Mohabbat-izhaar

by shayar_dildaar on August 16, 2005, 06:07:12 PM
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36 37
ReplyPrint
Author  (Read 37317 times)
anjani_si
Guest
«Reply #465 on: June 04, 2006, 08:01:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Anjani Memsahib hum apne kadardaano ki kadar karna khub jante hain...
Shukriyan, jo aap iss mamuli se shayar k mehfil mein kuch likh deti hain...Shukriya ek baar fir...
Hum aashiq hain, jo ashique karna jane;
Hum deewana hain, jo deewangi ki hadh ko pehchane;
Hum woh sharaabi hain, jo k aanhon se nasha karna jane;
Hum toh shayar hain, jo lafzon ko raunaq dena jane..
[/color]


khushnaseeb tu hum hain jo appki mehfil mein aane ke kabhil hain......
bohat dilse shukria....appka
 :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #466 on: June 05, 2006, 02:59:26 AM »
Reply with quote
Shukriyan anjani sahiba...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #467 on: June 07, 2006, 02:36:12 AM »
Reply with quote
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye  
dil ke uja.De hue gulashan me.n bahaar aa jaaye  

dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujh ko  
Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye  

dil ke zaKhmo.n pe mere pyaar kaa maraham rakh do
beqaraarii me.n mujhe kuchh to qaraar aa jaaye

yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye

chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah
baad azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaaye...
[/color]

Disclaimer: This shayari is by: Aziz Kashmiri
Reference Website: http://www.urdupoetry.com/akashmiri01.html
Logged
sangy
Guest
«Reply #468 on: June 07, 2006, 05:06:23 AM »
Reply with quote
chodkar chale jayen bhi tho kaise..
nazron ko yun hataye bhi tho kaise..
dil ke haathon majboor hain hum...

beqaraar ke aalam mein aap hi nahi
yun tho hum bhi hain sanam..

Waaah!! Aziz ji ka likha humse share karne ke liye shukriya Shayarji Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #469 on: June 07, 2006, 09:58:56 PM »
Reply with quote
Good one sangy...Welcome to Yoindia...We are all Yo people here..
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #470 on: June 07, 2006, 10:15:54 PM »
Reply with quote
good one sangy... hmmm....
Logged
sangy
Guest
«Reply #471 on: June 08, 2006, 05:04:12 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Good one sangy...Welcome to Yoindia...We are all Yo people here..


thank you shayarji.. Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #472 on: June 08, 2006, 06:08:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye  
dil ke uja.De hue gulashan me.n bahaar aa jaaye  

dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujh ko  
Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye  

dil ke zaKhmo.n pe mere pyaar kaa maraham rakh do
beqaraarii me.n mujhe kuchh to qaraar aa jaaye

yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye

chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah
baad azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaaye...
[/color]

Disclaimer: This shayari is by: Aziz Kashmiri
Reference Website: http://www.urdupoetry.com/akashmiri01.html


Nice one ............
keep sharing w/t us.... Usual Smile
Logged
sangy
Guest
«Reply #473 on: June 08, 2006, 06:55:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
good one sangy... hmmm....


thank you manjooji  Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #474 on: June 08, 2006, 04:31:57 PM »
Reply with quote
Thanx.... :oops:  :D
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaaye  
dil ke uja.De hue gulashan me.n bahaar aa jaaye  

dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujh ko  
Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaaye  

dil ke zaKhmo.n pe mere pyaar kaa maraham rakh do
beqaraarii me.n mujhe kuchh to qaraar aa jaaye

yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye

chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah
baad azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaaye...
[/color]

Disclaimer: This shayari is by: Aziz Kashmiri
Reference Website: http://www.urdupoetry.com/akashmiri01.html


Nice one ............
keep sharing w/t us.... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #475 on: June 13, 2006, 03:28:37 AM »
Reply with quote
Tareef karta hu teri, lafzo ko sajake;
Poojta hu tujhe; apne dil mein basake;
Niharta hu rojh teri tasveeer ko aankhon mein chipake;
jo Dildaar ko aashiq bana gayi, teri rukhsaar k chamak se...
[/color]
Logged
sangy
Guest
«Reply #476 on: June 13, 2006, 04:00:03 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Tareef karta hu teri, lafzo ko sajake;
Poojta hu tujhe; apne dil mein basake;
Niharta hu rojh teri tasveeer ko aankhon mein chipake;
jo Dildaar ko aashiq bana gayi, teri rukhsaar k chamak se...
[/color]


bahut acha likha aapne shayarji ...  :D

inn aankhon mein basi hain teri tasveer..
iss dil mein teri hi mohabbat..
kya karen iss deewanepan ka
jo khamoshi se kiye jaaye teri ibbadat..
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #477 on: June 13, 2006, 08:03:20 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Tareef karta hu teri, lafzo ko sajake;
Poojta hu tujhe; apne dil mein basake;
Niharta hu rojh teri tasveeer ko aankhon mein chipake;
jo Dildaar ko aashiq bana gayi, teri rukhsaar k chamak se...
[/color]
..........

Absolutely awesum shayarji........
Keep writing.... Usual Smile
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #478 on: June 13, 2006, 08:04:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "sangy"
Quote from: "shayar_dildaar"
Tareef karta hu teri, lafzo ko sajake;
Poojta hu tujhe; apne dil mein basake;
Niharta hu rojh teri tasveeer ko aankhon mein chipake;
jo Dildaar ko aashiq bana gayi, teri rukhsaar k chamak se...
[/color]


bahut acha likha aapne shayarji ...  :D

inn aankhon mein basi hain teri tasveer..
iss dil mein teri hi mohabbat..
kya karen iss deewanepan ka
jo khamoshi se kiye jaaye teri ibbadat..


Nice reply sangyji............. :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #479 on: June 14, 2006, 02:31:29 AM »
Reply with quote
Behtareen..Bohot hi umda...
Quote from: "sangy"
Quote from: "shayar_dildaar"
Tareef karta hu teri, lafzo ko sajake;
Poojta hu tujhe; apne dil mein basake;
Niharta hu rojh teri tasveeer ko aankhon mein chipake;
jo Dildaar ko aashiq bana gayi, teri rukhsaar k chamak se...
[/color]


bahut acha likha aapne shayarji ...  :D

inn aankhon mein basi hain teri tasveer..
iss dil mein teri hi mohabbat..
kya karen iss deewanepan ka
jo khamoshi se kiye jaaye teri ibbadat..
Logged
Pages: 1 ... 28 29 30 31 [32] 33 34 35 36 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:53:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer