mohabbat

by nishita on September 23, 2004, 09:41:51 AM
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14]
ReplyPrint
Author  (Read 15714 times)
bobby.soni
Guest
«Reply #195 on: November 19, 2004, 01:37:55 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Usne aaj tak mujhe bhulaya nehi hai
Kissi aur ko dil mein basaya nehi hai

Hawayen kitni bhi tez kyon na chale
woh diya aj tak usne bhujaya nehi hai

Zakhm-zakhm hai dil, khaar-khaar hai zindagi
Yeh dard bhi kissi ko dikhaya nehi hai

Thak gaye honge imtehan-e-waffa dekar
Khuda ne bhi kissi ko aise azmaya nehi hai

Kyon karte hai etraz apni kismat par
Jab maine hi aaj tak usse chaha nehi hai...! (NM)




gud nishita

rehne de aaj apne zulfon ki chaun mein
kuch pal apni thakaan to mita lun

phir mile na mile ye pal mujhe
do pal mein apni saari zindagi bita lun
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat Kya Hai ? ? ? ? ? by angel4u in Shayri-E-Dard
Tum hi Dil ho,Tum hi Mohabbat ho.. by SHONA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Surmai mohabbat by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohammed se Mohabbat se Mayoos Mohabbat.... by Mayoos Mohabbat in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
Mohabbat Phir Mohabbat Hai by Roja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
bobby.soni
Guest
«Reply #196 on: November 19, 2004, 03:00:46 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Kya sochkar tujhe khuda ne banaya hoga,
 Tu "Qayamat" hai is jahan ke liyeh,
 bas yahi soch kar usne tujhe banaya hoga,
JO bhi dekhe tujhe bas yahi hai chahta,
Kaaash tujhe phul aur mujhe kanta banaya hoga.(NM)




do pyaar ka sahara to itni inayat hogi
ek sahare ki tumhe bhi to zarorat hogi

dikhana na jalwe apni is jaawani ke
nahi to phir hamare dil pe qayamat hogi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #197 on: November 19, 2004, 06:00:04 AM »
Reply with quote
wah!!! nishita.........immi........bobby........
Logged
Talat
Guest
«Reply #198 on: November 19, 2004, 07:06:28 AM »
Reply with quote
Nice all...
Logged
nishita
Guest
«Reply #199 on: November 19, 2004, 08:02:16 AM »
Reply with quote
Quote from: "bobby.soni"
Quote from: "nishita"
Kya sochkar tujhe khuda ne banaya hoga,
 Tu "Qayamat" hai is jahan ke liyeh,
 bas yahi soch kar usne tujhe banaya hoga,
JO bhi dekhe tujhe bas yahi hai chahta,
Kaaash tujhe phul aur mujhe kanta banaya hoga.(NM)




do pyaar ka sahara to itni inayat hogi
ek sahare ki tumhe bhi to zarorat hogi

dikhana na jalwe apni is jaawani ke
nahi to phir hamare dil pe qayamat hogi


Aaye bhi to na ho saka, didar-e-yaar ka
Raste main hi thahra yeh, paigham pyar ka
Tassalli hum ne khud ko kuch is tarah diya
Mil gaye to na chorenge ab daamun phir yaar ka (NM)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #200 on: November 19, 2004, 08:12:44 AM »
Reply with quote
Quote from: "nishita"
Quote from: "bobby.soni"
Quote from: "nishita"
Kya sochkar tujhe khuda ne banaya hoga,
 Tu "Qayamat" hai is jahan ke liyeh,
 bas yahi soch kar usne tujhe banaya hoga,
JO bhi dekhe tujhe bas yahi hai chahta,
Kaaash tujhe phul aur mujhe kanta banaya hoga.(NM)




do pyaar ka sahara to itni inayat hogi
ek sahare ki tumhe bhi to zarorat hogi

dikhana na jalwe apni is jaawani ke
nahi to phir hamare dil pe qayamat hogi





Aaye bhi to na ho saka, didar-e-yaar ka
Raste main hi thahra yeh, paigham pyar ka
Tassalli hum ne khud ko kuch is tarah diya
Mil gaye to na chorenge ab daamun phir yaar ka (NM)


wow nishita................

Zindagi k Raaz ko mere siwa jaane ga kaun
Zindagi kuch bhi nahi teri Tamanna k siwa..............
Logged
nishita
Guest
«Reply #201 on: November 19, 2004, 08:41:13 AM »
Reply with quote
kya hua waheed Shocked
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #202 on: November 19, 2004, 09:39:27 AM »
Reply with quote
--------------------------------------------------------------------------------
meri tanhaai ko ab ik mehmaaN chaahiye
mujhko saaya naheeN ik insaaN chaahiye

baatoN meiN khulte heiN aksar puraane zakham
koi kam-sukhan koi bey-zubaaN chhaahiye (NM)
--------------------------------------------------------------------------------

main hun mehmaan tanhaai ka...
main saya nahi insaan hi hun..
bolta bhi bahut hun aur hasata bhi hun..
bolne wala bey-zubaan bhi hun.... :wink:
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #203 on: November 19, 2004, 09:52:48 AM »
Reply with quote
zindgi ki raah mai kaante bhi aate hai...
aur zinhe unse bachna ho woh TATA SUMO chalte hai...ha ha ha ha
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #204 on: November 19, 2004, 01:23:04 PM »
Reply with quote
sorry nishita...maine edit karke sahi kar diya........

bhot khoob arun bhai.............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #205 on: November 19, 2004, 05:05:57 PM »
Reply with quote
wah bahoot khoob!!!! Good work all!!! Bobby apne bahoot acha likha hai!!!!
Logged
jishapn
Guest
«Reply #206 on: November 20, 2004, 06:15:54 AM »
Reply with quote
Quote from: "waheed_rose2004"
nice one nishita........talat..................

Maslaq-e-noor sitaaron sey juda hai mera
Jo hawaon mein hairoshan woh diya hai mera....


waheed bhai pls tell me the meaning of Maslaq-e-noor sitaaron
Logged
nishita
Guest
«Reply #207 on: November 20, 2004, 10:53:59 AM »
Reply with quote
her aik shub mairi tazah azaab mai guzri
tumarey baad tumarey hi khwab mai guzri

mai aik phool huun vo mujh ko rakh key bhool gya
tamaam omer usi ki kitaab mai guzri

(NM)
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #208 on: November 20, 2004, 03:55:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "jishapn"
Quote from: "waheed_rose2004"
nice one nishita........talat..................

Maslaq-e-noor sitaaron sey juda hai mera
Jo hawaon mein hairoshan woh diya hai mera....


waheed bhai pls tell me the meaning of Maslaq-e-noor sitaaron


Maslaq = ta-alluk  (relation)
Logged
Pages: 1 ... 10 11 12 13 [14]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:41:59 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer