Mohabbat-Khwab

by shayar_dildaar on September 05, 2005, 12:03:06 PM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Author  (Read 12312 times)
Pooja
Guest
«Reply #135 on: May 17, 2006, 02:59:43 AM »
Reply with quote
good one roshini and Khan ji!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khwab by sbera in Miscellaneous Shayri
Khwab by qqplus in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwab by ajju_sweet in Miscellaneous Shayri
khwab by abeera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tabrez khan
Guest
«Reply #136 on: May 17, 2006, 02:36:14 PM »
Reply with quote
Thank you pooja ji 'n' thnx a lot shayar_dildaar
Logged
roshni246
Guest
«Reply #137 on: May 17, 2006, 02:44:46 PM »
Reply with quote
THANKS A LOT BRO AND POOJA DI!!!
Logged
Tabrez khan
Guest
«Reply #138 on: May 17, 2006, 06:13:36 PM »
Reply with quote
pyarr k phool kabhi murjhaye nahi kartey,
hanstey chahron ko rulaya nahi kartey,
jin ke sansain chalte ho aap k  muskurane se,
onhay itna tarpaya nahi kartey!

Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #139 on: May 17, 2006, 09:18:33 PM »
Reply with quote
Wah wah...
Tabrez bhaijaan superhit shayari hain kartey
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #140 on: May 18, 2006, 05:02:39 AM »
Reply with quote
Quote from: "roshni246"
Sara din teri tasweer se batein karte hain hum
Jab dil udaas hota hai use apni bahoon mein le ke chuma karte hain hum

kyaa batayen kyaa halat hai abb tujh se milne k baad
Har nazar se bachaa ke teri tasweer seene se lagaye rehte hain hum

Na aadat hai mujhe taare gin ne ki na chaand se batein karne ki
Tumko apne anchal mein bithaa k teri tasweer se baatein karte hain hum

Bund kamre mein rehna ,aankhoon mein aansoo chupate rehna ,yeh kyaa hai
bus chale to apne Allah se shikwaa karte rehte hain hum

Larte ho mujh se meri bataoon se khafaa ho jate ho
Tere chehre pe ik muskarahat keliye kitne bahane banate hain hum

Sil gaye hount mere jab teri nazar se meri nazar mili
Dil to apne china hi tha abb behoshh se bathe rehte hain hum


~rosh~


roshni ji bahut hi khoobsurat likha aapne......
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #141 on: May 18, 2006, 05:26:33 AM »
Reply with quote
Very good roshni n tarbez ji.....
keep writing...
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #142 on: May 29, 2006, 03:20:52 PM »
Reply with quote
Khwaab dikhte hain, dikhne do;
Mohabbat fir jawaan hota hain, hone do;
Ishq ka nasha chadta hain,chadne do;
Duriya mitne lagi, mitne do;
Dil milne lage, milne do;
Haathon mein haath, thamne do;
iss suroor mein mujhe madhosh hone do;
Khwaab mein mujhe pyaar karne do.....
[/color]
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #143 on: May 30, 2006, 02:05:39 PM »
Reply with quote
good one shayar saab, ek kotian's koshish....

khwab jo dikha use sach hone do,
us jawani ki jashn hone do,
us nashe mein khone do,
yaad jab aa gayi, toh mit gayi dooriyan
us milan ko pyar ke naam do,
us sparsh ko romanchan hone do,
us madhosh alam ko manane do,
khwabon ko haqiqat mein badalne do...


Quote from: "shayar_dildaar"
Khwaab dikhte hain, dikhne do;
Mohabbat fir jawaan hota hain, hone do;
Ishq ka nasha chadta hain,chadne do;
Duriya mitne lagi, mitne do;
Dil milne lage, milne do;
Haathon mein haath, thamne do;
iss suroor mein mujhe madhosh hone do;
Khwaab mein mujhe pyaar karne do.....
[/color]
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #144 on: June 01, 2006, 04:34:15 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Khwaab dikhte hain, dikhne do;
Mohabbat fir jawaan hota hain, hone do;
Ishq ka nasha chadta hain,chadne do;
Duriya mitne lagi, mitne do;
Dil milne lage, milne do;
Haathon mein haath, thamne do;
iss suroor mein mujhe madhosh hone do;
Khwaab mein mujhe pyaar karne do.....
[/color]


Woh nammi tha tere sansoon mein laga barish kahi aspaas hain
Nasha sa hone laga par dekha eh to tere bahoon ka ehsaas hain..
Khudkhushi karna chahti hoon aaj karne do
Phir pata nahin mauka kab mile..
Aaj to kam se kam jee bharke marne do...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #145 on: June 01, 2006, 04:35:00 PM »
Reply with quote
Cool One mrkotians ji... Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #146 on: June 01, 2006, 04:40:21 PM »
Reply with quote
Excellenttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt ttttt.....Superbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb.... Usual Smile  Usual Smile
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Khwaab dikhte hain, dikhne do;
Mohabbat fir jawaan hota hain, hone do;
Ishq ka nasha chadta hain,chadne do;
Duriya mitne lagi, mitne do;
Dil milne lage, milne do;
Haathon mein haath, thamne do;
iss suroor mein mujhe madhosh hone do;
Khwaab mein mujhe pyaar karne do.....
[/color]


Woh nammi tha tere sansoon mein laga barish kahi aspaas hain
Nasha sa hone laga par dekha eh to tere bahoon ka ehsaas hain..
Khudkhushi karna chahti hoon aaj karne do
Phir pata nahin mauka kab mile..
Aaj to kam se kam jee bharke marne do...
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #147 on: June 02, 2006, 01:32:58 AM »
Reply with quote
simply superb nazaakat...

us nami ki mehsoos hum bhi kiya,
par woh chummon ki barish thi...
us nasha mein hum bhi the,
par baahon mein teri jism thi...
aajaa khudkhushi karna hain toh
meri baahon ke samundar mein doob jaao...
marrna toh main bhi chahti hoon
par teri baahon ki paash mein...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #148 on: June 03, 2006, 11:29:56 AM »
Reply with quote
Thanx shayarji....I feel gr8 wen u say superbbbbbbbbbbbbbb...... Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile

Quote from: "shayar_dildaar"
Excellenttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt ttttt.....Superbbbbbbbbbbbbbbbbbbbbb.... Usual Smile  Usual Smile
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Khwaab dikhte hain, dikhne do;
Mohabbat fir jawaan hota hain, hone do;
Ishq ka nasha chadta hain,chadne do;
Duriya mitne lagi, mitne do;
Dil milne lage, milne do;
Haathon mein haath, thamne do;
iss suroor mein mujhe madhosh hone do;
Khwaab mein mujhe pyaar karne do.....
[/color]


Woh nammi tha tere sansoon mein laga barish kahi aspaas hain
Nasha sa hone laga par dekha eh to tere bahoon ka ehsaas hain..
Khudkhushi karna chahti hoon aaj karne do
Phir pata nahin mauka kab mile..
Aaj to kam se kam jee bharke marne do...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #149 on: June 03, 2006, 11:33:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "mrkotians"
simply superb nazaakat...

us nami ki mehsoos hum bhi kiya,
par woh chummon ki barish thi...
us nasha mein hum bhi the,
par baahon mein teri jism thi...
aajaa khudkhushi karna hain toh
meri baahon ke samundar mein doob jaao...
marrna toh main bhi chahti hoon
par teri baahon ki paash mein...


Thanx for appreciation mrkotians ji....
Good one.... Usual Smile
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 04:45:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer