai kaliyan muskurati hui
dil yaad main mahboob ke hota hai bechain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 05, 2006, 01:00:07 PM »
Reply with quote
Nice One Kaiynath And Vicky Bhai,..

Kya Kahoon Pyaar Kaise Hota Hai,..
Jisne Pyaar Kiya Wo Bas Khawabo Mein Khota,..
Har Raat Ki Neend Uspar Haram Hojaati Hai,..
Jisne Nahi Ki Ho Mohabbat Wo Bechaini SE Sota Hai,..

_________________________________-Jaannasheen-_
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: May 06, 2006, 01:56:42 PM »
Reply with quote
Mohabbat Kya Hai Ye Tune Sikhaaya Mujhe,..
Main To Uljha Tha Duniya Ke Raahon Mein,..
,
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: May 06, 2006, 03:24:53 PM »
Reply with quote
Quote from: "Jaanasheen"
Mohabbat Kya Hai Ye Tune Sikhaaya Mujhe,..
Main To Uljha Tha Duniya Ke Raahon Mein,..
,


nice ..........

har andaz tera aaj beandaz ho raha hai,
milne ko tujhse aaj dil betaab ho raha hai...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 07, 2006, 09:36:35 AM »
Reply with quote
Shukriya Ranjana,..

Betaab Ho Raha Hai Dil Tujhse Milne Ke Liye,..
Jaane Kab Aayegi Tu Ise Chain Dene Ke Liye,..

________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: May 07, 2006, 06:13:35 PM »
Reply with quote
milne se betaabi aur bad jayagee.......
yah chingari  hai mohabat ki dekhna ek pal mein hi bharak jaygee.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: May 10, 2006, 09:50:23 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Jo Na Bhardke Chingaari Banke,..
Unke Ghar Jalte Hue Dekha Hai Humne Ek Charaag Se,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #24 on: May 10, 2006, 04:20:21 PM »
Reply with quote
chand ko hai jo chandni se ulfath
dil ko hai jo dildaar se ruqbath
bas kehte hai ussi ko mohabat ka asar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 12, 2006, 04:14:01 PM »
Reply with quote
Wah Kainath Ji Bahoot Behtareeb Samjhaaya Appne,..Mohabbat ke Asar Ko,..
Logged
kaiynath
Guest
«Reply #26 on: May 13, 2006, 04:28:58 PM »
Reply with quote
zah-e-naseeb
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: May 17, 2006, 10:05:23 AM »
Reply with quote
Zah-e-Naseeb ye Kya Hai,..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #28 on: March 01, 2010, 03:38:15 AM »
Reply with quote
Wah wah Azeem bhai.too good.lovely creation.bahut pasand aayi ye thread mujhe.sabhi ne khoob saath diya aapke.keep it up. Hats off to you! Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP
Logged
Saba_Saba is back
Guest
«Reply #29 on: March 02, 2010, 08:28:51 AM »
Reply with quote
Mohabbat Mein Teri Hum Khud Ko Mitaa Ke Dekhenge,..
Teri Saari Adaaon Ko Hum Seene Se Lagaa ke Dekhenge,..

Ye Kya Asar Hogaya Tera Mujhpar Ke Har Taraf Tu Nazar Aati Hai,..
Tera Naam Leta Hoon Jab Pyaar Se To Saansein Teher Jaati Hai,..

Tune Kiya Hai Hume Is Kabeel Ke Mohabbat Kar Sake,..
Kisi Ki Chahat Paane ke Liye Hum Bhi Mar Sake,..

Jee Raha Hoon Is Aas Se Ke Tujhse Mohabbat Hai,..
Warna Is Zindagi Ki Kis Ko Zaroorat Hai,..

Nahi Bhoola Sakogi Tum Meri Chahaton Ko Jaanashee Kabhi Bhi Dil se,..
Gar Aisa Hua To Uth Jaayegi Roshiniaan Teri Har Mehfil Se,..

___________________-Azeem-___________________


Bohat KhuuB Azeem Bhaii

Mohabbat ka hum ne dekha yeh asar hai
Zamane me is se bacha na koi bashar hai
Tamanna jaga kar dilon ko loot lenge
Sambhalna k aashiqo ka yeh nagar hai


Saba
Khiza ka mausam
yaado.n ka darpan
ek meethi si uljhan
aur kuchh nahi
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:30:43 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer