Mohabbat Ki Taraf,.

by Jaanasheen on January 09, 2009, 11:45:26 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1153 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
Ek Bar Dekha Tujhe Aur Dekhta Hi Reh Gaya,.
Tujhse Nazar Kya Mili "Azeem, Bas Tera Hi Hogaya,.

Samajhta Tha Main, Ke Zindagi Bas Ek Khel Hai,.
Aur Isi Dhoon Mein, Main Kitne Haseen Pal Kho Gaya,.

Ab Mili Hai Tu Mujhe Banke Khushi Ka Taraana,.
Maar De Mujhe Mitaa De Mujhe, Lekin Door Kabhi Na Jaana,.

Tere Aane Se Mere Dil Ke Gulistaan Mein Bahaar Chaai Hai,.
Rang To The Mere Gulon Mein Lekin, Khushboo Inme Tumhi Se Aaai Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: January 09, 2009, 01:27:36 PM »
Reply with quote
Good one Chote Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: January 09, 2009, 02:48:32 PM »
Reply with quote
Good one Chote Bhai

Shukriya Bhaiya Ji,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: January 09, 2009, 04:27:10 PM »
Reply with quote
BAHOOT KHOOB LIL BRO
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: January 09, 2009, 04:51:35 PM »
Reply with quote
Ek Bar Dekha Tujhe Aur Dekhta Hi Reh Gaya,.
Tujhse Nazar Kya Mili "Azeem, Bas Tera Hi Hogaya,.

Samajhta Tha Main, Ke Zindagi Bas Ek Khel Hai,.
Aur Isi Dhoon Mein, Main Kitne Haseen Pal Kho Gaya,.

Ab Mili Hai Tu Mujhe Banke Khushi Ka Taraana,.
Maar De Mujhe Mitaa De Mujhe, Lekin Door Kabhi Na Jaana,.

Tere Aane Se Mere Dil Ke Gulistaan Mein Bahaar Chaai Hai,.
Rang To The Mere Gulon Mein Lekin, Khushboo Inme Tumhi Se Aaai Hai,.

________________________________________-Jaanasheen-


Bahut khoob Jaanasheen ji... lovely creation  Applause
Aapka yeh kalam padkar mujhe ek sher yaad aaya ... Share kar rahi hu.

Yeh halat hamari hogayi tum se milne ke baad
Zindagi pyaari hogayi hai tum se milne ke baad       

Her cheez main ek ajab rang hai Mohabbat ka
Her cheez pyaari hogayi hai tum se milne ke baad       

Chaand taaron ko chooliya main ne bhi aaj
Duniya hamari hogayi tum se milne ke baad       

Tumhain yaad karke karwate badalte rahe
Raat yun hi saari guzar gayi tum se milne ke baad


(nm)
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 09, 2009, 04:59:40 PM »
Reply with quote
Shukriya Pooja Didi,.
And Thank U Roja Behan.,

And Thanx For Sharing,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: January 09, 2009, 10:53:29 PM »
Reply with quote
Nice sharing Roja Ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: January 11, 2009, 08:22:08 AM »
Reply with quote
Bohat khoob chote kafi agressive mohabat hain tumhari Maza aaya padh ke very good  Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: January 12, 2009, 10:50:33 AM »
Reply with quote
Bohat khoob chote kafi agressive mohabat hain tumhari Maza aaya padh ke very good  Applause

Shyukriya Bhai,.
Bas Yahi Koshish Hai Hamaari,.
Ke Aap Ko Hamaari Posts pasand Aa jaaye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 09, 2010, 10:33:30 PM »
Reply with quote
Dil Samandar Hai, Pyaar Ki Kashtiyaan Chalaaye Jaa,.
Dil Ek Nagar Hai, Yahaan Bastiyaan Basaaye Jaa,.

Dil Ek Charaag Hain "Azeem,.
Chahe To Roshni Jalaaye Jaa, Ya Bujhaaye Jaa,.
Dil Ek Khulaa Aasmaan Hai, Is Par Chahe To Ungliyaan Uthaaye Jaa,.

Dil Ka Sunkar Patchaayega Bhi, Aage Jaayega Bhi,.
Tu Thaamke Kadam Meri Jaan, Kadam Badhaaye Jaa,.

-Azeem-
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: March 10, 2010, 07:32:07 AM »
Reply with quote
Dil Samandar Hai, Pyaar Ki Kashtiyaan Chalaaye Jaa,.
Dil Ek Nagar Hai, Yahaan Bastiyaan Basaaye Jaa,.

Dil Ek Charaag Hain "Azeem,.
Chahe To Roshni Jalaaye Jaa, Ya Bujhaaye Jaa,.
Dil Ek Khulaa Aasmaan Hai, Is Par Chahe To Ungliyaan Uthaaye Jaa,.

Dil Ka Sunkar Patchaayega Bhi, Aage Jaayega Bhi,.
Tu Thaamke Kadam Meri Jaan, Kadam Badhaaye Jaa,.

-Azeem-

Good one Chote Bhai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #11 on: March 10, 2010, 07:32:58 AM »
Reply with quote
Marvelous creation Azeem bhaibahut bahut khoob.great work. Hats off to you! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:34:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer