~*~Mohabbath~*~

by *Anjum* on April 24, 2006, 06:49:20 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 4475 times)
*Anjum*
Guest
«Reply #60 on: May 05, 2006, 06:57:12 PM »
Reply with quote
Khushboo ke talash main nikle hawaon main bikhar gaye
na tha nikhar hum me mohabbat kar ke nikhar gaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dosti Vs Mohabbath by zinoor in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
*Anjum*
Guest
«Reply #61 on: May 06, 2006, 06:44:53 PM »
Reply with quote

Hum toh chaman me phool khila baithe aapke intezaar me
par dard ka jo toofan aapne bheja kaante chubh gaye is dil me

kaash ki aarzoo is kadar na hoti aapse milne ki
toh hum bhi kuchh khushiyan samet lete aanchal me

afsos nahi hai jo humne aap par dil-o-jaan lutaaya
kaash ki aap ki palken bhi nam hoti hamari yaad me

mohabbat me saath aapke angaron par bhi chalna manzoor tha
rabb ne do kadam saath na chalaya kami thi koi hamari ibadat me
Logged
mehek
Guest
«Reply #62 on: May 08, 2006, 03:06:07 PM »
Reply with quote
bohat khoob anjum & majid :D
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #63 on: May 09, 2006, 09:06:59 AM »
Reply with quote
gud work anjum ji, majid...excellent...
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #64 on: May 10, 2006, 06:28:22 PM »
Reply with quote
good job majid..thnx gesu
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #65 on: May 10, 2006, 06:29:23 PM »
Reply with quote
Sau sau umeedien bandhati hai ek ek nigah par
mujh ko na aise pyar se dekha kare koi...

Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #66 on: May 10, 2006, 06:30:56 PM »
Reply with quote
Mere liye to harf e dua ho gaya woh shaks
saare dukhon ki jaise dava ho gaya woh shaks

main aasmaan par tha to zameen ki kashish tha woh
utra zameen per to hawaa ho gaya woh shaks

yun bhi nahin ke pass mere hai woh dilnasheen
yun bhi nahin ke mujh say juda ho gaya woh shaks

parhta tha main namaz samajh kar use Rasheed
phir yun huva kay mujh say qazaa ho gaya woh shaks
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #67 on: May 10, 2006, 06:31:54 PM »
Reply with quote
Mohabbat mausam nahi ke apni muddat puri kare aur rukhsat hojaye
mohabbat sawan nahi ke toot ke barse aur tham jaaye
mohabbat aag nahi ke sulge bhadke aur bujh jaaye
mohabbat aftab nahi ke ubhre chamke aur dhal jaye
mohabbat to chand ke manind hain jo badta hai..ghadta hai..nikalta hai..
chupta hai..magar kabhi fana nahi hota!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #68 on: May 11, 2006, 11:36:02 AM »
Reply with quote
bahut khoob ANJUM JI aur MAJID BHAI.....

Socha tha humne kya aur kya ho gaye hum,
e-ISHQ tere hi naam par FANA ho gaye hum....
kal tak jo the mere sath marne ko bekarar,
unse apne dil ki baat bhi na kaha sake hum.....
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #69 on: May 28, 2006, 02:19:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
MOHABBAT KABHI FANAA NAHI HOGI TERI MERI.
MAIN DHADKAN HOON TO TU JAAN HAI MERI.
BADAN SE BADAN MILE NA MILE SANAM PYAAR MAIN
DIL SE DIL TO MIL GAYA HAI TERA AUR MEAR


wonderful majid..keep it up
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #70 on: May 28, 2006, 02:22:05 PM »
Reply with quote
Quote from: "vicky AKELA"


Socha tha humne kya aur kya ho gaye hum,
e-ISHQ tere hi naam par FANA ho gaye hum....
kal tak jo the mere sath marne ko bekarar,
unse apne dil ki baat bhi na kaha sake hum.....


mashaALLAH..very nice Vicky
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #71 on: May 29, 2006, 01:49:01 AM »
Reply with quote
GOOD POST VICKY...

Najar jhuki to pemaane bane,
dil toote to maikhane bane,
kuch na kuch to zaroor hai aap mein
yuhin nahi hum aapke dewaane bane.

Raat hui jab shaam ke baad,
teri yaad aayi har baat ke baad,
humne khamosh reh kar bhi dekha,
teri aawaz aayi har saans ke baad.

Aapke mehfil ka Sama suhana lage,
Ek pal churalu agar bura na lage,
hame to aap bhul jayenge,
Lekin aapko bhul ne me shayad zamana lage.

N/M

Quote from: "vicky AKELA"
bahut khoob ANJUM JI aur MAJID BHAI.....

Socha tha humne kya aur kya ho gaye hum,
e-ISHQ tere hi naam par FANA ho gaye hum....
kal tak jo the mere sath marne ko bekarar,
unse apne dil ki baat bhi na kaha sake hum.....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #72 on: May 29, 2006, 12:01:12 PM »
Reply with quote
shukriya MK JI aur aapne bhi bahut hi khubsoorat likha hai.....

Dil chahta hai ki itna piyun, na aaun phir kabhi hosh me,
zamane ko maar doon thokar, gar tum raho mere aagosh me.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #73 on: August 21, 2009, 09:56:26 PM »
Reply with quote
shukriya MK JI aur aapne bhi bahut hi khubsoorat likha hai.....

Dil chahta hai ki itna piyun, na aaun phir kabhi hosh me,
zamane ko maar doon thokar, gar tum raho mere aagosh me.....

wow Nice lines Mann ji!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #74 on: August 21, 2009, 10:53:41 PM »
Reply with quote
GOOD POST VICKY...

Najar jhuki to pemaane bane,
dil toote to maikhane bane,
kuch na kuch to zaroor hai aap mein
yuhin nahi hum aapke dewaane bane.

Raat hui jab shaam ke baad,
teri yaad aayi har baat ke baad,
humne khamosh reh kar bhi dekha,
teri aawaz aayi har saans ke baad.

Aapke mehfil ka Sama suhana lage,
Ek pal churalu agar bura na lage,
hame to aap bhul jayenge,
Lekin aapko bhul ne me shayad zamana lage.

N/M

Nice sharing MRK Ji
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:47:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer