Mohabbat-izhaar

by shayar_dildaar on August 16, 2005, 06:07:12 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 36912 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #75 on: October 27, 2005, 04:56:21 AM »
Reply with quote
bahoot achhay janaab shayar ji ....

khaak jiya kerte hain woh log unke dilon ko hi ghar samjhein baithein hain
mastian har bazm main, har shaam ko unki yaadon ka dam bharte hain.
achha sila de rahein hain unki sharafat ka our wafaaon ka is kader ki
umra bhar dhokhaa de-deker bhi be-wajah unki wafa se gila kerte hain
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #76 on: October 28, 2005, 06:43:33 AM »
Reply with quote
Strong reply Harshji.
Thanx nazaakat for ur reply.

Mujhe ehsaas hain unki sharafat ka,
Kader hain unki wafaoon ka.

Unke khidmat main jaan bhi haazir hain,
Unki ek jhalak, kashish k liye khafi hain.

Mein mohabbat ka nahin harjai,
Namanzoor hain mujhe ishq mein bewafai.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #77 on: October 29, 2005, 07:47:42 AM »
Reply with quote
Thought of sharing this :

Mujhko aashiq kahke uske roo baroo mat kijiyo
Dostaan ! Gar dost ho to yeh kabho mat kijiyo
 
-  by 'Meer Hasan'
Logged
roshni246
Guest
«Reply #78 on: October 29, 2005, 07:15:51 PM »
Reply with quote
wow shayar dildar and all of you.... realy good

Pyaar toh kiya mainey bahut,
magar izhaar na karna aaya ...
usney poocha toh mujhsey bahut,
magar ikraar na karna ayaa...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #79 on: October 31, 2005, 04:45:27 AM »
Reply with quote
tere ikrar ne hame yuin lalchayaa hai
lagta hain teri zulfon ka hi saya hai
ik taraf toh teri sharmeeli ada hai sanam
doozi taraf teri nigaahon ka rang chhaya hai

Quote from: "roshni246"
wow shayar dildar and all of you.... realy good

Pyaar toh kiya mainey bahut,
magar izhaar na karna aaya ...
usney poocha toh mujhsey bahut,
magar ikraar na karna ayaa...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #80 on: October 31, 2005, 04:15:36 PM »
Reply with quote
good1 harashji.
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #81 on: November 01, 2005, 12:42:48 AM »
Reply with quote
Bahar bun ke mohabbat ne jab payaam diye
Naseem-e-subh ne phoolon ke hont choom liye
 
Disclaimer: this is not my composition, its by
- 'Maahirul Qaadri'
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #82 on: November 03, 2005, 10:48:35 AM »
Reply with quote
Kisi ko kuch na kahna behtar hain
Jaisey hain waisey hi rahna behtar hain..
Tum na samjhogey meri majburiya
Ish liye chup hi rahna behtar hain..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #83 on: November 03, 2005, 11:00:18 AM »
Reply with quote
Ke hai behtar chup rahna
 par aankhon se sab kehna
 usse bhi kahi behtar hai
 nazaakat-o-majburiyan jo na samjhe
 usse pyar se samjhna behtar hai

 JAi shri kriShna!!
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #84 on: November 03, 2005, 11:16:47 AM »
Reply with quote
thanx nirbhay....good reply

Woh to mujhe sapno ki rani banake rakha hain
uske aakhon mein pyaar se saja k rakha hain..
baatein karti hoon to dil machal jata hain
Arma hi nahin dil bhi badal jata hain..
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #85 on: November 03, 2005, 07:26:37 PM »
Reply with quote
Wah nazaakatji kya kaha hain aapne. Ache shayara ki pehchaan hain aap  mein. Ur stuff sounds awesome through shayari. Keep them cuming and keep writing.

Quote from: "nazaakat"
Kisi ko kuch na kahna behtar hain
Jaisey hain waisey hi rahna behtar hain..
Tum na samjhogey meri majburiya
Ish liye chup hi rahna behtar hain..
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #86 on: November 09, 2005, 01:27:45 AM »
Reply with quote
Madhosh hu tere mohabbat mein,
Tadapta hu, tumse duur rehkar main.

Yeh alam hain tumse judaai mein rehkar,
Kab tak kashakash karunga, o-dilbar?Huh???

Tum mere humnawaa ho iss mohabbat k dard mein;
Aankhon mein ishtirahat nahin, chandni raaton mein.

Yeh kaisa lagan hain ishq ka,
Kyun sukun nahin,ab iss dil mein.....
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #87 on: November 09, 2005, 11:01:54 AM »
Reply with quote
Thank u so much shayarji for appreciating my shayari....

WOW! THIS1 IS AWESOME!!!

mujhe to  ab raat din ka kheyal nehin hoti
tu jo kahe de din to din wohi
tu jo kahe de raat to raat wohi..
yekin na ho to azmakar dekho..
tumhare pyaar ki kushiyan se
naha gayee hain mere sarey aashuyon...
Logged
galib_kabutarwala
Guest
«Reply #88 on: November 09, 2005, 12:09:59 PM »
Reply with quote
muhabbat mein ashkon ka bahana baat aam hai
issmein duniya ka kissi kii lut jaana aam hai
na rakho umeed muhabbat mein kissi se
kyonkii dil leke usse todna muhabbat mein aam hai
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #89 on: November 10, 2005, 12:43:31 AM »
Reply with quote
Good one kabutarwala..
Good try nazakatjiii.
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:50:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer