MOHABBAT KYA HAI???

by khwaish on February 13, 2008, 03:52:29 PM
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 8834 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: February 14, 2008, 04:01:11 PM »
Reply with quote
KHUDA KARE AB WOH MUKAAM AAYEE
JAB BHI NAAM LOON KISI KA
TO ZUBAAN PAR NAAM AAPKA AAYE...

HUME TASVEER BANANE KABHI AATI NAHI THA,
PAR AB JABHI THAAMTA HOON KALAM HAATH MEIN,
TASVEER AAPKI BAN JAAYE...

AAINA BHI MERI IS HALAAT KO SAMAJTHA HAI
JAB BHI ROBAROO HOTA HOON AAINE SE
CHEHRA AAPKA MUJHE NAZAR AAYE...

MAIN NAHI JAANTA 'TEEN AKSHARO' SE KOI
KAISE KARTE HAI IZHAAR-E-MOHABBAT
MAIN JABHI KAROON IZHAAR AAPSE
KHUDA KARE MERI ZINDAGI,
IZHAAR KARNE MEIN GUZAR JAAYE...

MAIN NAHI MAANTA KI MOHABBAT KE LIYE
EK DIN KUCH KHAAS HOTA HAI
AGAR HO,TO MERE LIYE WOH DIN ZINDAGI MEIN
HAR SUBEH,HAR SHAAM AAYE...

BAHUT SHUKAR-GUZAAR HO MAIN AAPKA
AAPKE MAJUDGI SE AAJ "KHWAISH" KO
JEENE KE ARMAAN AAYE...

"KHWAISH" KI AB YEH KHWAISH HAI
YEH DEEWANGI BHI AB MERE KUCH KAAM AAYE

JAB YAAD KAROON AAPKO DIL-O-JAAN SE
HAMESHA AAKA PYAAR BHARA SALAAM AAYE
...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mohabbat by mnajmi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
mohabbat by sabreena in Shayri-E-Dard
mohabbat by VIKRANT in Shayri for Dard -e- Judai
mohabbat by nishita in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 13 14 »
Tum hi Mohabbat ho...!!! by sharmaarunkumar in Ghazals
punam
Guest
«Reply #16 on: February 14, 2008, 04:01:53 PM »
Reply with quote
wah ji kya baat hai...too good khwaish ji...sach mohobbat se bhara hua hai.. bahot hi acha laga..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: February 14, 2008, 04:04:49 PM »
Reply with quote
bahot khoob khwaish ji!!
Logged
punam
Guest
«Reply #18 on: February 15, 2008, 06:12:13 AM »
Reply with quote
chup chup ke nigahon se ishara kar gaye
kya jawab dun un sawalon ka jo aankhon se kar gaye..

mohabbat kya hai aaj uska ehsas mujhe dila diye
bin kuch kahe isharon se bahot kuch kehe gaye...

ab kaate nahi kat.ti din aur raat aise dil me bas gaye
unka haal bhi kuch aisa hi hai aaj hamse kehe gaye..

pata hi na chala kab kaise hum unke kareeb ho gaye
kuch aisa hua k woh hame aur hum unke khas ho gaye..



Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: February 15, 2008, 06:28:58 AM »
Reply with quote
Kya Baat Hai!!!! punam bahut khoooooooob..aapne bahut khumari ke saath likha hai...padhkar ke yeh ehsaas hota hai..really too good punam... Usual Smile
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #20 on: February 15, 2008, 07:29:13 AM »
Reply with quote
Mohhabbat soch ko pankh lagati hai
Mohhabbat insa ko jeena sikhati hai
mohabbat khoney waalon ko paati hai
Mohabbat doobney waalon ko bachati hai
mohabbat dil ko darwawza banati hai
mohabbat insan ko ooncha oothati hai
mohabbat mein jo khud ko khota hai
Mohabbat uskey liye Khuda bhi hoti hai

mohabbat dard bhi hai Mohabbat dawa bhi hai
mohabbat saza bhi hai mohabbat maza bhi hai
mohabbat judayi bhi hai mohabbat bewafi bhi hai
mohabbat mein kuchh kuch ulta chalta hai
mohabbat mein bandhney waala he sabse ooncha oodta hai
mohaabat mein jo fasnta hai woohi hansta hai
Mohhabbat mein juban nahin khamoshi bolti hai
mohabbat ke pemaaney ko nigahein tolti hain
mohabbat mein milney waale ek sey Do nahin do Sey Ek hote hain
sach kahun toh mohabbat mein aisey kissey aneik hote hain
mohabbat ko leikar har kisi ki apni  raay bhi hai
kisi ki nazar mein paak kisi ki nazar mein mohabbat burayi bhi hai
kisi ke liye mohhabbat zindgi ki aas hai
kisi ke liye yeh ekdam bakwasa hai.....


Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: February 15, 2008, 04:20:24 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Punam and Zakhmola ji!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: February 19, 2008, 06:09:47 PM »
Reply with quote
chup chup ke nigahon se ishara kar gaye
kya jawab dun un sawalon ka jo aankhon se kar gaye..

mohabbat kya hai aaj uska ehsas mujhe dila diye
bin kuch kahe isharon se bahot kuch kehe gaye...

ab kaate nahi kat.ti din aur raat aise dil me bas gaye
unka haal bhi kuch aisa hi hai aaj hamse kehe gaye..

pata hi na chala kab kaise hum unke kareeb ho gaye
kuch aisa hua k woh hame aur hum unke khas ho gaye..





bahut khoob punam...bahut acha likha hai aapne...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: February 19, 2008, 06:10:36 PM »
Reply with quote
bahut ache zakhmola ji...bahut khoob
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: February 19, 2008, 06:23:26 PM »
Reply with quote
kabhi to mohabbat ki zubaan se
kuch keh kar to dekhiye
mohabbat ka nasha bhi ek jaam jaisa hai
iske nashe mein bhi kabhi behak kar to dekhiye...

phool to phir bhi phool hai
kaanto se bhi zeenat aayegi
kabhi anjaam-e-safar ka na sochkar
sirf in raahon par chal kar to dekhiye...

intezaar rehta hai aapka ke
aap aaoge aur kuch baatein hongi,
aapke zubaan se SALAAM bhi bahut hai is nacheez ke liye
bas..phir bhi khwaish hai hume, kuch keh kar to dekhiye...

jo baat kabhi honth nahi keh saki to shikayat kaisi,
khamoshi ki zubaan ko kabhi samaj kar to dekhiye

tareef mein aapke kuch kehna "khwaish" ko aata na tha
par aaj in alfaazo mein bahut mehak hai
kabhi humse aap ghool-milkar to dekhiye

chand-taaron ko zameen par le aaunga
zameen aasman ko milaunga...
yeh sab jhooti baatein hai
bas....aapke chehre pe hamesha muskurahat chod jaaunga..
is baat ke liye kabhi "khwaish" ko azmaakar to dekhiye

kabhi mohabbat ki zubaan se kuch keh kar to dekhiye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: February 19, 2008, 06:27:34 PM »
Reply with quote
wah wah wah!! kaya baat hai khwaish ji.. bahoot khoob!!!
Logged
punam
Guest
«Reply #26 on: February 19, 2008, 06:47:00 PM »
Reply with quote
Thanx kitu ji...

kabhi humse nazar milakar toh dekhiye
kabhi dil ki baat bata kar toh dekhiye...

dur rehekar tadapte ho kyun itna
kabhi paas aakar toh dekhiye...

kitni baar humne apni baaton se mann aap ka behlaya hai
kabhi apni baaton se hume behlakar toh dekhiye...

yun kyun akele akele muptala ho ghamo me apni
kabhi humse apni dil ki baat bata kar toh dekhiye...

jo bhi mushkilen hain raaho me hat jayengi dheere dheere
humare saath kadam se kadam  badha kar toh dekhiye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: February 19, 2008, 06:47:40 PM »
Reply with quote
wah kaya jawab diya hai Punam... Good job dear!~!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 19, 2008, 06:55:07 PM »
Reply with quote
bahut khoob punam....bahut khoobsurat jawaab diya hai
Logged
punam
Guest
«Reply #29 on: February 19, 2008, 07:31:47 PM »
Reply with quote
wah kaya jawab diya hai Punam... Good job dear!~!!!

Thanx pooja di..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:14:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer