...~~Mohhobat kya hai~~...

by HumTum on July 03, 2005, 08:36:35 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1200 times)
HumTum
Guest
Reply with quote
muhabat abbsharoon ki rawaani hai
muhabat khud deewangi ki deewani hai

muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai
muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai

muhabat main sir jhukey tu pather ko adam ker dain
muhabat main sir jhukey tu adam ko khuada ker dain

muhabat woh kashish ki jiss se kashish sitaroon main
muhabat woh rooshani ki rooshani jiss se sitaroon main

muhabat key jazbey liye phoota hai gul
muhabat main hi kissey key gata hai bulbul

jiss main jhoot ka sar-a-paa such ho mohubata woh
ayeena
aur ubhar ker jo kabhi na totey muhabat woh abbegeena

muhabat jo miley tu bas sakoon hi sakoon
muhabat na miley tu bas janoon hi janoon

muhabat firishtoon ki sanahat hai
muhabat jugnoowoon ki jagmagahat hai

muhabat mujnoo ki dewaangi bhi
muhabat laila ki pakizeegi bhi

muhabat wahshatoon ki tashnagi bhi
muhabat phooloon ki shagaftgi bhi

muhabat sawanoon ki pyaari se thandak
muhabat sehrawoon ki khushak dastak bhi

muhabat rooh se rooh ka gahra rishta
muhabat key dil main app khuda hai basta
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #1 on: July 03, 2005, 08:37:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "HumTum"
muhabat abbsharoon ki rawaani hai
muhabat khud deewangi ki deewani hai

muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai
muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai

muhabat main sir jhukey tu pather ko adam ker dain
muhabat main sir jhukey tu adam ko khuada ker dain

muhabat woh kashish ki jiss se kashish sitaroon main
muhabat woh rooshani ki rooshani jiss se sitaroon main

muhabat key jazbey liye phoota hai gul
muhabat main hi kissey key gata hai bulbul

jiss main jhoot ka sar-a-paa such ho mohubata woh
ayeena
aur ubhar ker jo kabhi na totey muhabat woh abbegeena

muhabat jo miley tu bas sakoon hi sakoon
muhabat na miley tu bas janoon hi janoon

muhabat firishtoon ki sanahat hai
muhabat jugnoowoon ki jagmagahat hai

muhabat mujnoo ki dewaangi bhi
muhabat laila ki pakizeegi bhi

muhabat wahshatoon ki tashnagi bhi
muhabat phooloon ki shagaftgi bhi

muhabat sawanoon ki pyaari se thandak
muhabat sehrawoon ki khushak dastak bhi

muhabat rooh se rooh ka gahra rishta
muhabat key dil main app khuda hai basta



Bahut badiya likha hai aapne humtum ji
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: July 03, 2005, 08:41:37 PM »
Reply with quote
so... very beautifull....bahut bahut achi hai......................

tune to mohabbat ko jaan liya hai
tujhe behtreen shayar humne maan liya hai

kijiye hamari waah waah kabool
hum to hain shairon ke paon ki dhool.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: July 03, 2005, 08:45:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "HumTum"
muhabat abbsharoon ki rawaani hai
muhabat khud deewangi ki deewani hai

muhabat sitaroon ki khamoosh gazal hai
muhabat zindagi ki shabnum liye ik kanwal hai

muhabat main sir jhukey tu pather ko adam ker dain
muhabat main sir jhukey tu adam ko khuada ker dain

muhabat woh kashish ki jiss se kashish sitaroon main
muhabat woh rooshani ki rooshani jiss se sitaroon main

muhabat key jazbey liye phoota hai gul
muhabat main hi kissey key gata hai bulbul

jiss main jhoot ka sar-a-paa such ho mohubata woh
ayeena
aur ubhar ker jo kabhi na totey muhabat woh abbegeena

muhabat jo miley tu bas sakoon hi sakoon
muhabat na miley tu bas janoon hi janoon

muhabat firishtoon ki sanahat hai
muhabat jugnoowoon ki jagmagahat hai

muhabat mujnoo ki dewaangi bhi
muhabat laila ki pakizeegi bhi

muhabat wahshatoon ki tashnagi bhi
muhabat phooloon ki shagaftgi bhi

muhabat sawanoon ki pyaari se thandak
muhabat sehrawoon ki khushak dastak bhi

muhabat rooh se rooh ka gahra rishta
muhabat key dil main app khuda hai basta



Bahut badiya likha hai aapne humtum ji


bahoot bahoot shukriya Rohit ji .. :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: July 03, 2005, 08:48:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "nikki"
so... very beautifull....bahut bahut achi hai......................

tune to mohabbat ko jaan liya hai
tujhe behtreen shayar humne maan liya hai

kijiye hamari waah waah kabool
hum to hain shairon ke paon ki dhool.


kabool hai Choti ji .....  lekin yeh aapney kya likh diya !!!

aap ki qalam se niiklley Ashaar to kamal hai
padney ko aap ki shayri beqraar rehtey hai hum
shayrna mehfil mein hai uncha naam aapka
yhi har jagah har gadhi kehtey hai hum !!
Logged
nikki
Guest
«Reply #5 on: July 03, 2005, 08:52:51 PM »
Reply with quote
thanx a lot Humtum.....

mohabbat ka jazba khuda ki den hai
jiske dil mein jaage woh khushnaseeb

badal jaata pal mein uska naseeb
lagta hai jaise khudara hai kareeb
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: July 03, 2005, 08:56:37 PM »
Reply with quote
waah waah .....

muhoobat to shai hi assi hai iss dast o dariya mein
mil jaye agar to rageen ye nazarey lagtey hai
dewangi se chaa jati hai kuch dil ko iss kadar
mehboob ki ankhien chamktey sitarey lagtey hai !
Logged
SINGROHA
Guest
«Reply #7 on: July 03, 2005, 09:00:35 PM »
Reply with quote
very well written hum tum ji
hum tum ki jodi khoob chlegi
Logged
nikki
Guest
«Reply #8 on: July 03, 2005, 09:04:20 PM »
Reply with quote
hmmm very nice....

dil ko milti hai jisse khushi
kissi ka gum bante ko ji karta hai

kissi ki yaad aati hai pal pal
kissi ki jhalak ko tadafti hain nigahein

kissi ko mehsoos karna chahta hai mann
kissi ka wajood dharkata hai dil ko

kissi ka na milna gawara na ho
uski surat se badhkar koi aur nazara na ho

uske do bol sun-ne ko bekraar raho
uski awaaz se bekabo ho jaye dil

agar aisa ho to samajh lo ...rah-e-mohabbat par nikal pade ho
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: July 03, 2005, 09:10:13 PM »
Reply with quote
bhoot khoob nikki ji ... bahut hi achey tareejey  se byaaN kiya aapney !!! ab hamari waah waah kabool kijie !!!

kahin kisi ke kehne se koi pyyar ruka hai
mana ke jis ne bhi kya uska dil dukha hai
har roz ek nai arzoo hai ye meri zindagi
her su vo jane jahhan ka manzar hai zindagi
is sal nau ki duaon may jalwa usi ka tha
dil ki dhadkano may bhi aahat usi ki thi
kaun rok paya hai sailab mohabbaton ke
kaun rok paya hai tufaan chahaton ke  !!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: July 03, 2005, 09:11:21 PM »
Reply with quote
Quote from: "SINGROHA"
very well written hum tum ji
hum tum ki jodi khoob chlegi


Thanx a lot SINGROHA !!! ab jodi chalegi ya nhi yeh to nhi pta :wink:  
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #11 on: July 03, 2005, 09:15:20 PM »
Reply with quote
wah wah wah HumTum..........kya comparison kiya hai mohabaat ka......well done dude!!!! .......bahut sachi likhi hai.....GOOD GOOD!!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #12 on: July 03, 2005, 09:20:34 PM »
Reply with quote
Thank u hai ji aapka Humtum ji...............................................
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:33:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer