Mohabbat-izhaar

by shayar_dildaar on August 16, 2005, 06:07:12 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 37
ReplyPrint
Author  (Read 37324 times)
nazaakat
Guest
«Reply #90 on: November 11, 2005, 07:26:17 PM »
Reply with quote
pyaar bhi karti hoon aur gussa bhi ho jati hoon..
pata hain mujhe aisa karna achha nahin...
kabi kabhi yuhi lagta hain shayed mera pyaar hi   sachha nahin..
main nahin manti jab log kahte hain mujhe bewafa..
aur eh bhi jaan lo jaan...
jo karte hain pyaar woh kabhi kabhi ho jata hain khafa...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #91 on: November 14, 2005, 07:41:51 AM »
Reply with quote
Hmmmmm... Nazaakatji sahi kaha aapne. Shayd mohabbat mein aisa hi hota hain
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #92 on: November 14, 2005, 05:16:36 PM »
Reply with quote
very  nice  work nazaakat...Shayar Dildar...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #93 on: November 15, 2005, 06:45:28 AM »
Reply with quote
Adaab, yeh unn ladkiyon k liye jo pyaar mein pehla kadam rakh rahein hain..
Unke nazdeek ane se ikhtilaaj mehsus karti ho,
Unke har khooboo se tum ishtiyaaq karti ho,
Pyaar mein wafa ki baat karti ho,
Yakeen ho chala hain mujhe, tum kisi pe marti ho.
[/color]
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #94 on: November 16, 2005, 04:48:39 PM »
Reply with quote
Slightly different but I really liked it when I came across it....
Yaaron khataa ma'af meri, main nashe mein hoon
Saagar mein mai, mai mein nasha, main nashe mein hoon.....
 
- 'Meer'
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #95 on: November 16, 2005, 06:21:39 PM »
Reply with quote
thanx shayarji -n- waheedji....
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #96 on: November 22, 2005, 08:48:09 AM »
Reply with quote
Pehli baar mujhe judaai ka hua ehsas,
Roh pada main, aapke begair yeh zindagi hain be-kas.....

nazaakatji, dont worry and keep smiling as usual......
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #97 on: December 07, 2005, 09:31:03 AM »
Reply with quote
Shayar shayari karta hain apne mohabbat k liye,
Dil ke alfaz ko bayan karta apne dilbar k liye..

Dilbar kehti hain, 'shayari karo sirf mere liye',
Main dilbar ko samjhata hu, 'main bana hu sirf tumhare liye'..
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #98 on: December 08, 2005, 12:10:47 PM »
Reply with quote
wow!!! absolutely superb....loved it!!!! :D
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #99 on: December 08, 2005, 05:32:18 PM »
Reply with quote
Thanx nazaakat
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #100 on: December 11, 2005, 09:57:50 PM »
Reply with quote

Tumse mohabbat ka izhaar kiye arsa ho gaya,
Mohabbat humara tarraqque karta hi gaya..

Na jane kaise yeh din main guzaar paounga,
Duniya ko main iss dard ko kaise samjaounga...

Tum hi ho mere humraaz, iss mohabbat k guftagoo mein,
Khushi bahut hain mujhe, humhare mohabbat ke afzaaish mein...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #101 on: December 12, 2005, 07:12:12 PM »
Reply with quote
Good1 shayarji.........
Last 2lines....WONDERFUL!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #102 on: December 13, 2005, 04:29:44 AM »
Reply with quote
kismat ke saagar me bhatak se gaye hai..
par majdhaar se ulte hum bah nahi sakte..
dil to yuhi laga lenge hum,
par dil ka tootana hum sah nahi sakte................
dil se nikalke rukati hai jubaan par..
wo baat tumhe hum kah nahi sakte..
faryaad nahi karte tumko paane ki..
par tumhare siva bhi to rah nahi sakte................
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #103 on: December 13, 2005, 04:37:10 AM »
Reply with quote
badnaam bhai sahi likha hain...
U rock man...
Tum badnaam ho hi nahin sakhte....Keep smiling dost nd be happy....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #104 on: December 13, 2005, 04:51:36 AM »
Reply with quote
thnx shayar dildaar

Mehkaati hui hawa jaise
Aa nikli phir udhar se
Baal bikhray hue ghata se
Aankh jagi hui sitaroan si
Haathoan pe nami shabnam ki
Galoaan pe hansi phoolon ki
Chehra khila sawan sa
woh malika husn waloan ki
thehre thehre qadam se
woh kuch or kareeb aye
Haathoan ko pakar k mere
woh phir yoon muskaraye
Aaye nahi zaalim ko
koi lafzay ruswai
jaatay jaatay keh gayi
Phir milenge bhai
.......Shayad main is qabil nahi
Shayad woh meri manzil nahi
Mere her sawal la woh jawab thi
Shayad ......Shayad woh sirf ek khawab thi

(Hope u liked the humorous ending)
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 37
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 02:50:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer