Mohabbat-Sirf unke liye

by shayar_dildaar on August 14, 2005, 10:10:38 PM
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 27
ReplyPrint
Author  (Read 29258 times)
sangy
Guest
«Reply #315 on: June 08, 2006, 06:20:38 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Chipau toh, chipau kaise, mohabbat dikh hi jata hain;
Samjhau toh, samjhau kaise, dil mein dard ho hi jata hain;
mann ko behlau main kaise, khayal unka aa hi jata hain;
Dil ka fasana, shayari mein dikh hi jata hain...
[/color]


hmm.. nice one shayarji...

dil ka fasana dil mein reh jaane do
yeh pyaar ka tarana hum thak hi ruk jaane do..
nazar jo aagaya zamane ko apna pyaar
kardenge rusvai bhare-bazaar mein, ye mere yaar..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNKE LIYE KYA RONA by VIKRANT in Shayri-E-Dard
unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hai by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai
unke liye jo duniya se udas hai!!!!! by deepak_mittal143 in Shayri-E-Dard
MERE KHAWAB UNKE LIYE by amarhellboy in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat Sirf Wo Jiska Anjaam Mohabbat hai by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
shayar_dildaar
Guest
«Reply #316 on: June 08, 2006, 04:27:00 PM »
Reply with quote
Hmmmmmmmmm..True very true... :wink:
Quote from: "nazaakat"
Eh lamha pyaar ka hain,bahot kimti hain..
Ishe kabhi khona nahin hain...
Kitne pyaar karnewale chale gayey
par jamana wohi hain..
Kya pata ish pal jo lamha hain humara aur tumhara..
us pal na ho...
ya phir lamha ho jamana ho
par kaal hum ho na ho...

Bhaot khub likhe hain aap shayarji...
Very good...
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #317 on: June 09, 2006, 11:25:43 AM »
Reply with quote
Usual Smile  Usual Smile  :wink:  :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #318 on: June 12, 2006, 02:53:06 AM »
Reply with quote
nice sangy jii
Quote from: "sangy"
Quote from: "shayar_dildaar"
Chipau toh, chipau kaise, mohabbat dikh hi jata hain;
Samjhau toh, samjhau kaise, dil mein dard ho hi jata hain;
mann ko behlau main kaise, khayal unka aa hi jata hain;
Dil ka fasana, shayari mein dikh hi jata hain...
[/color]


hmm.. nice one shayarji...

dil ka fasana dil mein reh jaane do
yeh pyaar ka tarana hum thak hi ruk jaane do..
nazar jo aagaya zamane ko apna pyaar
kardenge rusvai bhare-bazaar mein, ye mere yaar..
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #319 on: June 12, 2006, 03:08:49 AM »
Reply with quote
Aaj yeh tanhai kaisa, unhe khalish kaisi;
Aaj yeh dard kaisa, ankhon mein unke ansu kaisi;
Aaj yeh karwatein kaisa, unhein ruswaii kaisi;
Aaj mohabbat gumnaam kaisa, jazbaat unke gumraah kaisi...

Aaj beganapan kaisa, tu besabr kaisi;
Aaj fiza mayus kaisa, yeh rishte mein thandak kaisi;
Aaj suraj krodh main kaisa, chand ki chandni besabab(without reason) kaisi;
Aaj dildaar shayar kaisa, e-sanam yeh bekasii shayari kaisi...
[/color]
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #320 on: June 12, 2006, 03:14:34 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Dildaar bhai.....Naaz ji and Sangy
Logged
sangy
Guest
«Reply #321 on: June 12, 2006, 04:06:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
nice sangy jii


Thanks Shayar Sahaab Usual Smile
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #322 on: June 12, 2006, 06:10:11 PM »
Reply with quote
shukriyan Badnaam sahab... :D
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #323 on: June 13, 2006, 08:15:47 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Aaj yeh tanhai kaisa, unhe khalish kaisi;
Aaj yeh dard kaisa, ankhon mein unke ansu kaisi;
Aaj yeh karwatein kaisa, unhein ruswaii kaisi;
Aaj mohabbat gumnaam kaisa, jazbaat unke gumraah kaisi...

Aaj beganapan kaisa, tu besabr kaisi;
Aaj fiza mayus kaisa, yeh rishte mein thandak kaisi;
Aaj suraj krodh main kaisa, chand ki chandni besabab(without reason) kaisi;
Aaj dildaar shayar kaisa, e-sanam yeh bekasii shayari kaisi...
[/color]


Tadap rehen hain armaan
Bheegey bheegey se jasbaat hain...
Nasha chaney laga hain
Gumsum se halat hain...
Aapne hoton se kahon na kahen ankahi baatein..
Mujhe bahot tadpati hain..
Tere bina eh sunna sunna raatein....
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #324 on: June 13, 2006, 08:21:12 PM »
Reply with quote
Wah wah..kya jawaab diya aapne naaz sahibaaa...Behtareen..Masah allah...
Quote from: "nazaakat"
Quote from: "shayar_dildaar"
Aaj yeh tanhai kaisa, unhe khalish kaisi;
Aaj yeh dard kaisa, ankhon mein unke ansu kaisi;
Aaj yeh karwatein kaisa, unhein ruswaii kaisi;
Aaj mohabbat gumnaam kaisa, jazbaat unke gumraah kaisi...

Aaj beganapan kaisa, tu besabr kaisi;
Aaj fiza mayus kaisa, yeh rishte mein thandak kaisi;
Aaj suraj krodh main kaisa, chand ki chandni besabab(without reason) kaisi;
Aaj dildaar shayar kaisa, e-sanam yeh bekasii shayari kaisi...
[/color]


Tadap rehen hain armaan
Bheegey bheegey se jasbaat hain...
Nasha chaney laga hain
Gumsum se halat hain...
Aapne hoton se kahon na kahen ankahi baatein..
Mujhe bahot tadpati hain..
Tere bina eh sunna sunna raatein....
Logged
nazaakat
Guest
«Reply #325 on: June 13, 2006, 08:25:07 PM »
Reply with quote
Thanx shayarji....... :wink:  :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #326 on: June 13, 2006, 08:25:32 PM »
Reply with quote
:oops:  :oops:  :oops:  :oops:  :wink:  :wink:  :wink:  :wink:
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #327 on: June 15, 2006, 11:27:00 PM »
Reply with quote
Main toh dildaar, dillagi mera kaam;
saajan ko apne bhejhu mohabbat ka paighaam...

Har paigham mein likhu sirf mohabbat ka naam;
Lafzo se pilau unhein pyaar bhara jaam...

Woh khushi se muskuraye, jab mile yeh paighaam;
Bhejhe sandesa chaand ke zariye,
Kahein, "pilau mohabbat ka jaam, subah-shaam...."
[/color]
Logged
ranjana
Guest
«Reply #328 on: June 16, 2006, 04:11:36 AM »
Reply with quote
bahut khub SD ji.................

jab raat ko chamakte hain taare toh hamko teri yaad aati hai
yun toh sunai nahi deta kuch bhi, per hawa tera paighaam de jaati hai

kehne ko toh bahot kuch hai dil mein mere.....
per meri har nazm bas teri  hi baat dohartaati hai..

na jaane kaun sa jadu hai teri  awaz mein
jo har subah pehli kiran ke saath mujhe jaagaati hai

yeh jaam hai mohabbat ka suno -a- sanam
jisko peene ke liye aaj sari duniya  taras  jaati hai
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #329 on: June 16, 2006, 07:04:27 AM »
Reply with quote
ekdum super hit ranjanaji..
Logged
Pages: 1 ... 18 19 20 21 [22] 23 24 25 26 27
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:03:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer